% ISB File: ChinaTown_1962.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baar baar dekho, hazaar baar dekho}%
\film{China Town}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@exa.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU)
%          Ikram Ahmad Khan (i-khan@tamu.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

baar baar dekho,  hazaar baar dekho
ke dekhane kii chiiz hai,  hamaaraa dilarubaa,  Taalii ho
Taalii ho,  Taalii ho

(haa.N jii haa.N,  aur bhii ho.nge diladaar yahaa.N
laakho.n dilo.n kii bahaar yahaa.N 
par ye baat kahaa.N  )   \- 2
ye bemisaal husn, laajavaab ye aadaa,  Taalii ho
Taalii ho,  Taalii ho

(dil milaa, ek jaan\-e\-mahafil milaa 
yaa chiraaG\-e\-ma.nzil milaa 
ye na puuchho ke kahaa.N  )    \- 2
nayaa nayaa ye aashiqii kaa raaz hai merA,  Taalii ho
Taalii ho,  Taalii ho

(balle balle, uThake misTar kyo.n chale 
pyaar pe mere kaho kyo.n jale 
baiTh bhii jaao meharabaa.N  )      \- 2
duaa karo mile tumhe.n bhii aisaa dilarubaa,  Taalii ho
Taalii ho,  Taalii ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho jii ek baalaa jogii matavaalaa jogii}%
\film{China Town}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}%
\singer{Rafi, Meenu Purushottam}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10682 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dekho jii ek baalaa jogii matavaalaa jogii
dvaar tere aayo rii
dekho jii ek baalaa jogii \threedots

aayaa huu.N dvaar tore milane kii aas li_e
tere daras kii mai.n a.Nkhiyo.n me.n pyaas li_e
naino.n ke paT khol diivaanii kuchh to bol diivaanii
mukha.Daa kaahe chhupaayo re
dekho jii ek baalaa jogii \threedots

na kisii des kaa hai na kisii gaa.Nv kaa hai
milane kaa sahaaraa le ke ikataaraa le ke
man kaa raag sunaayo rii
dekho jii ek baalaa jogii \threedots

kaahe ye ruup dhaaraa ko_ii na bhed jaane
tuu merii mai.n teraa yah duniyaa maane na maane
maine to teraa ho ke diivaanaa dekhaa saaraa zamaanaa
chain kahii.n naa paayorii
dekho jii ek baalaa jogii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamase mat puuchho ... haay allaa\-qasam ba.Daa qaatil hai}%
\film{China Town}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11462 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	hamase mat puuchho ki ham kyaa kar ga_e
	kis tarah nazaro.n kaa daaman bhar ga_e
	ko_ii inakii shoKiyaa.N dekhaa ki_e
	ham to inakii saadaGii par mar ga_e

ra \:	haay allaa\-qasam ba.Daa qaatil hai meraa yaar
	chinaa chin chin chuu \-2
aa \:	haath me.n tiir na talavaar
	chinaa chin chin chuu

ra \:	haay ye naaz ke jis naaz pe lailaa miT jaa_e
	haay ye husn ke jis husn pe duniyaa luT jaa_e
	dil ise dekhe to mushqil hai ki Kaamosh rahe
	meraa jimmaa hai kisii ko bhii agar hosh rahe
aa \:	haay\-haay sadaqe
	hai kuchh aisaa meraa diladaar
	chinaa chin chin chuu
ra \:	ba.Daa qaatil hai \threedots
aa \:	haath me.n tiir \threedots

	inakii har baat pe nikale na meraa dam kaise
	ye adaa_e.N ho.n to qurbaan na ho.n ham kaise
	kabhii is tarah Kafaa jaise ko_ii pyaar kare
	kabhii Kaamosh ki jaise ko_ii ikaraar kare
ra \:	aur kabhii ikaraar me.n inkaar
	chinaa chin chin chuu
aa \:	ba.Daa qaatil hai \threedots
ra \:	ba.Daa qaatil hai \threedots
aa \:	haath me.n tiir \threedots

ra \:	hamane chaahaa thaa ki zaalim ko na chaahe.nge kabhii \-2
	ik sitamagar se yuu.N na nibhaa_e.Nge kabhii
	par kare.n kyaa ki hamii Kafaa ho ke bhuul ga_e
	jab milii aa.Nkh to sab zor\-o\-jafaa bhuul ga_e
aa \:	o qasam Kudaa kii kyaa kare.n aa hii gayaa pyaar
	chinaa chin chin chuu
ra \:	ba.Daa qaatil hai \threedots
aa \:	haath me.n tiir \threedots
ra \:	ba.Daa qaatil hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamase na puuchho ham kahaa.N chale}%
\film{China Town}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10683 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

