% ISB File: Dalaal_1993.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are bhaa_ii mere ... na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa}%
\film{Dalaal}%
\year{1993}%
\starring{Mithun Chakravarti, Ayesha Zhulka}%
\singer{Kumar Sanu}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Prakash Mehra-Maya Govind}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

are bhaa_ii mere ba.ndhu mere bhaa_ii mere aanaa
ye lalluu kyaa kahataa hai hamako bataanaa
##yoodling##

jahaa.N tak bhii merii najar jaa rahii hai
ye ginatii me.n kaahe khataa khaa rahii hai
ye unniis mujhe le ke Duubegaa bhayyaa
aur ikkiis mujhe kaahe ta.Dapaa rahii hai

are biich kii miNDii kidhar ga_ii
idhar ga_ii yaa udhar ga_ii
kis khaDDe me.n utar ga_ii
jaane bhii do jidhar ga_ii

( na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa
diwaano.n kaa naa jaane kyaa hai iraadaa
zaraa baat khul ke to samajhaa do bhaa_ii
mai.n huu.N bholaa\-bhaalaa mai.n huu.N siidhaa\-saadaa ) \-2
na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa
diwaano.n kaa naa jaane kyaa hai iraadaa

zaraa Thaharanaa bhaa_ii saahab
##female voice##:	##what? nonsense##
are re re re 
aap to hai.n bhaa_ii saaheb
kaa kare.n ham bahut konfyuuz huu.N

zaraa rukiye mem saahab 
##male voice##:	##you shut up.##
maaf karanaa
aap to hai.n bhaa_ii saaheb
kaa kare.n ham bahut konfyuuz huu.N

( ye kaisaa gajab hai jagat kaa achambhaa
jise kiil samajho nikalataa hai khambhaa ) \-2
ye la.Dakii ne la.Dake kii paka.Dii kalaa_ii
yaa la.Dake ne la.Dakii paTaa_ii hai bhaa_ii
ko_ii to bataaye ye nar hai yaa maadaa \-2

mai.n huu.N bholaa\-bhaalaa mai.n huu.N siidhaa\-saadaa
na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa
diwaano.n kaa naa jaane kyaa hai iraadaa
zaraa baat khul ke to samajhaa do bhaa_ii
mai.n huu.N bholaa\-bhaalaa mai.n huu.N siidhaa\-saadaa
na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa
diwaano.n kaa naa jaane kyaa hai iraadaa

##female humming##

unniis aur ikkiis
yaane nau me.n sikkaa
waah ustaad kyaa ##number## bataayaa
abhii lagaa ke aayaa

aa haa
gaate to achchhaa ho guru
par is ##line## me.n kabase ho shuruu

( abhii is jagah pahalii hii baar aaye
ba.Dii minnato.n se gaye hai.n bulaaye ) \-2
ye ginatii ke chakkar me.n jabase pa.De hai.n
jahaa.N se chale the wahii.n pe kha.De hai.n
akal kaa nikalane lagaa hai buraadaa \-2

mai.n huu.N bholaa\-bhaalaa mai.n huu.N siidhaa\-saadaa
na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa
diwaano.n kaa naa jaane kyaa hai iraadaa
zaraa baat khul ke to samajhaa do bhaa_ii
mai.n huu.N bholaa\-bhaalaa mai.n huu.N siidhaa\-saadaa
na unniis se kam ho na ikkiis se zaadaa
diwaano.n kaa naa jaane kyaa hai iraadaa

are biich kii miNDii kidhar ga_ii
idhar ga_ii yaa udhar ga_ii
kis khaDDe me.n utar ga_ii
jaane bhii do jidhar ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{are mar gaye ... aisaa tiir chalaa mere dil par}%
\film{Dalaal}%
\year{1993}%
\starring{Mithun Chakravarti, Ayesha Zhulka}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Prakash Mehra}%

% Contributor: V S Rawat
% This song has tune and style based on Aalhaa-uudal folk
% song of bundelkhaND

\printtitle
#indian

u:	gorii o
	are mar gaye mar gaye phokaT me.n ham ko_ii to hamako liyo bachaay
	aisaa tiir chalaa mere dil par jisakii maar sahii na jaay \-2
	dil kii baat aTak ga_ii dil me.n mu.Nh se haay kahii naa jaay
	tere nain pe kavitaa likhe kalam TuuT ke rah\-rah jaay
	terii zulf kii baat chale to bin baadal barakhaa ho jaay
	aisaa tiir chalaa mere dil par jisakii maar sahii na jaay

