% ISB File: Chhalia_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai jaan\-e\-wafaa aisaa bhii kyaa}%
\film{Chhalia}%
\year{1973}%
\starring{Navin Nishchol, Nanda, Shatrughan Sinha}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Asif Alvi
% Date: 14 May 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ai jaan-e-wafaa aisaa bhii kyaa
tum to Kafaa hamase ho ga_e
ai jaan-e-wafaa aisaa bhii kyaa
tum to Kafaa hamase ho ga_e

ye tumane kahaa thaa ki ham hai.n tumhaare
to ham bhii ye samajhe ki tum ho hamaare
phir hame.n kis baat kii sazaa de rahe ho

ai jaan-e-wafaa aisaa bhii kyaa
tum to Kafaa hamase ho ga_e

jahaa.N pyaar hogaa sharaarat bhii hogii
jahaan.N hogii antpan mobabbat bhii hogii
jhukii jhukii aa.Nkho.n se ye pataa de rahe ho

ai jaan-e-wafaa aisaa bhii kyaa
tum to Kafaa hamase ho ga_e

idhar rah ga_ii yaa udhar rah ga_ii hai
kahii.n kuchh kamii sii magar rah ga_ii hai
merii wafaa ka ye kyaa silaa de rahe ho

ai jaan-e-wafaa aisaa bhii kyaa
tum to Kafaa hamase ho ga_e
ai jaan-e-wafaa aisaa bhii kyaa
tum to Kafaa hamase ho ga_e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zindagii me.n aap aa_e ho ga_ii duniyaa hasii.n}%
\film{Chhalia}%
\year{1973}%
\starring{Nanda, Navin Nishchal, Rajendranath, Shatrughan Sinha, Helen}%
\singer{Mukesh, Vaani Jairam}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10756 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	zindagii me.n aap aa_e ho ga_ii duniyaa hasii.n
	bhar gayaa phuulo.n se daaman ab kamii.n ko_ii nahii.n
vaa \:	zindagii me.n aap \threedots

mu \:	jhuumakar yuu.N aa_ii.n bahaare.n khil ga_ii dil kii har kalii
vaa \:	pyaar ne aavaaz dekar ye kahaa aa merii galii
	jisako maine duur samajhaa kyaa pataa aaj vo hai yahii.n
mu \:	zindagii me.n aap \threedots

vaa \:	ab naa shikavaa hai naa shikaayat dil se dil aise mile
mu \:	muskaraakar tumane dekhaa miT ga_e saare gile
	pyaar ne ho to ye duniyaa rahane ke qaabil hii nahii.n
mu \:	zindagii me.n aap \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