hamase na puuchho ham kahaa.N chale
ye dil jahaa.N le chalaa vahaa.N chale
nazaare piichhe\-piichhe bahaare.n piichhe\-piichhe
diivaano.n kaa jidhar kaaravaa.N chale
hamase na puuchho \threedots

duniyaa hai shahar aramaano.n kaa
bikhare\-bikhare afasaano.n kaa
fasaane ye sunaate chale hai.n ham gaate
ki jaise naGmo.n kaa kaaravaa.N chale
hamase na puuchho \threedots

sapano.n kaa chaman hai ra.ng li_e
dharatii\-gagan ko hai sa.ng li_e
Daalii pe kalii jhuume.n banake jaise phuul
qadam tale jaise aasamaa.N chale
hamase na puuchho \threedots

naiyaa pe chale jab haule se
paanii me.n bahak ga_e shole se
nazar ko milaa_e jo ham laharaa_e
to laharo.n ne puuchhaa kahaa.N chale
hamase na puuchho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yammaa\-yammaa\-yammaa sau paravaane ik shamaa}%
\film{China Town}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11463 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	yammaa\-yammaa\-yammaa sau paravaane ik shamaa \-2
	bahakaa hai ( har dilavaalaa ) \-2
	dekho machalanaa \-2
	kahataa hai har ko_ii mujhase \-2
	jaan\-e\-tamannaa \-2
	yammaa\-yammaa \threedots

	nazare.n bachaa ke mai.n ( kaise jaa_uu.N ) \-2
	roke zamaanaa mai.n jhuum\-jhuum chal naa paa_uu.N \-2
	ta.Dape hai ( har diivaanaa ) \-2
	bhar\-bhar ke aahe.n \-2
	rukatii hai.n ( aakar mujhape ) \-2
	sabakii nigaahe.n \-2
	ho yammaa\-yammaa \threedots

	jisako bhii dekho dil haatho.n me.n hai \-2
	aa.Nkho.n me.n mastii to pyaar\-pyaar baato.n me.n hai
	chhalakaa hai ( sabake dil me.n ) \-2
	chaahat kaa pyaalaa \-2
	har dil me.n ( kaise Doluu.N ) \-2
	ban ke ujaalaa \-2
	yammaa\-yammaa \threedots

ra \:	kyaa terii mahafil hai sanam
	kho ga_e ham allaa kii qasam
	haay merii bahakii dhun par na jaa
	saath mere tuu bhii gaa
	yaa dilarubaa \-2
	dil ko le ga_ii terii adaa
	haay re kaisaa dard diyaa
	merii jaa.N mai.n tujha pe fidaa
	yaa dilarubaa \-2

	mahafil me.n ( tere husn kaa ) \-2
	sholaa jo bha.Dake \-2
	pahaluu me.n ( beqaraar dil ) \-2
	o kaise na dha.Dake \-2
	yammaa\-yammaa \threedots
aa \:	yammaa\-yammaa \threedots

ra \:	yammaa\-yammaa ik paravaanaa \-2
aa \:	yammaa\-yammaa sau paravaane\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye ra.ng na chhuuTegaa ulfat kii nishaanii hai}%
\film{China Town}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Shakeela, Helen, Madan Puri}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10684 [V S Rawat]
% Transliterator: 
% Comments: 

\printtitle
#indian

ye ra.ng na chhuuTegaa ulfat kii nishaanii hai
kuchh teraa fasaanaa hai kuchh merii kahaanii hai
ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots

laharaa ke uThaa mausam rut banake qaraar aa_ii
aa_ii to magar kitanaa tarasaa ke bahaar aa_ii
tarasaa ke bahaar aa_ii par kitanaa suhaanii hai
ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots

aa.Nkhe.n hai.n tumhaarii yaa chhalakaa hu_aa paimaanaa
apanaa to muhabbat me.n dil ho gayaa diivaanaa
yaa ham hii diivaane hai.n yaa rut hii diivaanii hai
ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots

dekho na bhulaa denaa pyaar ke vaado.n ko
tum bhii na badal denaa chaahat ke iraado.n ko
ab priit lagii tumase kuchh maine bhii Thaanii hai
ye ra.ng na chhuuTegaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
