% ISB File: Daastaan_1972.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{na tuu zamii.n ke li_e hai na aasamaa.N ke li_e}%
\film{Daastaan}%
\year{1972}%
\starring{Dilip Kumar,  Sharmila Tagore, Prem Chopra, Bindu, I S Johar}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11196 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

na tuu zamii.n ke li_e hai na aasamaa.N ke li_e \-2
( teraa vajuud hai  ) \-2 ab sirf daastaa.N ke li_e
na tuu zamii.n ke \threedots

palat ke suu\-e\-chaman dekhane se kyaa hogaa \-2
vo shaaK hii na rahii jo thii aashiyaa.N ke li_e
na tuu zamii.n ke \threedots

Garaz\-parast jahaa.N me.n vafaa talaash na kar \-2
ye shai banii hai kisii duusare jahaa.N ke li_e
na tuu zamii.n ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
