% ISB File: ChorMachaayeShor_1974.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek Daal par totaa bole ek Daal par mainaa}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{1974}%
\starring{Shashi Kapoor, Mumtaz}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Indrajeet Singh Tulsi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10313 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	( ek Daal par totaa bole ) \-2 ek Daal par mainaa
	duur\-duur baiThe hai.n lekin pyaar to phir bhii hai naa
	bolo hai naa hai naa hai naa

la \:	o o o o ek Daal par totaa bole ek Daal par mainaa
	mai.n tere naino.n kii ni.ndiyaa tuu mere dil kaa chainaa
	bolo hai naa hai naa hai naa
do \:	ek Daal par totaa bole

la \:	ye kyaa mujhako ho gayaa saajan kabhii ro_uu.N kabhii gaa_uu.N
	pe.D se lipatii bel jo dekhuu.N laaj se mar\-mar jaa_uu.N
ra \:	ye paagalapan kaisaa kab se ho gayaa aisaa
la \:	bin batalaa_e samajho saajan aaj nahii.n kuchh kahanaa
	bolo hai naa hai naa hai naa
do \:	ek Daal par totaa bole \threedots

ra \:	aa.Ndhii aa_e tuufaa.N aa_e yaa barase.n barasaate.n
	ik duuje ke ho jaa_e.n ham Katm na ho din\-raate.n
la \:	( Katm na ho din\-raate.n ) \-2 ( miiThii pyaar kii baate.n ) \-2
ra \:	ho.nTh agar Kaamosh rahe.n to bol uThe.nge nainaa
	bolo hai naa hai naa hai naa
do \:	ek Daal par totaa bole \threedots

la \:	janam\-janam kii pyaas re saajan pal me.n bujhegii kaise
	jiivan bhar ye sa.ng na chhuuTe a.ng lagaa lo aise
ra \:	aa mil jaa_e.N aise saagar nadiyaa jaise
do \:	siikh liyaa hai pyaar me.n hamane miTakar zindaa rahanaa
	bolo hai naa hai naa hai naa
	ek Daal par totaa bole \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ghu.Ngharuu kii tarah bajataa hii rahaa huu.N}%
\film{Chor Machaye Shor}%
\year{1974}%
\starring{}%
\singer{Kishore}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ghu.Ngharuu kii tarah bajataa hii rahaa huu.N mai.n
kabhii is pag me.n kabhii us pag me.n ba.Ndhataa hii rahaa huu.N mai.n
ghu.Ngharuu kii tarah \threedots

kabhii TuuT gayaa kabhii to.Daa gayaa
sau baar mujhe phir jo.Daa gayaa
yuu.N hii TuuT\-TuuT ke, phir juT\-juT ke
bajataa hii rahaa huu.N mai.n
ghu.Ngharuu kii tarah \threedots

mai.n karataa rahaa auro.n kii kahii
mere man kii ye baat man hii me.n rahii
hai ye kaisaa gilaa jisane jo kahaa
karataa hii rahaa huu.N mai.n
ghu.Ngharuu kii tarah \threedots

apano.n me.n rahe yaa Gairo.n me.n
ghu.Ngharuu kii jagah to hai pairo.n me.n
kabhii mandir me.n kabhii mahafil me.n
sajataa hii rahaa huu.N mai.n
ghu.Ngharuu kii tarah \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le jaae.nge ... dil_vaale dulhaaniyaa le jaae.nge}%
\film{Chor Machaye Shor}%
\year{1974}%
\starring{Shashi Kapoor, Mumtaz}%
\singer{Kishore, Asha, chorus}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Rajkavi Inderjit Singh Tulsi}%

% Contributor: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Transliterator: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/31/1996

\printtitle
#indian

ki: le jaae.nge, le jaae.nge, dil\-vaale dulhaaniyaa le jaae.nge
    are, rah jaae.nge, rah jaae.nge, paise\-vaale dekhate rah jaae.nge
ko: le jaae.nge, le jaae.nge \threedots

ki: tum ho kalii to gulaab ham hai.n
ko: ho gulaab ham hai.n
ki: ho.nTho.n se lagaa lo to sharaab ham hai.n
ko: ho sharaab ham hai.n
ki: kahate hai.n log ki Karaab ham hai.n
    terii har baat kaa javaab ham hai.n
ko: laajavaab ham hai.n
ki: apane do haatho.n se
    kamaayaa huaa khaane\-vaale
    haq na paraayaa kabhii khaae.nge
    sasur\-jii
ko: le jaae.nge \threedots
    terii so.n, machhariyaa
ki: le jaae.nge

aa: mai.n bhii tere saath huu.N, dil bhii tere saath
ko: sajanaa dil bhii tere saath
aa: chaahe jab aajaa channaa le ke baaraat
ko: chhetii\-chhhetii aajaa channaa le ke baaraat
ki: mere paas koThii hai na kaar sajanii
    ka.Dakaa hai teraa diladaar sajanii
ko: diladaar sajanii
aa: koThii ba.Ngalaa na mujhe kaar chaahie
    dil chaahie diladaar chaahie
ki: haa.N chal phir chhalie soNie nii balie
    dil kii hii duniyaa basaae.nge
ko: le jaae.nge \threedots

    tere baaG kii bulabul
ki: le jaae.nge
ko: le jaae.nge le jaae.nge \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
