% ISB File: Coolie_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dono.n ... ##accident## ho gayaa, rabbaa rabbaa}%
\film{Coolie}%
\year{1983}%
\starring{Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri}%
\singer{Shabbir Kumar, ???}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dono javaanii kii mastii me.n chuur
teraa qusuur na meraa qusuur
na tuune ##signal## dekhaa, na mai.n ne ##signal## dekhaa
##accident## ho gayaa, rabbaa rabbaa
##accident## ho gayaa, ##agreement## ho gayaa
##permanent## ho gayaa, rabbaa rabbaa

ham do anaa.Dii, na dekhaa agaa.Dii, na dekhaa pichhaa.Dii
paTarii pe Daal dii ye dil kii gaa.Dii
na tuune battii dekhii, na mai.n ne jhaNDii dekhii
##accident## ho gayaa rabbaa rabbaa   \threedots

raah\-e\-shabaab thii, umr\-e\-hijaab thii
tuu benaqaab thii
mausam kii bhii kuchh niiyat kharaab thii
na tuune Kataraa dekhaa, na mai.n ne Kataraa dekhaa
##accident## ho gayaa rabbaa rabbaa   \threedots

are nukasaan saaraa, to bharanaa pa.Degaa
ab pyaar hamako karanaa pa.Degaa
na tuune siiTii maarii, na mai.n siiTii maarii
##accident## ho gayaa rabbaa rabbaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saarii duniyaa kaa bojh ham uThaate hai}%
\film{Coolie}%
\year{1983}%
\starring{Amitabh Bachchan}%
\singer{Shabbir Kumar}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Sun Nov  5, 1995
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

saarii duniyaa kaa bojh ham uThaate hai.n
uThate hai.n, bojh uThate hai.n, saarii duniyaa \threedots
log aate hai.n log jaate hai.n
ham yahaa.N pe kha.De rah jaate hai.n, saarii \threedots

chaar kaa kaam ek kaa daam hai
Kuun mat piijiye aur kuchh diijiye
ek rupayaa hai kam hame.n Kudaa kii qasam
ba.Dii mehanat se roTii kamaate hai.n, saarii \threedots

tho.Daa paanii piyaa yaad rab ko kiyaa
bhuukh bhii miT gaii pyaas bhii bujh gaii
kaam har haal me.n naam ko saal me.n
iid kii ek chhuTTii manaate hai.n, saarii \threedots

jiinaa mushkil to hai apanaa bhii dil to hai
dil me.n aramaan hai.n ham bhii insaan hai.n
jab sataate hai gap aish karte hai.n ham
bii.Dii piite hai.n aur paan khaate hai.n
saarii duniyaa kaa bojh ham uThaate hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
