% ISB File: Dastaan_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayaa mere dil me.n tuu ban ke dil kii aarazuu}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Suraiya, Chorus}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12531 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( o aayaa mere dil me.n tuu ban ke dil kii aarazuu
teraa shukriyaa ) \-2

su \:	nagamaa hai tuu mai.n teraa saaz huu.N
ko \:	haa.N haa.N mai.n teraa saaz huu.N
su \:	tere hii dil kii ek aawaaz huu.N
ko \:	haa.N dil kii ek aawaaz huu.N
su \:	mai.nne tujhako tuune mujhako
	kabhii Dhuu.NDhaa nazaaro.n me.n bahaaro.n me.n
	chhup\-chhup chhup\-chhup
ko \:	chhup\-chhup chhup\-chhup
su \:	o merii duniyaa tuu hii tuu
	tujhako merii justjuu
	teraa shukriyaa

su \:	dekho na chhe.Do dil ke taar ko
ko \:	na chhe.Do dil ke taar ko
su \:	jaane na ko_ii mere pyaar ko
ko \:	na jaane ko_ii pyaar ko
su \:	apanii baate.n dil kii ghaate.n
	kahii.n duniyaa na sun paaye sitam Dhaaye
	chhup\-chhup chhup\-chhup
ko \:	chhup\-chhup chhup\-chhup
su \:	o aa.Nkho.n hii aa.Nkho.n me.n tuu
	kar le mujhase guftaguu
	teraa shukriyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai shammaa tuu bataa teraa parawaanaa kaun hai}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12052 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( ai shammaa tuu bataa
ai shammaa tuu bataa
teraa parawaanaa kaun hai
luuTaa hai jisane tujhako
wo diiwaanaa kaun hai ) \-2
ai shammaa tuu bataa

( mahafil me.n sab hai.n
pyaar kaa saaGar piye huye
pyaar kaa saaGar piye huye ) \-2
pahaluu me.n apane dard kii 
duniyaa liye huye
jo teraa ho chukaa \-2
wo mastaanaa kaun hai

luuTaa hai jisane tujhako
wo diiwaanaa kaun hai
ai shammaa tuu bataa

( ho.nTho.n pe dil kii baat ye
kyuu.N aa ke rah ga_ii
kyuu.N aa ke rah ga_ii ) \-2
dekhaa ye kisako aa.Nk jo
sharamaa ke rah ga_ii
kah de tuu haal\-e\-dil \-2
yahaa.N begaanaa kaun hai

luuTaa hai jisane tujhako
wo diiwaanaa kaun hai
ai shammaa tuu bataa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil dha.Dak\-dha.Dak dil pha.Dak\-pha.Dak pha.Dake}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Rafi, Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10614 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dil dha.Dak\-dha.Dak dil pha.Dak\-pha.Dak pha.Dake
pha.Dak\-pha.Dak nain pha.Dak\-pha.Dak nain pha.Dake.n

e dil tuu
huppii
jaaduu lagaa_e
huppii

Kushiyaa.N manaa_e jaa taraa pam \-2
a.Nkhiyaa.N milaa_e jaa
dil me.n samaa_e jaa
apanaa banaa_e jaa
huppii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ko terii tasviir se bahalaa_e hu_e hai.n}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10613 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dil ko haay
dil ko terii tasviir se bahalaa_e hu_e hai.n
is ghar me.n ham ik chaa.Nd ko chamakaa_e hu_e hai.n

ab kaun sii daulat hai jo taqadiir se maa.Nge
ulfat hii ba.Dii chiiz thii jo paa_e hu_e hai.n

jab tuu hai Kyaalo.n me.n to duniyaa se hame.n kyaa
duniyaa ko terii yaad me.n Thukaraa_e hu_e hai.n

miTakar bhii na daaman teraa haatho.n se chhuuTegaa
ham terii mohabbat kii qasam khaa_e hu_e hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat ba.Dhaa kar judaa ho gaye}%
\film{Dastan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

muhabbat ba.Dhaa kar judaa ho gaye
na sochaa na samajhaa Kafaa ho gaye
muhabbat ba.Dhaa kar   \threedots

vafaa_o.n kaa badalaa sitam se diyaa
sitam se diyaa
gha.Dii bhar me.n tum kyaa se kyaa ho gaye
muhabbat ba.Dhaa kar   \threedots

zamaane me.n kisako ham apanaa kahe
ham apanaa kahe
are jab tumhii.n bevafaa ho gaye
muhabbat ba.Dhaa kar   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naam teraa hai zabaa.N par yaad terii dil me.n hai}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12532 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