	gorii o
	are mar gaye mar gaye phokaT me.n ham ko_ii to hamako liyo bachaay
	terii chaal kii kyaa misaal de.n hiranii naagin bhii sharamaay
	mere dil pe gire.n bijaliyaa.N kamar pe jab choTii laharaay
	tere ruup ke aage darpaN bhii Tuka.De ho jaay
	tere badan ke mahak se gorii cha.ndan bhii phiikaa pa.D jaay
	aisaa tiir chalaa mere dil par jisakii maar sahii na jaay

	gorii o
	are mar gaye mar gaye phokaT me.n ham ko_ii to hamako liyo bachaay
	kaliyo.n kii hai tuu shahazaadii phuulo.n kii malikaa kahalaay
	har ek chaman me.n charchaa teraa har bha.Nwaraa tere gun gaaye
	jitaanii bhii taariif kare.n ham utanii hii kam pa.Datii jaay
	ab to a.ng lagaa le mujhako meraa janam saphal ho jaay
	aisaa tiir chalaa mere dil par jisakii maar sahii na jaay

a:	chhore o
	are mar gaye mar gaye phokaT me.n ham ko_ii to hamako liyo bachaay
	terii miiThii baate.n sun ke Dhero.n misarii ghul\-ghul jaay
	mai.n diiwaanii ho ga_ii terii tuune mujhako diyaa pha.Nsaay
	terii miiThii baate.n sun ke Dhero.n misarii ghul\-ghul jaay
	chhore o
	prem Dagar kaa.NTo.n se bharii hai ham dete hai.n tujhe bachaay
	pyaar ke raste pe le jaa ke kahii.n tuu hamako bhuul na jaay
	haa.N pyaar ke raste pe le jaa ke kahii.n tuu hamako bhuul na jaay

u:	haay ye tuune kyaa kah Daalaa praaN jaay par vachan na jaay
	ek janam kii baat chho.D tuu de.nge saato.n janam nibhaay
a:	ab to a.ng lagaa le mujhako meraa janam saphal ho jaay \-2
do:	aisaa tiir chalaa mere dil par jisakii maar sahii na jaay
	dil kii baat aTak ga_ii dil me.n mu.Nh se haay kahii naa jaay
u:	gorii o
a:	chhore o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{guTur guTur ... are cha.Dh gayaa uupar re}%
\film{Dalaal}%
\year{1993}%
\starring{Mithun Chakravarti, Ayesha Zhulka}%
\singer{Ila Arun, Bappi Lahiri, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Maya Govind}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2
i:	are cha.Dh gayaa uupar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2
i:	are cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2
i:	re pa.nchhii divaanaa chug kar daanaa 
	u.D gayaa pharrr\-phar re
	aTariyaa pe oh 
	aTariyaa pe haay 
	aTariyaa pe loTan kabuutarrr re haa
ba:	mar gayaa uupar re
	gujariyaa pe loTan kabuutar re
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2
ba:	pa.nchhii diivaanaa paaye jahaa.N daanaa
	aaye vohii.n mu.D\-mu.D ke
	aTariyaa pe
i:	a haa
ba:	aTariyaa pe
i:	hoy
ba:	aTariyaa pe lauTan kabuutar re he
i:	are cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2
	
ku:	baalo.n me.n jo pa.nkh Daare hai.n goriyaa
	kitane kabuutar maare hai.n goriyaa
	tuune sikaar kar ke
	aTariyaa pe loTan kabuutar re
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2

a:	yuu.N to ka_ii the paagal kabuutar
	dil la_ii u.Daa ik ghaayal kabuutar
	nazaro.n se waar kar ke
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re
	
i:	are cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonu kubuu-atar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2

a:	sonaa kabuutar la_ii u.Daa chunarii
	chunarii ke sa.ng morii la_ii gayaa mu.ndarii
	dhak\-dhak ye dil dha.Dake
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2

ku:	are chunarii me.n taare bhar de kabuutar
	mu.ndarii me.n motii ja.D de kabuutar
	dil kaa ilaaj kar ke
	aTariyaa pe loTan kabuutar re

i:	are cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2

ku:	dekhihe.n to mar\-mar ja_ihe.n kabuutar
	chaliho jo tan kar aise maTak kar
	jobanaa pahaa.D kar ke
	aTariyaa pe loTan kabuutar re
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2

a:	mai.n to chaluu.ngii a_ise maTak kar
	niiyat kharaab jo Daale kabuutar
	duu.Ngii hajaar jhaTake
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he

i:	are cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he

ko:	phurrr

i:	abake milaa to u.Dane na duu.Ngii
	aur kahii.n daanaa chugane na duu.Ngii
	rakh luu.N daboch kar ke
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-2
	
ku:	haay julmii bila_iyaa jo dhar daboche
	kaahe kabuutar u.Dane kii soche
	miT ja_ihe haay kar ke
	aTariyaa pe loTan kabuutar re

