% ISB File: Daaku_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil ke badale dil hii luu.Ngii}%
\film{Daaku}%
\year{1955}%
\starring{Shammi Kapoor, Shashikala, Kuldeep Kaur, Anwar Hussain, Maya Das}%
\singer{Mukesh, Asha}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Manohar Khanna}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11429 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	dil ke badale dil hii luu.Ngii pyaar ke badale pyaar
	banjaaran huu.N priit hai merii dodhaarii talavaar
mu \:	banjaaraa huu.N aavaaraa mere pyaar kaa kyaa aitabaar
	aaj yahaa.N kal vahaa.N kahii.n is dil ko nahii.n qaraar

kisii ko apane dil me.n rakh le ( kisii ke dil me.n kho jaa ) \-2
ho kisii ke dil me.n kho jaa
kisii ek ko apanaa kar le ( kisii kaa ho jaa ) \-2
ho kisii kaa ho jaa
dil kaa saaz ba.Daa naazuk hai TuuT na jaa_e taar
banjaaran huu.N \threedots

tere ruup kii dhuup hai tiikhii mere pyaar kii chhaa.Nv suhaanii
sholaa hai tuu shabanam hai tuu aag hai tuu ThaNDaa paanii
banjaaran huu.N tiikhii nazare.n miiThaa meraa pyaar
aag bhii huu.N paanii bhii mai.n dodhaarii talavaar
banjaaran huu.N \threedots
aa hoy dil ke badale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
