% ISB File: DaadiMaa_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaataa huu.N mai.n mujhe ab naa bulaanaa}%
\film{Daadi Maa}%
\year{1966}%
\starring{Ashok Kumar, Beena Roy, Durga Khote, Rahman, Shashikala, Mumtaz}%
\singer{Rafi}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10491 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jaataa huu.N mai.n mujhe
ab naa bulaanaa
merii yaad bhii apane
dil me.n na laanaa
meraa hai kyaa merii
manzil na ko_ii Thikaanaa
jaataa huu.N mai.n

( pyaasaa thaa bachapan jawaanii bhii
merii pyaasii
piichhe Gamo.n kii galii
aage udaasii ) \-2
ho mai.n tanhaa_ii kaa raahii
ko_ii apanaa naa begaanaa

mujhe ab na bulaanaa
merii yaad bhii apane
dil me.n na laanaa
meraa hai kyaa merii
manzil na ko_ii Thikaanaa
jaataa huu.N mai.n

( mujhako ha.Nsii bhii milii
saaye liye dukh ke
khul ke na royaa kisii
kaa.Ndhe pe jhuk ke ) \-2
ho meraa jiiwan bhii kyaa hai
adhuuraa saa ik afasaanaa

mujhe ab na bulaanaa
merii yaad bhii apane
dil me.n na laanaa
meraa hai kyaa merii
manzil na ko_ii Thikaanaa
jaataa huu.N mai.n

( thaa pyaar kaa ik diyaa
wo bhii bujhaa Daalaa
dhu.Ndhalaa saa bhii kahii.n
kyuu.N ho ujaalaa ) \-2
ho ab un yaado.n se kah do
merii duniyaa me.n naa aanaa

mujhe ab na bulaanaa
merii yaad bhii apane
dil me.n na laanaa
meraa hai kyaa merii
manzil na ko_ii Thikaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{usako nahii.n dekhaa hamane kabhii ... ai maa.N}%
\film{Daadi Maa}%
\year{1966}%
\starring{Ashok Kumar, Bina Rai, Durga Khote, Rehman, Shashikala}%
\singer{Manna De, Mahendra Kapoor}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mahe:   us ko nahii.n dekhaa hamane kabhii
par isakii zaruurat kyaa hogii
dono:   ai maa.N, ai maa.N terii suurat se alag
bhagavaan kii suurat kyaa hogii, kyaa hogii
us ko nahii.n dekhaa hamane kabhii\threedots

man:    inasaan to kyaa devataa bhii
aa.Nchal me.n pale tere
hai svarg isii duniyaa me.n
kadamo.n ke tale tere
mamataa hii luTaaye jisake nayan, ho\threedots
dono:   mamataa hii luTaaye jisake nayan
aisii koii muurat kyaa hogii
ai maa.N, ai maa.N terii\threedots

mahe:   kyo.n dhuup jalaaye dukho.n kii
kyo.n Gam kii ghaTaa barase
ye haath duaao.n vaale
rahate hai.n sadaa sar pe
tuu hai to a.ndhere path me.n hame.n, ho\threedots
dono:   tuu hai to a.ndhere path me.n hame.n
suuraj kii zaruurat kyaa hogii
ai maa.N, ai maa.N terii\threedots

dono:   kahate hai.n terii shaan me.n jo
koii uu.Nche bol nahii.n
bhagavaan ke paas bhii maataa
tere pyaar kaa mol nahii.n
ham to yahii jaane tujhase ba.Dii, ho\threedots
ham to yahii jaane tujhase ba.Dii
sa.nsaar kii daulat kyaa hogii
ai maa.N, ai maa.N terii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
