% ISB File: ChorMachaayeShor_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkhe.n hai.n terii ... jab tuune aa.Nkh maarii}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Shilpa Shetty, Bipasa Basu, Shekhar Suman, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Udit Narayan, Dimple Verma}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa.Nkhe.n hai.n terii ba.Dii ba.Dii
dekhe mujhe tuu kha.Dii kha.Dii
jab tuune aa.Nkh maarii ho jab tuune aa.Nkh maarii
mai.n samajhaa nikal pa.Dii

dekh tujhe mai.n marii marii
kahuu.N mai.n kaise Darii Darii
jab tuune aa.Nkh maarii ho jab tuune aa.Nkh maarii
mai.n samajhii nikal pa.Dii

aa.Nkho.n me.n terii kahaanii thii
kabase mai.n terii diivaanii thii
tuu mil gayaa to sochaa hai ye
tere li_e hii javaanii thii
dhak dhak dha.Dakataa hai dil kyuu.N ye meraa
tuu hii bataa de sanam
paagal hu_aa huu.N diivaanaa mai.n teraa
khaataa huu.N terii kasam
ye tuune mujhe kyaa kahaa
mai.n piichhe tere pa.Dii pa.Dii
jab tuune aa.Nkh \threedots

o merii bulabul aa siine se lag jaa
dil tujhape laTTuu hai ha.Ns ke tuu pha.Ns jaa
mujhako bataa de tujhe kab lagegaa
pyaar vaalaa mohabbat kaa chaskaa
baato.n hii baato.n me.n dil lene vaale
tuune pha.nsaa hii liyaa
aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n
naa jaane kab tuune jaaduu chalaa hii diyaa
kahataa hai dekho dil meraa
mai.n chhe.Duu.n tujhe gha.Dii gha.Dii
jab tuune aa.Nkh \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cha.Dh ga_ii sar pe ishq mohabbat ve}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Shilpa Shetty, Bipasa Basu, Shekhar Suman, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Sonu Nigam, Anuradha Sriram}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Tejpal Kaur}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

cha.Dh ga_ii cha.Dh ga_ii sar pe sar pe ishq mohabbat ve
dil diivaanaa dil se bole kar mohabbat re re

pahan ke cholaa javaanii vaalaa badalaa meraa ra.ng ve
o_e hoy o_e cha.Dh ga_ii \threedots
ishq mohabbat sar pe haa_e rab ve
haa.N cha.Dh ga_ii ishq mohabbat sar pe haa_e rab ve
cha.Dh ga_ii \threedots

terii khushbuu se mujhe nashaa hu_aa
ye sar pe mere cha.Dhaa hu_aa ishq ve
yuu.N duur duur ab naa jaa aa paas paas tuu aajaa
aa dhak se siine lag ve oy hoy hoy oy
cha.Dh ga_ii \threedots

in baaho.n me.n mai.n kho jaa_uu.N
mai.n terii terii ho jaa_uu.N ishq ve
aur bhii ik kaam mai.n karuu.N
ye ishq tere mai.n naam karuu.N
le ho gayaa teraa sab ve
cha.Dh ga_ii \threedots

in aa.Nkho.n ne merii nii.nd churaa_ii
bholepan me.n maine jaan ga.nvaa_ii
mujhe chain na aa_ee mujhe chain na aa_ee
merii jaan ye jaa_e haay haay 
meraa nikalaa jaa_e dam ve
cha.Dh ga_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil teraa hai diivaanaa ... kaan ke niiche bajaa Daaluu.Ngaa}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Shilpa Shetty, Bipasa Basu, Shekhar Suman, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Vinod Rathod, Anuradha Sriram}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Farhaad}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil teraa hai diivaanaa tuu merii hai diivaanii
mai.n aashiq huu.N mastaanaa duniyaa se tuu begaanii
haa.N apanii mohabbat me.n aa_e ko_ii
biich me.n har pal sataa_e ko_ii
kaan ke niiche bajaa Daaluu.Ngaa
kharchaa paanii usako de Daaluu.Ngaa

he ##love## kaa ye pahalaa kadam hai
sa.ng tere jiinaa sau sau janam hai
diivaare.n hazaaro.n sanam hai.n
mai.n terii huu.N tuu meraa phir kyaa Gam hai
kabaab me.n haDDii ban jaa_e ko_ii
laal ra.ng kaa ##signal## dikhaa_e ko_ii
kaan ke niiche \threedots

ishq ke aalam me.n kyaa hotaa hai
bas pyaar me.n ye dil jaage na sotaa hai
are ghuur ke jo dekhe terii jaanaa.n ko
vo aaj kyaa umr bhar rotaa hai
phuulo.n me.n kaa.NTaa aa_e ko_ii
##hero## ko jhaa.Nsaa de jaa_e ko_ii
kaan ke niiche \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{har ##bank## ke saare ... ye chor machaa_e shor}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Shilpa Shetty, Bipasa Basu, Shekhar Suman, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Farhaad}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##India## me.n ##Switzerland## me.n
##Malaysia## me.n ##Hong Kong## me.n
yahaa.N vahaa.N idhar udhar kahaa.N kahaa.N ho.nge
har ##bank## ke saare laa.ckaro.n me.n paise mere ho.nge
aur paisaa kyaa ##locker## kyaa saare ##bank## mere ho.nge
aazaad pa.nchhii kaa ##program## hai ye kal kaa
##lunch## meraa ##London## me.n aur ##dinner America##
ye chor 
machaa_e shor ye chor machaa_e shor
har ##bank## ke \threedots

