% ISB File: ChhooMantar_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gariib jaan ke ham ko na tum daGaa denaa}%
\film{Chhoo Mantar}%
\year{1956}%
\starring{Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Vandana Vidwans, Afzal Khan

\printtitle
#indian

gariib jaan ke ham ko na tum daGaa denaa
tumhii.n ne dad.r diyaa hai tumhii.n davaa denaa
gariib jaan ke   \threedots

lagii hai choT kaleje pe umr bhar ke liye
ta.Dap rahe hai.n muhabbat me.n ik nazar ke liye
nazar milaake
nazar milaake nazaro.n se na tum giraa denaa
tumhii.n ne dad.r diyaa hai   \threedots

tumhaarii yaad ham.en har gha.Dii sataayegii
tumhaare bin to hame.n maut bhii na aayegii
tumhaarii yaad ko
tumhaarii yaad ko mushakil hai ab bhulaa denaa
tumhii.n ne dad.r diyaa hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamane jab dil thaa diyaa ko_ii vaadaa thaa kiyaa}%
\film{Chhoo Mantar}%
\year{1956}%
\starring{Johnny Walker, Shyama, Anita Guha, Jagirdar, Karan Deewan}%
\singer{Shamshad, Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10020 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	hamane jab dil thaa diyaa ko_ii vaadaa thaa kiyaa huzuur aapane
sha \:	muft ilzaam diyaa yuu.N hii badanaam kiyaa huzuur aapane
ra \:	hamane jab dil thaa diyaa \threedots

ra  \:	leke dil tumane kahaa thaa ki sa.mbhaale.nge ise
	kabhii machalegaa to siine se lagaa le.nge ise
sha \:	jaane kyaa maine kahaa jaane kyaa tumane sunaa
	mai.n karuu.N pyaar bhalaa mujhako paagal na banaa
ra \:	hamane jab dil thaa diyaa \threedots

ra \:	apane ho.nTho.n kii ha.Nsii apanii adaa yaad karo
	aa.Nkho.n me.n kahii  baat zaraa yaad karo
sha \:	kyaa niGaaho.n ne kahaa kyaa adaa_o.n ne kahaa
	mujhako kyaa isakaa pataa jaane yah merii balaa
ra \:	hamane jab dil thaa diyaa \threedots

ra \:	apane dil se kabhii chaahat ka mazaa puuchh to lo
	dil ne khaa_ii thii qasam dil se zaraa puuchh to lo
sha \:	meraa dil kab hai meraa vah to jaa tujhase milaa
	dekh baate.n na banaa mere jii ko na jalaa
ra \:	hamane jab dil thaa diyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab baadal laharaayaa jiyaa jhuum jhuum ke gaayaa}%
\film{Chhoo Mantar}%
\year{1956}%
\starring{Johnny Walker, Shyama, Anita Guha, Jagirdar, Karan Deewan}%
\singer{Geeta}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

jab baadal laharaayaa
jiyaa jhuum jhuum ke gaayaa
jab baadal laharaayaa
jiyaa jhuum jhuum ke gaayaa
gaayaa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa

bikharii zulfe.n chaal madabharii ra.ng ye goraa goraa \-2
badalii me.n jaa chaa.Nd chhup gayaa dekh ke mukha.Daa moraa
moraa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa
jiyaa jhuum jhuum ke gaayaa
gaayaa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa

ta.Dape aramaa.N dil me.n har gha.Dii dard ho tho.Daa tho.Daa \-2
mai.nne ab to tujhase haay re pyaar kaa naataa jo.Daa
jo.Daa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa
jiyaa jhuum jhuum ke gaayaa
gaayaa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa

sayyaa.N mai.n to terii ho ga_ii hosh bhii apanaa bhuulaa \-2
badalii me.n jaa chaa.Nd chhup gayaa dekh ke mukha.Daa moraa
moraa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa
jiyaa jhuum jhuum ke gaayaa
gaayaa baalamaa
aajaa sanam terii qasam machalatii raat hai
jab baadal laharaayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raat nashiilii ra.ng ra.ngiilii mast hawaa}%
\film{Chhoo Mantar}%
\year{1956}%
\starring{Johnny Walker, Shyama, Anita Guha, Jagirdar, Karan Deewan}%
\singer{Geeta}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

( raat nashiilii ra.ng ra.ngiilii mast hawaa
jaa mere chandaa unako kahii.n se Dhuu.NDh ke laa
raat nashiilii ) \-2

unake liye ye ruup suhaanaa pyaar kii daulat dil kaa Kazaanaa \-2
ha.Nsanaa gaanaa aur bal khaanaa \-2
zulf mahakatii chaal bahakatii shoK adaa

jaa mere chandaa unako kahii.n se Dhuu.NDh ke laa
raat nashiilii
raat nashiilii ra.ng ra.ngiilii mast hawaa
jaa mere chandaa unako kahii.n se Dhuu.NDh ke laa
raat nashiilii

unase ye kahanaa chain na aaye yaad tumhaarii dil ko sataaye \-2
cha.nchal rainaa biitii jaaye \-2
dekh sajanawaa pyaar kaa waadaa bhuul naa jaa

% _End_of_File