% ISB File: ChhoteNawab_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ghar aajaa ghir aaye badaraa saa.Nvariyaa}% 
\film{Chhote Nawab}%
\year{1961}%
\starring{Mahmood}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor:  Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Raj Ganesan (raj@tsms.tandem.com)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

ghar aajaa ghir aaye badaraa saa.Nvariyaa 
moraa jiyaa dhak dhak re chamake bijuriyaa 

suunaa suunaa ghar mohe Dasane ko aaye re 
khi.Dakii pe baiThii baiThii sArI rain jaaye re 
Tap Tip sunaataa mai.n to bhaii re baa.Nvariyaa 

kasamaataa jiyaraa kasak morI duunii re 
pyAsI pyAsI a.Nkhiyo.n kii kaliyaa.n hai ??? re 
jaane mohe laagI kis bairan kii najariyaa 
ghar aajaa ghir aae 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ilaahii tuu sun le hamaarii du_aa}%
\film{Chhote Nawab}%
\year{1961}%
\starring{Mehmood, Ameeta, Johny Walker, Meenu Mumtaz, Helen}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10758 [V S Rawat]
% Comments: First film of R D Burman

\printtitle
#indian

ilaahii tuu sun le hamaarii du_aa
hame.n sirf ek aasaraa hai teraa
terii rahamate.n raah roshan kare.n
salaamat rahe saayaa maa.N\-baap kaa
ilaahii tuu sun le \threedots

hamase lekar umar saarii nii.nd de\-de unhe.n
dard unake de\-de hame.n
burii ye gha.Dii Taal de e Kudaa
ilaahii tuu sun le \threedots

naaz uThaa_e jisane paalaa pyaar haradam diyaa
ho na hamase vo judaa
tuu ummiid kaa ye diiyaa mat bujhaa
ilaahii tuu sun le \threedots

sivaa tere maalik meraa kaun hai yahaa.N
bevafaa ye hai jahaa.N
kahii.n tuu bhii hamako na denaa bhulaa
ilaahii tuu sun le \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{matavaalii aa.Nkho.n vaale o alabele dilavaale}%
\film{Chhote Nawab}%
\year{1961}%
\starring{Mehmood, Ameeta, Johny Walker, Meenu Mumtaz, Helen}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10759 [V S Rawat]
% Comments: First film of R D Burman

\printtitle
#indian

la \:	matavaalii aa.Nkho.n vaale o alabele dilavaale
	dil teraa ho rahegaa gar tuu ise apanaa le
	matavaalii aa.Nkho.n vaale \threedots

ra \:	ho tujhako shaayad dhokhaa ho gayaa
	sun e hasii.n mai.n vo nahii.n
la \:	tuu hai to mahafil me.n ra.ng hai
	tuu jo nahii.n to kuchh bhii nahii.n
	matavaalii aa.Nkho.n vaale \threedots

	jabase tujhako dekhaa ek nazar
	mujhe kyaa hu_aa mere dilabar
ra \:	mujhape apanaa jaaduu naa chalaa
	kahaa meraa sun kahii.n aur hai ma.nzil merii

la \:	kah\-sun le do baate.n pyaar kii
	duniyaa terii mahafil terii
ra \:	mai.n terii duniyaa me.n ajanabii
	kahii.n aur ma.nzil merii
	matavaalii aa.Nkho.n vaale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo aa_e ghar hamaare ... churaa ke dil ban rahe hai.n bhole}%
\film{Chhote Nawab}%
\year{1961}%
\starring{Mehmood, Ameeta, Johny Walker, Meenu Mumtaz, Helen}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10757 [V S Rawat]
% Comments: First film of R D Burman

\printtitle
#indian

vo aa_e ghar hamaare Kudaa kii qudarat hai
kabhii ham unako kabhii apane ghar ko dekhate hai.n

churaa ke dil ban rahe hai.n bhole ( jaise kuchh ) \-2 jaanate nahii.n
ko_ii bataa_o ki ham kare.n kyaa vo hame.n pahachaanate nahii.n
churaa ke dil \threedots

abhii chand roz pahale pahalii mulaaqaat me.n
vo kuchh kah rahe the hamase haath le ke haath me.n
Daal ga_e jaaduu haay jaaduu baat\-baat me.n
churaa ke dil \threedots

aaj bhii suruur chhaayaa kal bhii suruur thaa
itanaa saa farq lekin kahane ko zaruur thaa
kal piine vaalaa mayaqade se duur\-duur thaa
churaa ke dil \threedots

vo bhii ek raat pyaar kii ye bhii ek raat hai
aur hii thii baat tab aaj aur baat hai
jaane vo kahaa.N hai jo yahaa.N mere saath hai
churaa ke dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