i:	cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
ku:	mar gayaa uupar re
	gujariyaa pe loTan kabuutar re
a:	pa.nchhii divaanaa chug kar daanaa 
	u.D gayaa pharrr\-phar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
i:	are cha.Dh gayaa uupar re
	aTariyaa pe sonaa kabuutar re he
ko:	( guTur guTur
	guTur guTam ) \-4

i:	haay re haay haay re haay haay re haay phurrr

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jay kaushalyaa na.ndanam ... mere raam jii bhagawaan jii}%
\film{Dalaal}%
\year{1993}%
\starring{Mithun Chakravarti, Ayesha Zhulka}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Maya Govind}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ko:	jay kaushalyaa na.ndanam
	raghukul bhuuShaN bhuuShaNam
	tulasii ke prabhu su.ndaram
	raghupati raaghav va.ndanam
	namo\-namo siitaavaram
	namo\-namo raghunaayakam
	kamal nayan prabhu puujanam
	maryaadaa puruShottamam

a:	o.a
	is sa.nsaar ke har paapii kaa kar do tum sa.nhaar
	mere raam jii bhagawaan jii \-2
	har paapii kii nayyaa prabhu jii Duub jaaye majhadhaar
	mere raam jii bhagawaan jii \-2
ko:	( jay raam jay raam jay jay raam
	jay raam jay raam jay siyaa\-raam ) \-2

ko:	siitaa\-pati parmeshwaram
	jay raamaa jagadiishwaram
	bhav aadhaar padaaruNam
	duur karo karuNaakaram
ko:	aa.a

a:	jo jiivan ko chhiinate wahii jahaa.N me.n jiite hai.n
	dharam pe chalane waale kyuu.N Kuun ke aa.Nsuu piite hai.n
ko:	jay raam jay raam jay jay raam
	jay raam jay raam jay siyaa\-raam
a:	luuT jag me.n Gariib ko jagannaath kahalaate hai.n
	jo karmo.n se niich hai.n jag me.n puuje jaate hai.n
	aise zahariile naago.n ko tuu chun\-chun kar maar
	mere raam jii bhagawaan jii \-2

ku:	is sa.nsaar ke har paapii kaa kar do tum sa.nhaar
	mere raam jii bhagawaan jii \-2
ko:	( jay raam jay raam jay jay raam
	jay raam jay raam jay siyaa\-raam ) \-2

ko:	he raaghav jan\-naayakam
	ham sab hai.n sharaNaagatam
	raavaN shakti vinaaShanam
	jiiwan shakti prakaashanam
ko:	aa.a

ku:	bhakto.n kii nayyaa prabhuu taarane waale tum hii ho
	duniyaa me.n shaitaan ko maarane waale tum hii ho
ko:	jay raam jay raam jay jay raam
	jay raam jay raam jay siyaa\-raam
ku:	jo aa.Nkhe.n na dayaa kare.n a.ndhaa unhe.n bahaa_ii de.n
	bure karam kii de.n sazaa narak unhe.n pahu.Nchaa_ii de.n
	mai.n kahataa huu.N kapaT maNDalii ko sau\-sau dhikkaar
	mere raam jii bhagawaan jii \-2
do:	is sa.nsaar ke har paapii kaa kar do tum sa.nhaar
	mere raam jii bhagawaan jii \-4
ko:	( jay raam jay raam jay jay raam
	jay raam jay raam jay siyaa\-raam ) \-8
a:	he raam \-3
ku:	he raam \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mohabbat merii ... ho ve mai.nne chorii\-chorii}%
\film{Dalaal}%
\year{1993}%
\starring{Mithun Chakravarti, Ayesha Zhulka}%
\singer{Kumar Sanu, Kavitha Krishnamurthy}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ka:	mohabbat merii mujhako aaj kis ma.nzil pe laa_ii hai
	kisii se dil lagaane kii sazaa kyaa Kuub paa_ii hai

	ho ve mai.nne chorii\-chorii
	chorii\-chorii tere sa.ng akhiyaa.N milaa_ii re
	ho ve mai.nne chorii\-chorii
	chorii\-chorii tere sa.ng akhiyaa.N milaa_ii re
	chorii\-chorii tere sa.ng 

	tuune sar\-e\-aam \-2
	tuune sar\-e\-aam badanaam kar diyaa \-2
	ho ve mai.nne chorii\-chorii

ku:	mai.nne bhii to chorii\-chorii
	chorii\-chorii mai.nne bhii to yaarii nibhaa_ii re
	chorii\-chorii mai.nne bhii to
	chorii\-chorii mai.nne bhii to yaarii nibhaa_ii re
	chorii\-chorii mai.nne bhii to
	tuune hii aaj \-2
	tuune hii aaj aisaa kaam kar diyaa \-2
	mai.nne bhii to chorii\-chorii