o
( naam teraa hai zabaa.N par yaad terii dil me.n hai
jaanewaale ab to aa jaa zi.ndagii mushkil me.n hai
zi.ndagii mushkil me.n hai ) \-2

dil kaa jo a.njaam honaa thaa wahii aaKir hu_aa
chaa.Nd aramaano.n kaa mere badaliyo.n me.n chhup gayaa
chhup gayaa
ab a.ndheraa hii a.ndheraa pyaar kii mahafil me.n hai

jaanewaale ab to aa jaa zi.ndagii mushkil me.n hai
zi.ndagii mushkil me.n hai

rah ga_ii \-2
fariyaad ban kar \-2
wo Kushii kii daastaa.N \-2
tere Gam ko dil me.n le kar ham to baiThe hai.n yahaa.N
hai.n yahaa.N
dil ke maalik tuu na jaane kaun sii ma.nzil me.n hai

jaanewaale ab to aa jaa zi.ndagii mushkil me.n hai
zi.ndagii mushkil me.n hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naino.n me.n priit hai ho.nTho.n pe giit hai}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12533 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( naino.n me.n priit hai ho.nTho.n pe giit hai
mai.n terii tuu meraa baalam terii\-merii jiit hai ) \-2

o
( duniyaa merii tere dam se
mai.n huu.N terii janam\-janam se ) \-2
dil ko hai mere teraa sahaaraa \-2
tuu hii meraa miit hai \-2
miit hai

mai.n terii tuu meraa baalam terii\-merii jiit hai
naino.n me.n priit hai ho.nTho.n pe giit hai
mai.n terii tuu meraa baalam terii\-merii jiit hai

( a.nkhiyaa.N dekhe.n teraa sapanaa
tujh bin saajan ko_ii naa apanaa ) \-2
aavo jii mil kar to.D de.n ham\-tum \-2
duniyaa kii jo riit hai \-2
riit hai

mai.n terii tuu meraa baalam terii\-merii jiit hai
naino.n me.n priit hai ho.nTho.n pe giit hai
mai.n terii tuu meraa baalam terii\-merii jiit hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ta ra rii aa ra rii aa ra rii ... ye saawan rut tum aur ham ta ra ra ra ram}%
\film{Dastaan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}%
\singer{Rafi, Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10612 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ra \:	( ta ra rii
	aa ra rii
	aa ra rii ) \-2
	ye saavan rut tum aur ham
	ta ra ra ra ram
	ta ra ra ra ram
do \:	ta ram pam
	ta ram pam
	ta ra ram pam
	uu.N uu.N

su \:	( ta ra rii
	aa ra rii
	aa ra rii ) \-2
	dil naache re chham\-chham\-chham
	ta ra ra ra ram
	ta ra ra ra ram
do \:	ta ram pam
	ta ram pam
	ta ra ram pam
	uu.N uu.N

ra \:	aa.Nkho.n me.n tum le ke pyaar aa gaye
	gulashan me.n ban kar bahaar aa gaye
su \:	dekho wo kaliyo.n ko aa_ii ha.Nsii
	baadal kii chhaayaa me.n naache Kushii
do \:	tuu hai to phir kyaa hai Gam
	ta ra ra ra ram
	ta ra ra ra ram
	ta ram pam
	ta ram pam
	ta ra ram pam
	uu.N uu.N

ra \:	kahataa hai meraa dil chaliye vahaa.N
	har din ho saawan hii saawan jahaa.N
su \:	ham\-tum ho.n rimajhim kaa ik saaz ho
	bas terii aur merii aawaaz ho
do \:	gaaye.N mil\-mil ke haradam
	ta ra ra ra ram
	ta ra ra ra ram
	ta ram pam
	ta ram pam
	ta ra ram pam
	uu.N uu.N

	ta ra rii
	aa ra rii
	aa ra rii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye mausam aur ye tanhaa_ii}%
\film{Dastan}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Raj Kapoor, Veena}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: Loosely based on Wuthering Heights.

\printtitle
#indian

ye mausam aur ye tanhaa_ii zaraa dam bhar ko aa jaao
yahii maukaa hai milane kaa lagii dil kii bujhaa jaao
yahii maukaa hai milane kaa

ba.Dii mushakil se mai.n ne aaj dil ke taar chhe.De hai.n
inhii.n taaro.n pe tum aakar koii naGamaa sunaa jaao
ye mausam aur ye tanhaa_ii

yahaa.N har chiiz khaalii hai muhabbat ke sivaa pyaare
ye duniyaa aanii jaanii hai, zaraa ha.Ns lo ha.Nsaa jaao
yahii maukaa hai milane kaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
