% ISB File: ChhotiBhabhi_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dard\-e\-judaa_ii hai Gam kii ghaTaa chhaa_ii hai}%
\film{Chhoti Bhabhi}%
\year{1950}%
\starring{Karan Deewan, Nargis, Shyam, Kuldeep, Shyama, Yaqub}%
\singer{Lata}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], April 15, 2003
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #121 under Geetanjali #111

\printtitle
#indian

dard\-e\-judaa_ii hai Gam kii ghaTaa chhaa_ii hai
aa.Nkh bhar aa_ii hai duhaa_ii hai
duhaa_ii hai

kal jin aa.Nkho.n me.n baalam the aaj uname.n barasaat hai
vo bhii ek raat thii yah bhii ek raat hai
yaad kisii kii aa_ii hai Gam ke aa.Nsuu laa_ii hai
aa.Nkh bhar aa_ii \threedots

tuu kyaa jaane duniyaa ne kyaa\-kyaa ilzaam lagaa_e hai.n
dil ke aramaa.N aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu ban\-ban ke aa_e hai.n
jinase kii bhalaa_ii hai unase milii buraa_ii hai
aa.Nkh bhar aa_ii \threedots

sun ke merii majabuurii baalam aa.Nsuu nahii.n bahaanaa
duniyaa chaahe kuchh bhii kahe meraa pyaar bhuul na jaanaa
qismat khii.nch ke laa_ii hai mat samajho bewafaa_ii hai
aa.Nkh bhar aa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kushii kaa zamaanaa gayaa rone se ab kaam hai}%
\film{Chhoti Bhabhi}%
\year{1950}%
\starring{Karan Deewan, Nargis, Shyam, Kuldeep, Shyama, Yaqub}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 30, 2005
% Kosh does not mention this prelude by rafi

\printtitle
#indian

ra:	aisii aag lagaa_ii hai dil me.n mere
	tere aa.Nsuu ise ab bujhaaye.nge kyaa
	tuune basane se pahale ujaa.Daa ye dil
	uja.De dil pe ye duniyaa basaaye.nge kyaa

	Kushii kaa zamaanaa gayaa rone se ab kaam hai \-2
	pyaar usakaa naam thaa judaa_ii isakaa naam hai
	Kushii kaa zamaanaa gayaa

la:	teraa bhii qusuur nahii.n
	o meraa bhii qusuur nahii.n \-2
	jisane hame.n judaa kiyaa qismat usakaa naam hai
	Kushii kaa zamaanaa gayaa

ra:	itanii hai kahaanii merii
	o luT ga_ii jawaanii merii \-2
	ek hai nishaanii terii yaad usakaa naam hai
	Kushii kaa zamaanaa gayaa

la:	paas tere aa_uu.N mai.n
	ho kadamo.n par gir jaa_uu.N mai.n \-2
	ek hai majabuurii merii farz usakaa naam hai
	Kushii kaa zamaanaa gayaa rone se ab kaam hai
	pyaar usakaa naam thaa judaa_ii isakaa naam hai
	Kushii kaa zamaanaa gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{luT ga_e ho pyaar me.n tere luT ga_e ho}%
\film{Chhoti Bhabhi}%
\year{1950}%
\starring{Karan Deewan, Nargis, Shyam, Kuldeep, Shyama, Yaqub}%
\singer{Rafi}%
\music{Husnlal Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], March 05, 2003

\printtitle
#indian

luT ga_e luT ga_e luT ga_e ho
pyaar me.n tere luT ga_e ho \-2

aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu bahate hai.n \-2
ham chup hai.n aa.Nsuu kahate hai.n
luT ga_e luT ga_e \threedots

to.D diyaa dil tuune meraa \-2
zaalim yahii pyaar thaa teraa
luT ga_e luT ga_e \threedots

do lafzo.n kaa meraa fasaanaa
ik teraa aanaa ik teraa jaanaa
aanaa thaa Kushiyo.n kaa ishaaraa
jaane par dil ro ke pukaaraa \-3
luT ga_e luT ga_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
