% ISB File: ChhatteesGhante_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaane aaj kyaa hu_aa aisaa kabhii hu_aa na thaa}%
\film{Chhattees Ghante}%
\year{1974}%
\starring{Sunil Dutt, Mala Sinha, Parvin Babi, Vijay Arora, Rajkumar, Ranjit}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Sapan Chakravarti}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Arunabha S Roy
% Transliterator: Arunabha S Roy
% Date: 29 Oct 2004
% Series: GEETanjali
% Credits: Abhay Phadnis
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

ki: jaane aaj kyaa hu_aa aisaa kabhii hu_aa na thaa
saa.Nso.n me.n ghule nashaa jaisaa kabhii ghulaa na thaa
tumhii.n bolo kyaa kare.n aisaa hogaa pataa na thaa

aa: miiThaa miiThaa dard saa uThe a.ng a.ng me.n
jaage ko_ii aag sii jiine kii uma.ng me.n
havaa se tape badan jaisaa kabhii tapaa na thaa
saa.Nso.n me.n ghule nashaa jaisaa kabhii ghulaa na thaa
tumhii.n bolo kyaa kare.n aisaa hogaa pataa na thaa

ki: chhaayaa chhaayaa duur tak ra.ngo.n kaa Gubaar hai
aisaa to na thaa jahaa.N ho na ho ye pyaar hai
Kvaabo.n kaa samaa sajaa jaisaa kabhii sajaa na thaa
saa.Nso.n me.n ghule nashaa jaisaa kabhii ghulaa na thaa
tumhii.n bolo kyaa kare.n aisaa hogaa pataa na thaa

jaane aaj kyaa hu_aa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yahaa.N bandhu aate ko hai jaanaa}%
\film{Chhattees Ghante}%
\year{1974}%
\starring{Sunil Dutt, Mala Sinha, Parvin Babi, Vijay Arora, Rajkumar, Ranjit}%
\singer{Mukesh}%
\music{Sapan Chakravarti}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10348 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

yahaa.N bandhu aate ko hai jaanaa
ko_ii ho nahii.n yahaa.N kisii kaa Thikaanaa
yahaa.N bandhu aate ko \threedots

bole ye he bandhu tose
bahatii nadii kahatii yahii
uThatii ghaTaa bahatii havaa
gaatii yahii gaanaa
ko_ii ho nahii.n yahaa.N \threedots

bole ye he bandhu tose
jal kii lahar kal ho kahaa.N kisako Kabar
bole yahii saa.Nso.n kaa taraanaa
ko_ii ho nahii.n yahaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
