% ISB File: ChhotiBahu_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{he re kanhaiyaa kisako kahegaa tuu maiyaa}%
\film{Chhoti Bahu}%
\year{1971}%
\starring{Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Nirupa Roy, Shashikala I S Jauhar}%
\singer{Kishor}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11152 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

he re kanhaiyaa kisako kahegaa tuu maiyaa
ek ne tujhako janm diyaa re ek ne tujhako paalaa
kanhaiyaa kisako kahegaa \threedots

maanii maanataa_e.N aur devii\-dev puuje piir sahii devakii ne
duudh me.n nahalaane kaa god me.n khilaane kaa
sukh paayaa yashodaa jii ne
ek ne tujhako janm diyaa ek ne jiivan sa.mbhaalaa
kanhaiyaa kisako kahegaa \threedots

marane ke Dar se bhej diyaa dhar se devakii ne re gokul me.n
binaa di_e janm yashodaa banii maataa tujhako chhupaayaa aa.Nchal me.n
janm diyaa ho chaahe paalaa ho kisii ne bhed ye mamataa na jaane
ko_ii bhii ho jisane diyaa ho pyaar maa.N kaa man to maa.N usii ko maane
ek ne tujhako dii hai.n ye aa.Nkhe.n ek ne diyaa ujaalaa
kanhaiyaa kisako kahegaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye raat hai pyaasii\-pyaasii pyaasii naa guzar jaa_e}%
\film{Chhoti Bahu}%
\year{1971}%
\starring{Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Nirupa Roy, Shashikala I S Jauhar}%
\singer{Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Kaifi Aazmi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11153 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( ye raat hai pyaasii\-pyaasii ) \-2 pyaasii naa guzar jaa_e
( tum baa.Nho.n me.n aa jaa_o ) \-2 yaa vaqt Thahar jaa_e
ye raat hai \threedots

na_ii aag dil ko jalaane lagii hai machalanaa sikhaane lagii hai
javaa.N pyaar qaabuu me.n kaise rahegaa ke a.nga.Daa_ii aane lagii hai
ye palake.n uThaa_o ye nazare.n milaa_o mastii bikhar jaa_e
ye raat hai \threedots

ka_ii ra.ng dekhe tumhaare labo.n me.n kaho to ko_ii ham churaa le.n
zaraa shoK kar le.n ye saadaa saa jiivan javaanii ko ra.ngii.n banaa le.n
ye aa.Nkhe.n na phero ye zulfe.n bikhero duniyaa sa.Nvar jaa_e
ye raat hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
