% ISB File: Daagh_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai mere dil kahii.n aur chal}%
\film{Daag}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar}%
\singer{Talat}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ai mere dil kahii.n aur chal
Gam kii duniyaa se dil bhar gayaa
Dhuu.NDh le ab koI ghar nayaa
ai mere dil kahii.n aur chal

chal jahaa.N gam ke maare na ho.n
jhuuThii aashaa ke taare na ho.n
jhuuThii aashaa ke taare na ho.n
in bahaaro.n se kyaa faayadaa
jis me.n dil kii kalii jal gaI
zaKm phir se haraa ho gayaa
ai mere dil kahii.n aur chal

chaar aa.Nsuu koI ro diyaa
pher ke mu.Nh koI chal diyaa
pher ke mu.Nh koI chal diyaa
luT rahaa thaa kisii kaa jahaa.N
dekhatii rah gaI ye zamii.n
chup rahaa beraham aasamaa.n
ai mere dil kahii.n aur chal

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bujh gaye ... ham dard ke maaro.n kaa}%
\film{Daagh}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar}%
\singer{Talat}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor:  Prince Kohli (pkohli@cc.gatech.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits Neha Desai

\printtitle 
#indian

bujh gaye Gam kii havaa se, pyaar ke jalate charaag
bevafaa_ii chaa.Nd ne kii, pa.D gayaa isame.n bhii daag

ham dad.r ke maaro.n kaa, itanaa hii fasaanaa hai
piine ko sharaab\-e\-Gam, dil gam kaa nishaanaa hai

(dil ek khilaunaa hai, taqadiir ke haatho.n me.n) \- 2
takadiir ke haatho.n me.n
marane kii tamannaa hai, jiine kaa bahaanaa hai
ham dad.r ke maaro.n kaa, itanaa hii fasaanaa hai

(dete hai.n duaae.n ham) \- 2, (duniyaa kii jafaao.n ko)\- 2
kyo.n unako bhulaae.n ham, ab khud ko bhulaanaa hai
ham dad.r ke maaro.n kaa, itanaa hii fasaanaa hai

(ha.Ns ha.Ns ke bahaare.n to, shabanam ko rulaatii hai.n) \- 2
shabanam ko rulaatii hai.n
aaj apanii muhabbat par, bagiyaa ko rulaanaa hai
ham dad.r ke maaro.n kaa, itanaa hii fasaanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaa.Nd ek bevaa kii chuu.Dii ... koii nahii.n meraa}%
\film{Daag}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran}%
\singer{Talat}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Rajan Gautam
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Hrishi Dixit, Balaji A S Murthy

\printtitle
#indian

chaa.Nd ek bevaa kii chuu.Dii kii tarah TuuTaa hu_aa
har sitaaraa besahaaraa soch me.n duubaa hu_aa
Gam ke baadal, ik janaaze kii tarah Thahare hu_e
sisakiyo.n ke saaz par kahataa hai dil rotaa hu_aa

ko_ii nahii.n meraa is duniyaa me.n aashi_aa.N barbaad hai
aa.Nsuu bharii mujhe qismat milii hai zindagii naashaad hai

jaa havaa tuu rastaa le apana
qismat hai merii jii ke ta.Dapanaa) \-2
aayii hai mere Gam pe javaanii
rotii huii ik yaad hai
koii nahii.n meraa   \threedots

suukh chuke hai.n aa.Nkho.n ke jharane
luuT liyaa hame.n daaG\-e\-jiGar ne
phuul nahii.n ye zakhm khile hai.n\-2
aasamaa.N saiyyaad hai\-2
koii nahii.n meraa   \threedots

mausam dukho.n kaa sar par hai chaayaa
mujhase judaa hai Khud meraa saayaa) \-2
ham hai.n akele Gam ke hai.n mele
ruuh kii fariyaad hai
koii nahii.n meraa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa}%
\film{Daagh}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran, Lalita Pawar, Chandrashekhar Dube}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

la \:	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa \-2
	ye duniyaa ajaayabakhaanaa re
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
ko \:	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	o dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	ye duniyaa ajaayabakhaanaa re
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	o dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa

la \:	kaalii gho.Dii pe baiTh ke
	kal ham gaye bazaar
	are tel to dekhaa thaa pahale se
	aur dekhii tel kii dhaar
	jo kuchh dekhaa dekh ke hamako
	are jo kuchh dekhaa dekh ke hamako
	yaad aaye siriiraamaa re
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
ko \:	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	o dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa, zamaanaa o ho ho

la \:	aayaa ye kaisaa zamaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa

	chor kii chaukiidaarii dekhii
	aur a.ndho.n kii Thakuraa_ii
	dekhe bagulaa bhagat hazaaro.n
	gup\-chup kare.n safaa_ii
	maa.nge.n bhiikh karo.Dimal jii
	dama.Diilaal dhanawaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
ko \:	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	o dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa, zamaanaa o ho ho

