% ISB File: CoolieNo1_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaanaa ... jab dil na lage diladaar hamaarii galii}%
\film{Coolie No. 1}%
\year{1995}%
\starring{Govinda, Karisma, Harish, Kaanchan, Kader, Shakti, Sadashiv}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aa jaanaa aa jaanaa aa jaanaa aa jaanaa
jab dil na lage diladaar hamaarii galii aa jaanaa
jab karanaa ho hamase pyaar hamaarii galii aa jaanaa
aa jaanaa \threedots

jab yaad sataa_e tumhe.n yaar hamaarii galii aa jaanaa
jab karanaa ho diidaar hamaarii galii aa jaanaa

jab nii.nd aa_e na raato.n ko raanii karane lage ta.ng tujhako javaanii
dha.Dakan sataa_e jaaduu jagaa_e mausam kare chhe.Dakhaanii
jab jobanaa pe aa_e nikhaar hamaarii galii aa jaanaa
jab dil na lage diladaar \threedots

jab had se ba.Dhane lage bekaraarii jab umr jaa_e na tanhaa guzaarii
nazadiik aake tan se lagaa ke kar lenaa tum baat saarii
na karanaa kabhii i.ntazaar hamaarii galii aa jaanaa
jab yaad sataa_e tumhe.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{husn hai suhaanaa ... goriyaa churaa na meraa jiyaa}%
\film{Coolie No. 1}%
\year{1995}%
\starring{Govinda, Karisma, Harish, Kaanchan, Kader, Shakti, Sadashiv}%
\singer{Abhijit, Chandana Dixit}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

husn hai suhaanaa ishq hai diivaanaa
ruup kaa khazaanaa aaj hai luTaanaa
aake diivaane mujhe siine se lagaa
naa naa naa goriyaa churaa na meraa jiyaa
goriyaa churaa na \threedots

karake ishaaraa bulaa_e javaanii aise lubhaa na mujhe diivaanii
tere binaa hai adhuurii kahaanii duu.ngaa tujhe mai.n ko_ii nishaanii
aa jaa aa jaa_o na aajaa aa jaa_o naa dilabarajaanii
jaan\-e\-jaanaa.n o jaanaa.n tuu hai khvaabo.n kii raanii
apanaa banaa_uu.ngii nigaahe.n to milaa
naa naa naa goriyaa ne paagal mujhe kiyaa
goriyaa churaa na \threedots

maukaa milan kaa kahaa.n roj aa_e aise mujhe kyo.n kariib laa_e
dard\-e\-judaa_ii sahii ab na jaa_e ko_ii nashaa saa dha.Dakan pe chhaa_e
dhiire dhiire se haule haule se kyuu.n ta.Dapaa_e
pyaasii raato.n me.n aisii baato.n me.n kyo.n bahakaa_e
kyaa hai iraadaa mere yaar bataa
naa naa naa goriyaa hai aashiq teraa piyaa
husn hai suhaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tan tanaa tan tan tan ... kulii ##number one##}%
\film{Coolie No. 1}%
\year{1995}%
\starring{Govinda, Karisma, Harish, Kaanchan, Kader, Shakti, Sadashiv}%
\singer{Kumar Sanu, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tan tanaa tan tan tan
paisaa kamaanaa tan tanaa tan tan tan
mauj manaanaa tan tanaa tan tan tan
saare jahaa.n kaa bojh uThaanaa mehanat meraa jiivan
kulii ##number one## mai.n kulii ##number one##

dekhe kahii.n jo la.Dakii ka.nvaarii piichhe piichhe usake bhaage
mujhako sataa_e paagal ka.nvaaraa bechain raato.n ko jaage
merii baat na maane o meraa dard na jaane diivaanaa hai meraa man
kulii ##number one## \threedots

ho.nge adhuure sapane bhii puure jamake bajaa_uu.ngaa baajaa
maanaa ki khaalii hai jeb merii lekin mai.n dil kaa huu.N raajaa
nayaa ##band## bajegaa nayaa ra.ng sajegaa ban jaa_uu.ngaa mai.n sajan
kulii ##number one## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N}%
\film{Coolie No. 1}%
\year{1995}%
\starring{Govinda, Karisma Kapoor}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Anand-Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Ikram Ahmed Khan <iak1111@tamu.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu> 
% Date: 07/16/1997
% Comments: I know this is a really old topic/gripe ("Lyrics writing 
%           in modern day films") but this "gem" speaks for itself !

\printtitle
#indian

ka: mai.n to raste se jaa rahaa thaa
   mai.n to bhelapuurii khaa rahaa thaa
   mai.n to la.Dakii ghumaa rahaa thaa
   raste se jaa rahaa thaa, bhelapuurii khaa rahaa thaa,
   la.Dakii ghumaa rahaa thaa,
   tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N \-2
a: mai.n to raste se jaa rahii thii
   mai.n to aa_is\-kriim khaa rahii thii
   ho, mai.n to nainaa la.Daa rahii thii
   raste se jaa rahii thii, aa_is\-kriim khaa rahii thii,
   nainaa la.Daa rahii thii
   tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N \-2

ka: (jale chaahe saaraa zamaanaa
   chaahe tujhe teraa diivaanaa) \-2
a: sa.ng tere mai.n bhaag jaauu.N
   nazar kisii ko bhii na aauu.N
ka: log dilavaalo.n se yaar jalate hai.n
a: kaise bataauu.N kyaa\-kyaa chaal chalate hai.n
ka: mai.n to gaa.Dii se jaa rahaa thaa
   mai.n to siiTii bajaa rahaa thaa
   mai.n to Topii phiraa rahaa thaa
   ho, gaa.Dii se jaa rahaa thaa, siiTii bajaa rahaa thaa,
   Topii phiraa rahaa thaa
   tujhako dhakkaa lagaa to mai.n kyaa karuu.N \-2

a: (na_ii koii pikchar dikhaa de
    mujhe kahii.n khaanaa khilaa de) \-2
ka: zaraa nigaaho.n se pilaa de
   pyaas mere dil kii bujhaa de
a: aaj tujhe jii bhar ke pyaar karanaa hai
ka: terii nigaaho.n se diidaar karanaa hai
a: mai.n to Thumakaa lagaa rahii thii
   mai.n to giit koii gaa rahii thii
   mai.n to chakkar chalaa rahii thii
   Thumakaa lagaa rahii thii, giit koii gaa rahii thii,
   chakkar chalaa rahii thii
   terii naanii mari to mai.n kyaa karuu.N \-2

ka: mai.n to raste se jaa rahaa thaa
   mai.n to bhelapuurii khaa rahaa thaa
   mai.n to la.Dakii ghumaa rahaa thaa
   raste se jaa rahaa thaa, bhelapuurii khaa rahaa thaa,
   la.Dakii ghumaa rahaa thaa,
   tujhako mirchii lagii to mai.n kyaa karuu.N \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
