% ISB File: Dayaavaan_1988.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj phir tumape pyaar aayaa hai}%
\film{Dayaavaan}%
\year{1988}%
\starring{Firoz Khan, Vinod Khanna, Madhuri Dixit, Aditya Pancholi, Amla}%
\singer{Nitin Mukesh, Alka Yagnik}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ni:	aaj phir tumape pyaar aayaa hai
a:	aaj phir tumape pyaar aayaa hai
ni:	behad aur behisaab aayaa hai

	aaj phir tumape pyaar aayaa hai \-2
	behad aur behisaab aayaa hai
a:	aaj phir tumape pyaar aayaa hai \-2
	behad aur behisaab aayaa hai

	saamane tum ho yaa hai Kaab ko_ii
	Kushanasiibii pe apanii hairaan huu.N
	tum dayaawaan devataa ho mere
	tumako puujuu.N ke tumase pyaar karuu.N \-2
	mai.nne qismat se tumako paayaa hai
	aaj phir tumape pyaar aayaa hai
	behad aur behisaab aayaa hai

ni:	is bhare shahar me.n akelaa thaa \-2
	Gum thaa mai.n zi.ndagii ke mele me.n
	tum mile to pataa milaa apanaa
	chaa.Nd utar aayaa mere siine me.n
	tumako paayaa to Kud ko paayaa hai
	aaj phir tumape pyaar aayaa hai
	behad aur behisaab aayaa hai

a:	merii har saa.Ns me.n samaaye raho
	yahii hai raat\-din du_aa merii \-2
ni:	har Kushii tumase zi.ndagii tumase \-32
	tumhii.n ummiid tumhii.n wafaa merii
a:	mai.nne sab kuchh tumhii.n se paayaa hai
ni:	aaj phir tumape pyaar aayaa hai
	behad aur behisaab aayaa hai
a:	aaj phir tumape pyaar aayaa hai \-2
	behad aur behisaab aayaa hai
do:	aaj phir tumape pyaar aayaa hai
	behad aur behisaab aayaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaahe merii jaan tuu le le ... hayyaa ho hayyaa}%
\film{Dayaavaan}%
\year{1988}%
\starring{Firoz Khan, Vinod Khanna, Madhuri Dixit, Aditya Pancholi, Amla}%
\singer{}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

##male##:	ho.a o.a ho \-2
	ho o o o 
	hayyaa ho hayyaa \-3
##female##:	##laugh##
	
##male##:	u.m 
	( chaahe merii jaan tuu le\-le
	chaahe iimaan tuu le\-le ) \-2
	pyaar ik baar to de\-de
	hayyaa ho hayyaa
##female##:	( o hayyaa
##male##:	o hayyaa ) \-2

	chaahe merii jaan tuu le\-le
	chaahe iimaan tuu le\-le
	pyaar ik baar to de\-de
	hayyaa ho hayyaa
##female##:	( o hayyaa
##male##:	o hayyaa ) \-2

	pari.ndaa jaise ho Kushbuu jaise \-2
	ki u.Datii jaaye jawaanii aise
	chaahe merii jaan tuu le\-le
	chaahe iimaan tuu le\-le
	pyaar ik baar to de\-de
	hayyaa ho hayyaa
##female##:	( o hayyaa
##male##:	o hayyaa ) \-2

	aahaa su.ndar\-su.ndar phuulo.n jaise gaal
##female##:	tuu chuum chuum chuum chuum chuum chuum chuum
##male##:	haay komal\-komal resham jaise baal
##female##:	tuu chuum chuum chuum chuum chuum chuum chuum
	aahaa su.ndar\-su.ndar phuulo.n jaise gaal
##female##:	tuu chuum
##male##:	haay komal\-komal resham jaise baal
##female##:	tuu chuum
##male##:	chaar din kii zi.ndagaanii aur do din kii jawaanii \-2
	chaahat hai kamasin isake bas do din
	chaahat ke do din me.n se ek din to de\-de

	chaahe merii jaan tuu le\-le
	chaahe iimaan tuu le\-le
	pyaar ik baar to de\-de
	hayyaa ho hayyaa
##female##:	( o hayyaa
##male##:	o hayyaa ) \-2

	huu.m namak tere chehare kaa kare bechain
##female##:	tuu chuum chuum chuum chuum chuum chuum chuum
##male##:	namak tere chehare kaa kare bechain
##female##:	tuu chuum
##male##:	aahaa gahare\-gahare dariyaa jaise nain
##female##:	tuu chuum
##male##:	are Duubegaa dil jab tab aayegaa chain
##female##:	tuu chuum
##male##:	chaar din kii zi.ndagaanii aur do din kii jawaanii \-2
	chaahat hai kamasin isake bas do din
	chaahat ke do din me.n se ek din to de\-de

	chaahe merii jaan tuu le\-le
	chaahe iimaan tuu le\-le
	pyaar ik baar to de\-de
	hayyaa ho hayyaa

	pari.ndaa jaise ho Kushbuu jaise \-2
	ki u.Datii jaaye jawaanii aise
	( chaahe merii jaan tuu le\-le
	chaahe iimaan tuu le\-le ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