ka:	terii\-merii baat mai.nne sabase chhupaa_ii re
	terii\-merii baat mai.nne 
	tuune mere yaar charchaa aam kar diyaa \-2
	chorii\-chorii tere sa.ng
	chorii\-chorii tere sa.ng akhiyaa.N milaa_ii re
	chorii\-chorii tere sa.ng

ku:	tere liye mai.nne bhii to jaan luTaa_ii re
	tere liye mai.nne bhii to
	tuune ilzaam mere naam kar diyaa \-2
	mai.nne bhii to chorii\-chorii
	chorii\-chorii mai.nne bhii to yaarii nibhaa_ii re
	mai.nne bhii to chorii\-chorii

ka:	( dil me.n basaa ke tujhe duniyaa bhulaa_ii re
	saaraa jag chho.Daa hu_ii sabase paraa_ii re ) \-2
	jo thaa mere paas \-2
	jo thaa mere paas tere naam kar diyaa
	tuune sar\-e\-aam badanaam kar diyaa
	chorii\-chorii tere sa.ng
	chorii\-chorii tere sa.ng akhiyaa.N milaa_ii re
	chorii\-chorii tere sa.ng
	ho ve mai.nne chorii\-chorii

ku:	( ko_ii tujhe chhe.De kahii.n chup rahuu.N mai.n wahaa.N
	tere jaisii mai.nne nahii.n pahanii hai.n chuu.Diyaa.N ) \-2
	mai.nne khul\-e\-aam \-2
	mai.nne koharaam khul\-e\-aam kar diyaa
	tuune ilzaam mere naam kar diyaa
	mai.nne bhii to chorii\-chorii

do:	ho ve mai.nne chorii\-chorii
	chorii\-chorii tere sa.ng akhiyaa.N milaa_ii re
	chorii\-chorii tere sa.ng

	tuune sar\-e\-aam \-2
	tuune sar\-e\-aam badanaam kar diyaa \-2
	( chorii\-chorii tere sa.ng
	ho ve mai.nne chorii\-chorii ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar}%
\film{Dalaal}%
\year{1993}%
\starring{Mithun Chakravarti, Ayesha Zhulka}%
\singer{Kumar Sanu/ Sadhna Sargam}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Prakash Mehra-Maya Govind}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

##male Version##

( Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nwarii
man me.n halachal sii mach jaayegii baawarii ho ) \-2
Thahare huye paanii me.n

mere liye hai tuu anajaanii tere liye huu.N mai.n begaanaa
anajaane ne begaane kaa dard bhalaa kaise pahachaanaa
jo is duniyaa ne naa jaanaa

Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nwarii
man me.n halachal sii mach jaayegii baawarii ho
Thahare huye paanii me.n

sab phuulo.n ke hai.n diiwaane kaa.NTo.n se dil kaun lagaaye
bholii sajanii mai.n huu.N kaa.NTaa kyuu.N apanaa aa.Nchal ulajhaaye
rab tujhako kaa.NTo.n se bachaaye

Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nwarii
man me.n halachal sii mach jaayegii baawarii ho
Thahare huye paanii me.n

tum hii bataa_o kaise basegii dil ke aramaano.n kii bastii
Kaab adhuure rah jaaye.nge miT jaayegii inakii hastii
chalatii hai kyaa ret pe kashtii

( Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nwarii
man me.n halachal sii mach jaayegii baawarii ho ) \-2
Thahare huye paanii me.n

##female Version##

( Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nware
man me.n halachal sii mach jaayegii baaware ho ) \-2
Thahare huye paanii me.n

tere liye huu.N mai.n anajaanii mere liye hai tuu begaanaa
begaane ne anajaane kaa dard bhalaa kaise pahachaanaa
jo is duniyaa ne naa jaanaa

Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nware
man me.n halachal sii mach jaayegii baaware ho
Thahare huye paanii me.n

sab phuulo.n ke hai.n diiwaane kaa.NTo.n se dil kaun lagaaye
bhole raahii mai.n huu.N kaa.NTaa kyuu.N apanaa daaman ulajhaaye
rab tujhako kaa.NTo.n se bachaaye

Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nware
man me.n halachal sii mach jaayegii baaware ho
Thahare huye paanii me.n

tum hii bataa_o kaise basegii dil ke aramaano.n kii bastii
ho.a Kaab adhuure rah jaaye.nge miT jaayegii inakii hastii
chalatii nahi.n hai ret pe kashtii

( Thahare huye paanii me.n ka.nkar na maar saa.Nware
man me.n halachal sii mach jaayegii baaware ho ) \-2
Thahare huye paanii me.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
