% ISB File: DesPardes_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aap kahe.n aur ham na aaye.n}%
\film{Des Pardes}%
\year{1978}%
\starring{Rajesh Khanna, Tina Munim, Indrani Mukherjee}%
\singer{Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: Mahesh Chaubal <chaubal@umbc.edu> 
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu> 
% Date: 07/12/1995
% Credits: Rahul Shridhar <rahul@eng2.uconn.edu> 
%          Prince Kohli <prince@viman.engr.sgi.com>
%          Anand Tiwari <anand@cegt201.bradley.edu>

\printtitle
#indian

aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haalaat nahii.n
ma.Nzil pe pahu.Nche.nge kaise, aapakaa jab tak saath nahii.n
aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haalaat nahii.n

chaahane vaalo.n ke aaj duniyaa me.n chaahane vaale aa ga_e
ulfat kii may aa.Nkho.n se lo aaj pii lene vaale aa ga_e
aap pii_e.n aur aap na jhuume.n
ma.Nzil pe pahu.Nche.nge kaise aapakaa jab tak saath nahii.n

kasaa huaa hai tiir husn kaa, zaraa sambhalake rahiyegaa
nazar nazar ko maaregii, to kaatil hame.n na kahiyegaa
chaal chalii hai sochake hamane is khel me.n apanii maat nahii.n

paas aake ye aapake hame.n hone lagaa ehasaas hai
dam hai to bas aapake damase aap hii se saa.Ns hai
bayaan kare.n jo haal\-e\-dil ko aise koii jazbaat nahii.n

aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haalaat nahii.n
ma.Nzil pe pahu.Nche.nge kaise, aapakaa jab tak saath nahii.n
aap kahe.n aur ham na aaye.n, aise to haalaat nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{des parades, are Kushiyaa.N yahii.n pe mile.ngii hame.n re}%
\film{Des Pardes}%
\year{1978}%
\starring{Dev Anand}%
\singer{Kishore}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Credits: Yashesh Bhatia 

\printtitle
#indian

des parades,
are khushiyaa.N, yahii.n pe, mile.ngI haa.N mere
apanaa hai apanaa, ye des parades

vahii puraane hai.n
vahii puraane hai.n, saare phasaane, nayaa hai lekin jahaa.N
are raste naye hai.n, ye manzil naI hai, 
lekin vahii aasamaa.N
teraa naa meraa, apanaa hai apanaa 
ye des parades

akelaa nahii.n huu.N mai.n
akelaa nahii.n huu.N mai.n, tere binaa, sa.nga mere terii yaad hai
milakara khile.n phuul hara ra.nga ke, basa yahii merii phariyaad hai
sapanaa hai sapanaa
ye des parades\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaisaa des, vaisaa bhes, phir kyaa Daranaa}%
\film{Des Pardes}%
\year{1978}%
\starring{Dev Anand, Tina Munim}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)

\printtitle
#indian

ki: 	jaisaa des, vaisaa bhes, phir kyaa Daranaa
la:     oha \threedots haay
ki: 	jaisaa des, vaisaa bhes, phir kyaa Daranaa
	are, chho.Do raanii chho.Do, yuu.Nhii.n aahe.n bharanaa
	are, kaahe kii sharam hai ku.Diye, jal_dii karanaa
la:	mai.n nahii.n karanaa, yuu.N nahii.n bananaa \- 2

la:	kaisii ye nagariyaa, kaise hai.n ye log, kaise hai.n ye log
	haaya sabako laagaa, prabhu, besharamii kaa rog
	aba tuu hii bataa bhagavAn, mai.n bhii kyaa karuu.N
	mai.n bhii kyaa karuu.N
	mai.n to kuchha bhii karane se, naa jaane kyuu.N Daruu.N
	ghu.NghaTaa, kholuu.N naa kholuu.N, naa kholuu.N, kholuu.N re
ki:	are chho.D de nakharaa aba to goriye
	are aayaa hai maukaa le aba tuu bana saa.Nvaranaa
	are kaahe kii sharam hai ku.Diye, jal_dii karanaa
la:	mai.n nahii.n karanaa, yuu.N nahii.n bananaa \- 2

ki:	mana ko Dhak le gorii, tana kaa Dhakanaa hai bekaar
	Dhakanaa hai bekaar
	phuul naa mahake jaba taka, usakaa khilanaa hai bekaar
	are, aksara aisaa hotaa hai pahalii pahalii baar
	pahalii pahalii baar
	aa mujhase tuu le le himmat tho.Dii sii udhaar
	jhuuTha, boluu.N naa, boluu.N naa, boluu.N, boluu.N re
la:	are, gira naa jaauu.N, mai.n to kamasin re, aauucha
ki:	are, haatho.n me.n mere tuu apanaa haatha dharanaa
la:     are, kaahe kii sharama ve mu.N.Dayaa, jal_dii karanaa
ki:	are vaaha bhaI vaaha, huii gala naa
la:	jaisaa des, vaisaa bhes, phir kyaa Daranaa
dono:   jaisaa des, vaisaa bhes, phir kyaa Daranaa
la:	are, kaahe kii sharama ve mu.N.Dayaa, jal_dii karanaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar lage na saathiyo aaj bharii mahafil}%
\film{Des Pardes}%
\year{1978}%
\starring{Dev Anand, Tina Munim, Pran}%
\singer{Kishore, Amit, Manhar, Vijay}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: Mohan Rathore
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