la \:	aayaa ye kaisaa zamaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa

	sab qudarat kaa khel hai bhaa_ii
	kah gaye daas kabiir
	roz badalatii hai ye duniyaa
	aur badale har taqadiir
	jisakii nazar kabhii na badale
	are isakii nazar kabhii na badale
	hai laakho.n me.n wahii sayaanaa re
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
ko \:	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	o dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa, zamaanaa o ho ho

la \:	aayaa ye kaisaa zamaanaa
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	ye duniyaa ajaayabakhaanaa re
	dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa
	o dekho aayaa ye kaisaa zamaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laage jab se nain laage}%
\film{Daagh}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran, Lalita Pawar, Chandrashekhar Dube}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( laage jab se nain laage
laage jab se nain laage
ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage
jab se nain laage ho jab se nain laage ) \-2

o ham unake ghar aa ke sharamaa rahe hai.n
ho kyuu.N khul gaye bhed pachhataa rahe hai.n
ba.ndhane lage na mohabbat ke dhaage \-2

jab se nain laage ho jab se nain laage
laage jab se nain laage
laage jab se nain laage
ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage
jab se nain laage ho jab se nain laage

ho sapane bhii unake ye ni.ndiyaa bhii unakii
ho meraa rahaa kyaa hu_ii mai.n to unakii
sab kuchh meraa unake qadamo.n ke aage \-2

jab se nain laage ho jab se nain laage
laage jab se nain laage
laage jab se nain laage
ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage
jab se nain laage ho jab se nain laage

o kaisii ajab hai mohabbat kii batiyaa.N
ho behosh din hai.n to bechain ratiyaa.N
kaise kahe.n ham hai.n soye ke jaage \-2

jab se nain laage ho jab se nain laage
laage jab se nain laage
laage jab se nain laage
ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage
jab se nain laage ho jab se nain laage

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maut aa ga_ii na aa_e vo ... kaahe ko der lagaa_ii re}%
\film{Daagh}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran, Lalita Pawar, Chandrashekhar Dube}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10815 [V S Rawat]
% Comments: First film of Chandrashekhar Dube
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

maut aa ga_ii na aa_e vo marane ke baad bhii
aa.Nkhe.n tarasii rah ga_ii.n is i.ntazaar me.n

kaahe ko der lagaa_ii re aa_e na ab tak baalamaa
hamane to jaan ga.Nvaa_ii re aa_e na ab tak baalamaa
kaahe ko der \threedots

merii du_aa naakaam hu_ii hai suuraj Duubaa shaam hu_ii hai
pahane qafan jaa_egii muhabbat dil kii lagii badanaam hu_ii hai
ha.Nsatii hai saarii Kudaa_ii re aa_e na ab tak baalamaa
kaahe ko der \threedots

duniyaa yuu.N hii ro_egii aa_e.Ngii Kushiyaa.N Gam bhii sahegii
lekin merii barabaad javaanii miT ke bhii unase yahii kahegii
hamase to kii bevafaa_ii re aa_e na ab tak baalamaa
kaahe ko der \threedots

ra.ng ye laa_ii chaahat kisii kii yaad rahegii ulfat kisii kii
merii qasam tujhe e maut Thahar jaa dekh to luu.N suurat kisii kii
dil se sadaa ye hii aa_ii re aa_e na ab tak baalamaa

hamane to priit nibhaa_ii re aa_e na ab tak baalamaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{priit ye kaisii bol rii duniyaa}%
\film{Daagh}%
\year{1952}%
\starring{Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy

\printtitle
#indian

priit ye kaisii bol rii duniyaa
priit ye kaisii bol duniyaa
bol rii duniyaa bol
dhuul me.n man kaa ????? koii na puuchhe mol duniyaa
priit ye kaisii bol \threedots

dekhuu.N mai.n ek su.ndar sapanaa
Dhuu.NDhuu.N taaro.n me.n ghar apanaa \-2
a.Ndhii qismat to.D rahii hai ye sapane anamol duniyaa
priit ye kaisii bol \threedots

Duub gayaa din shaam ho ga_ii
jaise umar tamaam ho ga_ii \-2
merii maut kha.Dii hai dekho apanaa ghuu.NghaT khol re
priit ye kaisii bol \threedots

mere sukh se bol ai daataa
kyaa jaataa terii duniyaa kaa \-2
pyaar kaa amR^it deke tuune zahar diyaa kyo.n ghol duniyaa
priit ye kaisii bol

priit ye kaisii bol rii duniyaa
priit ye kaisii bol duniyaa
bol rii duniyaa bol

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
