% ISB File: Company_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n ... ye saare ghar hai.n tumhaare}%
\film{Company}%
\year{2002}%
\starring{Ajay Devgan, Vivek Oberoy, Manisha, Antara Mali, Mohanlal}%
\singer{Saumya Rao}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Tabish Romani}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa.Nkho.n me.n raho baaho.n me.n raho
ho.nTho.n pe raho yaa dil me.n raho
ye saare ghar hai.n tumhaare
jahaa.N bhii dil chaahe raho haa.N

saa.Nso.n me.n raho dha.Dakan me.n raho
palako.n me.n raho zulfo.n me.n raho
ye saare ghar hai.n \threedots

paas hamaare aanaa ab to bin bulaa_e aa jaanaa
ko_ii nishaanii de jaanaa
tho.Dii sii khushbuu le jaanaa
yaado.n me.n raho khvaabo.n me.n raho
raato.n me.n raho yaa din me.n raho.n
ye saare ghar hai.n \threedots

aaj naa jaane ye kyaa hu_aa hai
ko_ii zaraa ye samajhaa_e
itanaa suruur chhaayaa hai
jii karataa hai mar jaa_e.N
vaado.n me.n raho kasamo.n me.n raho
aa.Nchal me.n raho kaajal me.n raho
ye saare ghar hai.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bachake tuu rahanaa re ... khallaas}%
\film{Company}%
\year{2002}%
\starring{Ajay Devgan, Vivek Oberoy, Manisha, Antara Mali, Mohanlal}%
\singer{Asha, Sudesh Bhonsale, Sapana Awasthi}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Nitin Raikwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

bachake tuu rahanaa re bachake tuu rahanaa
nahii.n duujaa mauqaa milegaa sa.mbhalanaa
he bachake tuu \threedots

kahii.n bhii chhupaa ho tujhe Dhuu.NDh legaa
ye hai ishq samajhaa tujhe kar hii degaa khallaas
ai khallaas ai he khallaas ai khallaas
bachake tuu \threedots

nazaro.n kii qaid me.n tuu jo aa gayaa samajh le
ik baar pha.ns gayaa to tuu pha.ns gayaa samajh le
nahii.n tere jaisaa ko_ii bhii nishaanaa
haa.N bachake tuu \threedots

tuu khi.nchaa chalaa aa_egaa bas yahii.n pe
ye hai rog aisaa agar ho gayaa to khallaas
he khallaas he khallaas ai khallaas

jiinaa hai teraa mushkil tuu mar gayaa samajh le
maranaa bhii teraa mushkil tuu vo kar gayaa samajh le
he he he
jahaa.N me.n teraa bas yahii hai Thikaanaa
ye vo raastaa hai jahaa.N mu.Danaa mushkil
ye vo daastaa.n hai shuruu ho ga_ii to khallaas
ai khallaas
dii raa raa raa raa khallaas haH haH haH are bujadil khallaas
bachake tuu \threedots
khallaas ekadam khallaas

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{huu.n pyaar pyaar pyaar me.n}%
\film{Company}%
\year{2002}%
\starring{Ajay Devgan, Vivek Oberoy, Manisha, Antara Mali, Mohanlal}%
\singer{Babul Supriyo, Sonali Bajpayee}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Nitin Raikwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

huu.n pyaar pyaar pyaar me.n haa.n pyaar pyaar pyaar me.n
ham dono.n kho ga_e
pahale do the ab ik ho ga_e
pyaar pyaar pyaar me.n \threedots

terii baaho.n me.n meraa jahaa.N
jaa_uu.Ngii ab yahaa.N se kahaa.N
ai sanam ham na ho.nge judaa
haa.N meraa bhii ye vaadaa rahaa
o pyaar pyaar pyaar me.n \threedots

huu.N dard miiThaa hai ye pyaar kaa
pyaar bin jiinaa bekaar kaa
har taraf pyaar kaa hai nashaa
pyaar sabase ba.Daa hai khudaa
pyaar pyaar pyaar me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumase kitanaa pyaar hai dil me.n utar kar dekh lo}%
\film{Company}%
\year{2002}%
\starring{Ajay Devgan, Vivek Oberoy, Manisha, Antara Mali, Mohanlal}%
\singer{Altaaf Rajaa}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Tabish Romani}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tumase kitanaa pyaar hai dil me.n utar kar dekh lo
naa yakii.n aa_e to phir dil badal kar dekh lo
tumase kitanaa \threedots

hamane apanii har saa.Ns par naam teraa likh diyaa
ik tujhe paane kii khaatir khud ko paagal kar diyaa
ishq me.n tum bhii sanam had se guzar kar dekh lo
tumase kitanaa \threedots

jaane kyuu.N saare jahaa.N se ho ga_e hai.n bekhabar
jabase tum aa.Nkho.n me.n aa_e jaagatii hai ye nazar
apanii raato.n se merii raate.n badal kar dekh lo
tumase kitanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{voT pe noT ... sab ga.ndaa hai par dha.ndhaa hai ye}%
\film{Company}%
\year{2002}%
\starring{Ajay Devgan, Vivek Oberoy, Manisha, Antara Mali, Mohanlal}%
\singer{Sandeep Chowtha}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Jaideep Sahni}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

voT pe noT dhotii pe koT dil me.n choT
matalab ke yaar aise pyaar piichhe se vaar
sab ga.ndaa hai par dha.ndhaa hai ye

cha.ndan saa badan cha.nchal chitavan yaaro.n se jalan
voT pe noT \threedots

haDDii pasalii ek siidhaa saadaa peT dono.n ghuTane Tek
baato.n kii dhaar haatho.n me.n taar ek aur do chaar
sab ga.ndaa hai \threedots

badale kii miThaas gusse kaa gilaas ku_e.N jaisii pyaas
voT pe noT \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
