% ISB File: Devar_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aap aa jaa_e.N to ... duniyaa me.n aisaa kahaa.N sabakaa nasiib hai}%
\film{Devar}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Devan Verma}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10492 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aap aa jaa_e.N to dil ko qaraar aa jaa_e

duniyaa me.n aisaa kahaa.N sabakaa nasiib hai
ko_ii\-ko_ii apane piyaa ke kariib hai
duniyaa me.n aisaa \threedots

duur hii rahate hai.n unase kinaare
jinako na ko_ii maa.Njhii paar utaare \-2
saath hai maa.Njhii to kinaaraa bhii kariib hai
duniyaa me.n aisaa \threedots

chaahe bujhaa de ko_ii diipak saare
priit bichhaatii jaa_e raaho.n me.n taare \-2
priit diivaanii kii kahaanii bhii ajiib hai
duniyaa me.n aisaa \threedots

barakhaa kii rut ho yaa din ho.n bahaar ke
lagate hai.n suune\-suune bin tere pyaar ke \-2
tuu hai to zindagii ko zindagii nasiib hai
duniyaa me.n aisaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aayaa hai mujhe phir yaad vo zaaliim}%
\film{Devar}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Devan Verma}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu)
%          Rahul Upadhyay
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aayaa hai mujhe phir yaad vo zaalim 
guzaraa zamaanaa bachapan kaa 
haay re akele chho.D ke jaanaa 
aur nA aanaa bachapan kaa 
aayaa hai mujhe phir yaad vo zaalim 

vo khel vo saathii vo jhuule 
vo dau.D ke kahanaa aa chhU le
ham aaj talak bhI nA bhuule \- 2
vo khvaab suhaanaa bachapan kA 
aayaa hai mujhe phir yaad vo zaalim 

isakii sabako pahachaan nahii.n 
ye do din kA mehamaan nahii.n 
mushkil hai bahut, aasaan nahii.n \- 2
ye pyaar bhulaanaa bachapan kA 
aayaa hai mujhe phir yaad vo zaalim 

mil kar roye fariyaad kare.n 
un biite dino.n kii yaad kare.n 
ai kaash kahii.n mil jaaye koI \- 2
vo miit puraanaa bachapan kA 
aayaa hai mujhe phir yaad vo zaalim 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bahaaro.n ne meraa chaman luuT kar}% 
\film{Devar}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Devan Verma, Sharmila Tagore}%
\singer{Mukesh}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor:  Samiuddin Mohammed (sm0e@Lehigh.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Rahul Upadhyay

\printtitle 
#indian

bahaaro.n ne meraa chaman luuTakar 
khizaa.n ko ye ilzaam kyo.n de diyaa 
kisiine chalo dushmanii kii magar 
ise dostii naam kyo.n de diyaa 
bahaaro.n ne meraa \threedots

mai.n samajhaa nahii.n ai mere hamanashii.n 
sazaa ye milii hai mujhe kis liye (2) 
ke saaqii ne lab se mere chhiin kar 
kisii aur ko jaam kyo.n de diyaa 
bahaaro.n ne meraa \threedots

mujhe kyA pataa thaa kabhI ishq me.n 
raqIbo.n ko kaasid banaate nahii.n (2) 
khataa ho ga_ii mujhase kaasid mere 
tere haath paigaam kyo.n de diyaa 
bahaaro.n ne meraa \threedots

khudaayaa yahaa.N tere insaaf ke 
bahut mai.nne charche sune hai.n magar (2) 
sazaa kii jagah ek khataavaar ko 
bhalaa tuune iinaam kyo.n de diyaa 

bahaaro.n ne meraa chaman luuTakar 
khizaa.n ko ye ilzaam kyo.n de diyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
%stat{vsrd08402, 1.00, 05/03/2003}%
\stitle{haay ruuThe sayyaa.N hamaare sayyaa.N kyo.n ruuThe}%
\film{Devar}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Devan Verma}%
\singer{Lata}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10493 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

haay ruuThe sai.nyaa
ruuThe sai.nyaa hamaare sai.nyaa kyo.n ruuThe
naa to ham bevafaa naa to ham jhuuThe
ruuThe sai.nyaa hamaare \threedots

chain na aayaa hame.n nii.nd na aa_ii
dete rahe saarii rain duhaa_ii
ko_ii unakii bhii haay raam
ko_ii unakii bhii yuu.N hii ni.ndiyaa luuTe
ruuThe sai.nyaa hamaare \threedots

kaise na ta.Dape dil ye diivaanaa
sach hii to kahataa hai saaraa zamaanaa
laagii chhuuTe naa chaahe duniyaa chhuuTe
ruuThe sai.nyaa hamaare \threedots

unako manaayaa har ek adaa se
haay magar taubaa unakii balaa se
( vo naa maane ) \-3 kisii kaa chaahe dil TuuTe
ruuThe sai.nyaa hamaare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaajal vaale nain milaa ke kar ... are re re luuT liyaa re}%
\film{Devar}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Sharmila Tagore, Devan Verma}%
\singer{Rafi}%
\music{Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10494 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kaajal vaale nain milaa ke kar Daalaa bechain
kisii matavaalii ne
are re re luuT liyaa re jhaa.Njhar vaalii ne

zulfe.n gaalo.n ko chuum rahii thii.n
ik ghaTaa sii jhuum rahii thii
panaghaT se haay chalii aa rahii thii
iThalaate hu_e tarasaate hu_e
dil se nikalii haay mujhe jab dekhaa nain jhukaa_e
gulo.n kii Daalii ne
are re re luuT liyaa \threedots

chaa.Nd sii gorii shoK hasiinaa
haay mushkil kar ga_ii maranaa\-jiinaa
ek jhalak me.n hu_aa ye haal
ki mai.n diivaanaa banaa mastaanaa banaa paravaanaa banaa
mai.n kho baiThaa hosh mujhe yuu.N kar Daalaa madahosh
nashe kii pyaalii ne
are re re luuT liyaa \threedots

kal sapane me.n phir aa_e thii 
ham dono.n the tanhaa_ii thii
ghuu.NghaT me.n haay chhupii jaa rahii thii vo
sharmaate hu_e ghabaraate hu_e muskaate hu_e
biite saarii raat na samajhii mere dil kii baat
bholii\-bhaalii ne
are re re luuT liyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
