% ISB File: Daavaa_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{diivaane hai.n diivaano.n se ... ko_ii roke to kyaa}%
\film{Daavaa/ The Challenge}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Raveena, Naseeruddin, Akshay Anand, Divya Dutt}%
\singer{Abhijit}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Rani Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

diivaane hai.n diivaano.n se tuu Darataa kyo.n hai yaar
karanaa hai to aaj hii kar le.n ham milajul ke pyaar
ko_ii roke to kyaa he he ko_ii Toke to kyaa milaa le dil ke taar
diivaane hai.n diivaano.n se \threedots

ye dil kii lagii sun kyaa bole
jaam chik chik bam chik chik
ab jo tuu baahe.n khole
jaam chik chik chil chalii aage chham chham

terii baat kaise mai.n maanuu.n
jaam chik chik bam chik chik
kab kyaa ho jaa_e kyaa jaanuu.n
lap chik chak chil chalii jaa_e chham chham

kuchh Dar hai mujhe zamaane kaa
jaam chik chik bam chik chik
kuchh tum jaise diivaane kaa
lap chik chak chil chalii aa_e chham chham
diivaane hai.n diivaano.n se \threedots

diivaane hai.n diivaano.n se ab Daranaa kaisaa yaar
jitanaa chaahe pyaar kiye jaa ham bhii hai.n taiyaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil me.n hai tuu ... ##o my darling I love you##}%
\film{Daavaa/ The Challenge}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Raveena, Naseeruddin, Akshay Anand, Divya Dutt}%
\singer{Abhijit}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Rani Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil me.n hai tuu dha.Dakan me.n tuu
##o my darling I love you.##
apanaa tujhe banaa ke le jaa_uu.ngaa u.Daa ke
o jaanaa huu.n huu.n

sapano.n me.n tuu hii tuu hai terii hii aarazuu hai
o jaanaa huu.n huu.n

dil me.n hai tuu dha.Dakan me.n tuu
haa.N mil ke bhii kyuu.n sanam milane kii aas hai
pahale aisaa na thaa kaisaa ahasaas hai
ye aalam nayaa hai
chhaa_ii hai bekhudii mai.n bhii huu.N bekhabar
sunate hai.n pyaar me.n hotaa hai ye asar
ye kaisaa nashaa hai madahosh ho ga_ii huu.N
o jaanaa huu.n huu.n \threedots

pahalii nazar me.n hii jaaduu ye chal gayaa
diivaane dil kaa to mausam badal gayaa
dil de de nazaraanaa
haay chaahat bharii terii baaho.n me.n jhuul ke
jhuume hai zi.ndagii duniyaa ko bhuul ke
dil le le nazaraanaa
mai.n pyaar kar rahaa huu.N kyaa zurm kar rahaa huu.N
o jaanaa huu.n huu.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham sabhii hai.n diivaane yahaa.n ... ##one for all##}%
\film{Daavaa/ The Challenge}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Raveena, Naseeruddin, Akshay Anand, Divya Dutt}%
\singer{Bali Brahmbhat}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Rani Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##on your marks. get, set, now ready.##
##yes. ready go. one for all and we are all for one.##
##let's enjoy and have some fun.##

ham sabhii hai.n diivaane yahaa.n
are hame.n naa ko_ii pahachaane yahaa.n
ham sabhii hai.n diivaane yahaa.n
ke hame.n naa ko_ii pahachaane yahaa.n
he ham to yahaa.n pe aa_e hai.n sabakaa dil bahalaane
jhuum ke naache.n mastii me.n gaa_e.n prem taraane
##o madam, hey mister## sunaa
##one for all and## \threedots

dosto.n kii Tolii chalii jhuumatii hu_ii
chamachamaatii sa.Dako.n ko chuumatii hu_ii
sun o gorii gorii ##ma'm, tell me what is your name.##
ham to aa_e shahar me.n tere
##one for all and## \threedots

mauj mastii kii hai apanii umar
na ko_ii fikar hai naa hame.n ko_ii Dar
aa_o kar le.n zaraa dhamaal mil jaa_e tho.Daa saa maal
aa jaa_egaa ba.Daa hii mazaa
ham sabhii hai.n diivaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
