% ISB File: Devataa_1978.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaa.Nd churaa ke laayaa huu.N}%
\film{Devataa}%
\year{1978}%
\starring{Sanjeev Kumar, Shabana Azmi, Danny, Rakesh Roshan, Sarika}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10762 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	chaa.Nd churaa ke laayaa huu.N \-2
	chal baiThe.n ##church## ke piichhe
	ho naa ko_ii dekhe naa pahachaane
	baiThe.n pe.D ke niiche
	are chal baiThe.n ##church## \threedots

la \:	kal baapuu jaag ga_e the merii laaj kii socho \-2
ki \:	are jo honaa thaa kal hu_aa thaa
	aaj to aaj kii socho
la \:	jaag ga_e to
ki \:	jaagane do
la \:	achchhaa
ki \:	haa.N
la \:	to phir chal baiThe.n ##church## ke piichhe
	o chaa.Nd churaa ke laa_ii huu.N \-2
	chal baiThe.n ##church## \threedots

ki \:	chal dariyaa par kashtii le chal duur kahii.n bah jaa_e.N \-2
la \:	ho Dhuu.NDh naa paa_e.N bastii vaale saahil se kah jaa_e.N
ki \:	bol diyaa to
la \:	bolane do naa
ki \:	achchhaa
la \:	haa.N
ki \:	to phir chal baiThe.n ##church## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gulamohar gar tumhaaraa naam hotaa}% 
\film{Devta}%
\year{1978}%
\starring{}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

ki : gulamohar gar tumhaaraa naam hotA 
mausam\-e\-gul lo ha.nsaanaa bhI hamArA kaam hotA 
gulamohar gar tumhaaraa \threedots 

k : aaye.ngii bahaare.n to, abake unhe kahanaa zaraa, itanaa sune 
aaye.ngI bahaare.n to, abake unhe kahanaa zaraa, itanaa sune \- 2
mere gul binaa, unakaa kahaa.N bahaar naam hotA 
l: gulamohar gar tumhaaraa naam hotA 
mausam\-e\-gul lo ha.nsaanaa bhI hamArA kaam hotA 
gulamohar gar tumhaaraa \threedots

l : shaam kI gulaabii se, A.Nchal me.n ye diyaa jalaa hai chaa.Nd saa 
shaam kI gulaabii se, A.Nchal me.n ye diyaa jala hai chaa.Nd saa 
mere gul binaa, unakaa bhalaa kyA naam hotA 
k : gulamohar gar tumhaaraa naam hotA 
mausam\-e\-gul lo ha.nsaanaa bhI hamArA kaam hotA 
l: gulamohar gar tumhaaraa naam hotA 
mausam\-e\-gul lo ha.nsaanaa bhI hamArA kaam hotA 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab ek kazaa se guzaro to ik aur kazaa mil jaatii hai}%
\film{Devataa}%
\year{1978}%
\starring{Sanjeev Kumar, Shabana Azmi, Danny, Rakesh Roshan, Sarika}%
\singer{Rafi}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10763 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

jab ek kazaa se guzaro to ik aur kazaa mil jaatii hai
marane kii gha.Dii milatii hai agar jiine kii razaa mil jaatii hai
jab ek kazaa se \threedots

is dard ke bahate dariyaa me.n har Gam hai maraham ko_ii nahii.n
har dard kaa iisaa milataa hai iisaa kii mariyam ko_ii nahii.n
saa.Nso.n kii ijaazat milatii nahii.n jiine kii sazaa mil jaatii hai
jab ek kazaa se \threedots

mai.n vaqt kaa muzarim huu.N lekin is vaqt ne kyaa i.nsaaf kiyaa
jab tak jiite ho jalate raho jal jaa_o to kahanaa maaf kiyaa
jal jaa_e zaraa sii chi.ngaarii to aur havaa mil jaatii hai
jab ek kazaa se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
