% ISB File: Daraar_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ik savaal hai ... ye pyaar pyaar kyaa hai}%
\film{Daraar}%
\year{1996}%
\starring{Rishi, Juhi, Arbaaz, Johny Lever, Sushma Seth, Sulbha Arya}%
\singer{Abhijit, Kavita Subramaniam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Rahat Indori}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ik savaal hai puuchh kyaa
kyaa savaal hai puuchho naa
phuul kyo.n khilate hai.n
dil se dil jab milate hai.n
jaan kab jaatii hai
yaad jab aatii hai
chaa.Nd kyuu.n Dhalataa hai
tujhase ye jalataa hai
aa.Nkhe.n kyuu.n la.Datii hai.n
nii.nde.n kyuu.n u.Datii hai.n
saa.Nse.n kyuu.n rukatii hai.n

ye pyaar pyaar kyaa hai inkaar yaar kyaa hai ye jiit haar kyaa hai bataa
ye pyaar pyaar kyaa \threedots

aa.Nkhe.n jo la.Datii hai.n nii.nde.n phir u.Datii hai.n saa.Nse.n bhii rukatii hai.n
ye pyaar pyaar tuu hai ikaraar yaar tuu hai ye jiit haar tuu hai priyaa
ye pyaar pyaar tuu \threedots

dil meraa kyo.n kho gayaa diivaanaa ye kyuu.n ho gayaa
o mai.n terii kyuu.n ho ga_ii tuu meraa kyuu.n ho gayaa
dhak dhak dil kare tujhape ye dil mare kyaa kare jaan\-e\-jaa.n
ye pyaar pyaar kyaa \threedots

mai.n teraa tuu merii
mai.n teraa tuu merii duniyaa se hai kyaa

vo galii jisame.n ghar teraa hai vahii.n pe ye dil meraa
kyaa kare ab diivaanaa dil har jagah cheharaa teraa
Dole Dole Dole Dole dil meraa Dole Dole
shaam subah bole bole naam teraa naam teraa
o qaatil leke dil
o qaatil leke dil jaatii hai kahaa.n
ye pyaar pyaar kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa chaa.Nd cheharaa banaane kii khaatir}%
\film{Daraar}%
\year{1996}%
\starring{Rishi, Juhi, Arbaaz, Johny Lever, Sushma Seth, Sulbha Arya}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Shahin Iqbal}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

teraa chaa.Nd cheharaa banaane kii khaatir hazaaro.n sitaaro.n ko to.Daa gayaa hai
tere is badan ko sajaane kii khaatir to laakho.n gulaabo.n ko jo.Daa gayaa hai
o tujhe dil ke nazadiik laane kii khaatir tere naam se naam jo.Daa gayaa hai
tere baaju_o.n me.n samaane kii khaatir zamaane kii rasmo.n ko to.Daa gayaa hai
teraa chaa.Nd cheharaa \threedots

churaa to liyaa hai mere dil ko lekin ye Dar hai kahii.n tuu nazar na churaa le
agar tujhako shaq hai mere pyaar par to merii jaan lekar abhii aazamaa le
tere lab pe surkhii jagaane kii khaatir ka.nval kii rago.n ko nicho.Daa gayaa hai
tujhe dil ke nazadiik \threedots

tere haath me.n vo lakiire.n to ho.ngii jinhe.n mere dil kaa pataa yaad hogaa
vo dil jo tumhaarii vafaa kaa ho kaayal use aur duniyaa me.n kyaa yaad hogaa
terii yaad me.n sab bhulaane kii khaatir ye cheharaa saarii duniyaa se mo.Daa gayaa hai
teraa chaa.Nd cheharaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