nazar lage naa saathiyo.n are ho o o o ho o o o
aaj bharii mahafil, meraa kahii.n Dol na jaaye dil
in gorii gorii memo.n kaa
habaa babaa babaabaa

ham to dhakke khaa baiTeh ab tum kyaa khaane aaye
o baat karo kuchh kheto.n kii tum jahaa.N se hoke aaye
yahaa.N to pal pal dhu.Ne ke maare dam bhii ghuTataa jaaye
aao aao
hame.n pilaao
soe huo.n ko zaraa jagaao
khaao piyo mauj manaao maukaa phir nahii.n aanaa
ore laanaa, oye aaj bharii mahafil   \threedots

dil vaalo.n se milanaa ho to bandaa hii kii dariyaa
vahaa.N vo jiivan saathi hai yahaa.N roz nayaa saa.Nvariyaa
ye bhii Thiik hai, vo bhii Thiik hai, apanaa apanaa nazariyaa
laaj nahii.n hai, naa hai aa.Nchal

roz baras ke u.D jaataa hai
ye angrezii husn kaa jaaduu
are do paaTan ke biich me.n yaaro.n saabut bachaa na koy
kyo.n roye ho aaj bharii mahafil   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazaraanaa bhejaa kisii ne pyaar kaa}%
\film{Des Pardes}%
\year{1978}%
\starring{Dev Anand, Tina Munim, Pran}%
\singer{Kishor}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10407 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

nazaraanaa bhejaa kisii ne pyaar kaa
hai diivaanaa jo bas tere diidaar kaa

rahe.nge jo ruuThe\-ruuThe \-2
jhuuThe\-muuThe karake nakhare
to ham bole.nge nahii.n yuu.N aapase
o dekho ab na Toko na ha.Nsii ko
jo aane vaalii hai ho.nTho.n pe chupachaap se
muskaraa naa aayaa hai tohafaa diladaar kaa
nazaraanaa bhejaa kisii \threedots

kabhii\-kabhii duurii bhii zaruurii hai
premiyo.n me.n pyaar ba.Dhaane ke vaaste
are hote hii hai.n uu.Nche\-niiche Te.Dhe\-me.De
jaane\-anajaane dekho pyaar ke raaste
na ghabaraanaa Tal gayaa samaa.N i.ntazaar kaa
nazaraanaa bhejaa kisii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu pii aur jii, tuu jii he he, aur pii}%
\film{Des Pardes}%
\year{1978}%
\starring{Dev Anand, Tina Munim}%
\singer{Kishore, chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Amit Khanna}%

% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: V. Vohra (vvhr@troi.cc.rochester.edu)
% Comments: Tina Munim was introduced in this movie by Dev.

\printtitle
#indian

tuu pii aur jii, tuu jii he he, aur pii 

saradii me.n jab piyoge yaaro.n 
saradii me.n jab piyoge yaaro.n garam koT ban jaayegaa, 
ye aaI garamii ko madiraa jal ThanDak tumako pahu.Nchaaegaa 
are ra.ng bharegaa sapano.n me.n, A.Nkho.n me.n jab ye bas jaayegaa
man ko tere miit teraa bas yahii.n kahI.n pe mil jaayegaa
kaahe ko tuu phire akelaa
are kaahe ko tuu phire akelaa, dekh zaraa maujo.n kaa melaa
aa tuu bhI aa, laharaa\threedots 
are aao naa akele, kabhI raho naa akele kabhii, 
kabhI kah gaye kabiir
ke uupar niiche, aage piichhe, chhAI kaisii mastii
zaraa pii aur jii\threedots 

ye gujaraatii vo ba.ngaalii
ye gujaraatii vo ba.ngaalii, ye dilavaalaa vo dilavaalii 
mai.n desii huu.N tuu paradesii, phir bhI dha.Dakan hai ek jaisii
are, ye madraasii, vo pa.njaabii, har taale kI hai ek chaabhii
pyaar ke maare, sab bechaare, gore, kaale, ye matavaale
are varkar ho yaa maalik mil kaa
varkar ho yaa maalik mil kaa, raat kaa pyaasaa, bhuukhaa din kaa
aa tuu aa naa ghabaraa
udhaar naa cha.Dhaao kabhii, paise sAth laao abhii
abhii ye dukaan hai khulii
ke pahalii pahalii bikrii merii, bechuu.N mai.n to sastii
zaraa pii aur jii\threedots 

gharavaalo.n kI yaad sataaye
gharavaalo.n kI yaad sataaye, yaa A.Nkho.n me.n aa.Nsuu aaye
hamako dekho ghuu.NT ha.Nsii ke pii kar ham kaise muskaaye
isame.n kitane raaz chhupe hai.n, puuchho mere dil se tum
baiThe baiThe mahafil se hotaa hai kaise koI Gam 
are duniyaadaarI hil jaayegI
duniyaadaarI hil jaayegI, faTI jeb bhI sil jaayegI
aa tuu ban jaa raajaa
are lafa.Daa naa karo, kabhI jhaga.Daa naa karo kabhii
bha.nda.Daa to paao zaraa jAT jI 
are balle balle, bach ke kahI.n, Duube naa ye kashtI
zaraa pii aur jii, kahataa ye hai TonI
he he, ##come on madam, ha ha## 
##come on mister, ## ye paka.Do ##brother## 
oe aano naa sisTar, bolo ##cheers##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
