% ISB File: Daaman_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chakorii kaa cha.ndaa se pyaar}%
\film{Daaman}%
\year{1951}%
\starring{Nigar Sultana, Ajit, Karan Dewan}%
\singer{Lata}%
\music{K Dutta}%
\lyrics{Raja Mehdi Ali Khan}%

% Contributor: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com)
% Transliterator: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com)
% Date: Feb 13, 2000
% Credits: Neha Desai
% Comments: LATAnjali series

\printtitle
#indian

chakorii kaa cha.ndaa se pyaar \-4

pyaarii pyaarii aa.Nkho.n pe aa.Nkhen nisaar
aa.Nkhen nisaar, aa.Nkhen nisaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar \-2

ho~o~o
ye raate.n suhaanii ye pyaaraa samaa
ye raate.n suhaanii ye pyaaraa samaa, haa~aa.N
muhabbat diivaanii uma.nge.n javaa.N, aa~aa~aa \-2
chhiin liyaa aa.Nkho.n ne dil kaa qaraar
dil kaa qaraar, dil kaa qaraar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar \-2

lagan se terii hoke mai.n chuur chuur
aa~aa~aa, aa~aa~aa
jaluu.N apanii hii aag me.n duur duur
duur duur, ho~o~o
chhoTe se mere dil me.n aramaa.N hazaar
aramaa.N hazaar, aramaa.N hazaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar \-2

ho~o~o
vafaa tum karoge na maane.nge ham, ho~o
hamaare ho tum kaho khaake qasam, aa~aa~~aa
hasiino.n ke vaado.n kaa kyaa aitabaar
kyaa aitabaar, kyaa aitabaar
chakorii kaa cha.ndaa se pyaar \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho o o yaad aane lagii dil dukhaane lagii}%
\film{Daaman}%
\year{1951}%
\starring{Nigar Sultana, Ajit, Karan Dewan}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{K Dutta}%
\lyrics{Ehsaan Rizvi}%

% Contributor: U.V. Ravindra
% Transliterator: U.V. Ravindra
% Credits: GEETanjali Series, June 7, 2002

\printtitle
#indian

lataa:  aa.a aa.a aa.a

        ho o o yaad aane lagii, o o o  yaad aane lagii
        dil dukhaane lagii ho o
        chaa.Ndanii raat ab sataane lagii, sataane lagii
        ho o o yaad aane lagii

lataa:  nii.nd taaro.n kii duniyaa me.n basane lagii
        aa.Nkh sone ko bhii ab tarasane lagii
        aashaa birahaa ke gaane sunaane lagii, sunaane lagii
        ho o o yaad aane lagii
lataa:  aa.a aa.a aa.a
rafii:  aa.a aa.a aa.a
        chain dil kaa na jaane kahaa.N kho gayaa
        tum bichha.De jahaa.N ham, vahaa.N kho gayaa
        apanii duniyaa me.n badalii sii chhaane lagii, chhaane lagii
        ho o o yaad aane lagii, o o o yaad aane lagii

rafii:  aa.a aa.a aa.a
lataa:  aa.a aa.a aa.a
        duur tumase hu_e duur jag se hu_e
        lauT kar din na aa_e.Nge biite hu_e
        ab muhabbat ha.Nsaa kar rulaane lagii, rulaane lagii
dono.n: ho o o yaad aane lagii, o o o  yaad aane lagii,
        dil dukhaane lagii ho o
        chaa.Ndanii raat ab sataane lagii, sataane lagii
        ho o o yaad aane lagii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
