% ISB File: ChupkeChupke_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ab ke sajan saavan me.n}%
\film{Chupke Chupke}%
\year{1975}%
\starring{Dharmendra, Amitabh, Sharmila, Jaya Bahaduri}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Himanshu Gupta
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Thu Dec 28, 1995
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

ab ke sajan saavan me.n \-2
aag lagelii badan me.n
ghaTaa barasegii nazar tarasegii magar 
mil na sake.nge do man ek hii aa.Ngan me.n

ab ke sajan saavan me.n

do dilo.n ke biich kha.Dii kitanii diivaare.n
kaise sunuu.Ngii mai.n piyaa prem kii pukaare.n
chorii chupake se tum laakh karo jatan, sajan
mil na sake.nge do man ek hii aa.Ngan me.n

ab ke sajan saavan me.n

itane ba.De ghar me.n nahii.n ek bhii jharo.nkaa
kis tarah ham de.nge bhalaa duniyaa ko dhokaa
raat bhar jagaaegii ye mast mast pavan, sajan
mil na sake.nge do man ek ki aa.Ngan me.n
iish\threedots

ab ke sajan saavan me.n

tere mere pyaar kaa ye saal buraa hogaa
jab bahaar aaegii to haal buraa hogaa
kaa.nTe lagaaegaa ye phuulo.n bharaa chaman, sajan
mil na sake.nge do man ek hii aa.Ngan me.n

ab ke sajan saavan me.n
aag lagelii badan me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baaGo.n me.n kaise ye phuul khilate hai.n}%
\film{Chupke Chupke}%
\year{1975}%
\starring{Dharmendra, Sharmila, Amitabh, Jaya, Om Prakash, Asrani, David}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

baaGo.n me.n kaise ye phuul khilate hai.n
khilate hai.n bha.Nvaro.n se jab phuul milate hai.n
o~ baaGo.n me.n   \threedots

o~ a Haa~
mausam bahaaro.n ke lagate hai.n kyo.n pyaare
ha.Nsate hai.n rote hai.n kaliyo.n ke sa.ng saare
kaliyo.n ke khilane se dil bhii khilate hai.n
baaGo.n me.n   \threedots

achchhaa ab tum bolo aisaa kab hotaa hai
ba.De vo ho mat chhe.Do aisaa tab hotaa hai
jab tere nayano.n se mere nain milate hai.n
baaGo.n me.n   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chupake chupake chal rii purava_iiyaa}% 
\film{Chupke Chupke}%
\year{1975}%
\starring{Dharmendra, Amitabh, Sharmila, Jaya Bahaduri}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor:  Mahesh Chaubal (chaubal@umbc.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

chupake chupake chal rii purava_iyaa 
o chupake chupake chal rii purava_iyaa 
chupake chupake chal rii purava_iyaa 

baa.Nsurii bajaaye re, raas rachaae dayyaa re dayyaa 
gopiyo.n sa.ng kanhaiyaa 
chupake 

pAgal pavan se, kaise koI bole (2) 
gorii ke mukh se, ghu.NghaTaa naa khole, 
Dole, haule se man kii naiyaa 
gopiyo.n sa.ng kanhaiyaa
chupake \threedots

ye kyA huA mujhako, kyA hai ye pahelii (2) 
aise jaise ke, koI raadhaa kii sahelii mai.n bhI, 
DhU.nDhuu kadam kii chhai.nyaa
gopiyo.n sa.ng kanhaiyaa 
chupake \threedots 

aise samay pe koI, chup bhI rahe kaise (2) 
baa.Ndh liye rut ne, pag mai.n ghu.Ngharuu jaise
naache man taa thaiyya taa thaiyaa 
gopiyo.n sa.ng kanhaiyaa 
chupake \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa re gaa maa, maa saa re gaa}% 
\film{Chupke Chupke}%
\year{1975}%
\starring{Dharmendra, Sharmila, Amitabh, Jaya, Om Prakash, Asrani}%
\singer{Kishore, Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor:  Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Comments : kk for amitabh , rafi for dharmendra 

\printtitle 
#indian 

r : chal shuruu hojaa 
ki : uhu.n uhu.n (khaa.nsataa hai) hai haa hai haa (galaa Thiik karataa hai) 
saa aa a aa aa aa 
r : are ! bas bas bas bas ! saa pe ruk gayaa  aage ba.Dh 
ki : re
r : re ke aage kyA hai 
ki : gaa
r : are vaah vaah vaah vaah! kyA gale me.n taasiir hai
ki : ye baat hai ! to maa
r : chal vaapas aajaa apanii jagah pe 
ki : saa re gaa maa 
r : aahaa 
ki : maa saa re gaa
r : vaah vaah 
ki : gaa saa re maa 
r : oho 
ki : maa gaa re saa 
r : oh oh oh 

ki : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa 
r : pa dha pa maa maa pa maa ga ra pa maa maa ga re saa 
dono : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa 

ki : (giit pahale banA thA, yA banii thI ye saragam 
ek hii saath huA thA, do dilo.n kA ye sa.ngam ) \- 2
r : pyaar kA ye taraanaa, zamaanaa sun le 
saa re gaa maa 
##one  two  three  four ##
dono : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa 

ki : jaise dil milate.n hai.n, vaise sur khilate.n hai.n (dhiime) 
jaise dil milate.n hai.n, vaise sur khilate.n hai.n (tej) 
r : phuul kab giito.n ke, ho.nTho.n pe khilate.n hai.n 
ki : tuum tanaanaa, dhin tanaanaa zamaanaa sun le 
r : saa re gaa maa 
##one  two  three  four ##
ki : saa re gaa maa 
r : maa saa re gaa
ki : gaa saa re maa 
r : maa gaa re saa 

dono : maa gaa re saa ##(at least 5-6 times, from loud to slow)## 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