##five star hotel## me.n jaa_uu.N
peT bhar mai.n khaanaa khaa_uu.N
##Tip## mai.n duu.N ##bill## se ##double##
mai.n ghar pe jab jab jaa_uu.N
mai.n naa ko_ii battii jalaa_uu.N
sone chaa.Ndii se chamake meraa ghar
makhamal ke farsh pe sonaa
gaa.Dii ba.ngalaa jaise khilaunaa
chaahe.n din ho chaahe.n rainaa
bas noT ginate rahanaa
ye chor \threedots

hone vaalii dulhan bhii shaadii ke ##card## se
pati kaa naam kaaTe meraa jo.D de
ku.nvaarii la.Dakiyaa.N bhii suhaagan ban jaa_e.Ngii
mere ##photo## sa.ng sa.ng phere lagaa ke
aazaad pa.nchhii kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere pyaar me.n ... mai.n ishqan ishqan ho ga_ii}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Shilpa Shetty, Bipasa Basu, Shekhar Suman, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Adnan Sami, Sunidhi Chauhan}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Tejpal Kaur}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ishqan ishqan ishqan ishqan
tere pyaar me.n hoke raa.njhaNaa mai.n ishqan ho ga_ii
mai.n ishqan ishqan ho ga_ii
tere pyaar me.n khoke raa.njhaNaa
tere pyaar me.n khoke mai.n ishqan ishqan ho ga_ii

mai.n ishqan ishqan ho gayaa
tere pyaar me.n hoke hiiriye
tere pyaar me.n hoke mai.n ishqan ishqan ho gayaa
mai.n ishqan ishqan \threedots

o meraa maathaa Tha.nDaa achchhaa
aur nabz hai Dhiilii o ho
o merii jaan ye jaa_e paka.Do
aur saa.Ns naa aa_e mar ga_e
khulii havaa ho khet javaa.n ho
chalataa samaa.n ho o ho ho
cha.Dhate savere saath tuu mere cha.Dho chubere o ho ho
diivaanaa diivaanaa teraa diivaanaa diivaanaa mai.n ho gayaa
mai.n ta.Dapan ta.Dapan ho ga_ii
tere pyaar me.n \threedots

o mere kaul tuu aajaa sadake
baaho.n me.n samaa jaa rab jii
o_e siine se lagaa le kyaa jii
ye labo.n ke pyaale naa jii
niiche tan kaa kamale man kaa ek milan ho o ho ho
sonii sajan kaa chuu.Dii ka.ngan kaa chham se milan ho o ho ho
diivaanii diivaanii terii ho ga_ii
mai.n dha.Dakan dha.Dakan ho gayaa
tere pyaar me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum TaaTaa ho yaa bi.Dalaa}%
\film{Chor Machaaye Shor}%
\year{2002}%
\starring{Bobby Deol, Shilpa Shetty, Bipasa Basu, Shekhar Suman, Om Puri, Paresh Raval}%
\singer{Vinod Rathod, Anuradha Sriram}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli, Meenu Singh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tum TaaTaa ho yaa bi.Dalaa
raho ##Carter Road## yaa ##irlaa##
par mujhape tumhaaraa dil hai
meraa dil bhii ##Polly Hill## hai

tum mamataa ho yaa ##Madonna##
pahano chaa.Ndii yaa sonaa
tere gaalo.n pe jo til hai
merii jaan vo meraa dil hai
tum TaaTaa ho \threedots

maine ye soch liyaa hai mai.n banuu.ngii usakii raanii
naa ##english## ho naa ruusii ho la.Dakaa hindustaanii
ho terii u.ngalii me.n pahanaa duu.N mai.n hiire kii a.nguuThii
chal kar lete hai.n ma.nganii phir chale.nge dono.n uuTii
tum TaaTaa ho \threedots

siine se lagaa le bulabul ##London## kii sair karaa duu.N
chal ##Paris## ki galiyo.n me.n ##Eifiel Tower## dikhalaa duu.N
o mai.n la.Dakii ##India## vaalii mujhe taajamahal dikhalaa de
tuu laal kile kii laalii se merii chunarii ra.ngavaa de
ai tum mamataa ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
