% ISB File: ChhotaaSaaGhar_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##sorry, sorry## galatii ho ga_ii}%
\film{Chhotaa Saa Ghar}%
\year{1996}%
\starring{Vivek Mushran, Koyal, Ajinkya Dev, Neelima Azim, Parikshit Sahni}%
\singer{Kumar Sanu, Sadhana Sargam}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##sorry, sorry## galatii ho ga_ii mujhako baabaa maaf karo
kuchh duurii thii majabuurii thii tum hii khud i.nsaaf karo
jii bhar ke shikaayat kar lenaa
aaj ke din lekin mohabbat kar lenaa
o merii jaa.n jaa.n jaa.n jaa.n jaa.n
##sorry, sorry## galatii ho \threedots

mohabbat hamane maa.ngii hai meharabaanii nahii.n maa.ngii
tarasane ko ta.Dapane ko zi.ndagaanii nahii.n maa.ngii
tumane hamako chaahaa aise jaise ko_ii ehasaan kiyaa
ham to tum par jaa.n dete hai.n tumane dil mushkil se diyaa
dilabar kyaa jo dil tarasaataa hai
pyaar karanaa shaayad tumhe.n nahii.n aataa hai
o merii jaa.n
mai.n chalatii huu.N
ajii bolo kahaa.n
ko_ii tumasaa na ho aashiq vahaa.n
sah na sakogii judaa_ii
tumase achchhii to tanhaa_ii
ho Thaharo Thaharo dil na to.Do
are jaa_o baabaa piichhaa chho.Do
##sorry, sorry## galatii ho \threedots

gha.Dii bhar ko zi.ndagii kaa na ab ehasaan ham le.nge
binaa tere agar jiinaa pa.De to jaan ham de.nge
##sorry, sorry## galatii ho \threedots

baat na rakhanaa dil me.n ko_ii tum bhii dil ko saaf karo

jaa.n jaa.n jaa.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii aa.Nkho.n kii kasam ... tuu jhuuTh bolataa hai}%
\film{Chhotaa Saa Ghar}%
\year{1996}%
\starring{Vivek Mushran, Koyal, Ajinkya Dev, Neelima Azim, Parikshit Sahni}%
\singer{Kumar Sanu, Sadhana Sargam}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

terii aa.Nkho.n kii kasam tujhase pyaar karataa huu.N
chhup chhup ke mai.n teraa diidaar karataa huu.N
tuu jhuuTh bolataa hai tuu jhuuTh bolataa hai
terii aa.Nkho.n kii kasam \threedots

tuune aisaa na jaane kitano.n se kahaa hogaa
mujhase pahale teraa kahii.n pyaar rahaa hogaa
ye to meraa dam hai dam teraa bharatii huu.N
sab jaan ke bhii tujh par aitabaar karatii huu.N
tuu jhuuTh bolatii hai tuu jhuuTh bolatii hai

kabhii haath milaayaa hogaa kabhii saath chale ho.nge
milane ke li_e ham yuu.n to kitano.n se mile ho.nge
jise pyaar kahate hai.n tujhase hii karataa huu.N
tuu kadam jahaa.n rakhatii hai mai.n sajadaa karataa huu.N
tuu jhuuTh bolataa hai tuu jhuuTh bolataa hai
terii aa.Nkho.n kii kasam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
