% ISB File: Devdas_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_ii Kushii kii ye raat ... hameshaa tumako chaahaa}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

aa_ii Kushii kii ye raat aa_ii sajadhaj ke baaraat hai aa_ii
dhiire dhiire gam kaa saagar tham gayaa aa.Nkho.n me.n aakar
guu.Nj uThii hai jo shahanaa_ii to aa.Nkho.n ne ye baat bataa_ii

hameshaa tumako chaahaa aur chaahaa aur chaahaa chaahaa chaahaa
hameshaa tumako chaahaa aur chaahaa kuchh bhii nahii.n
tumhe dil ne hai puujaa puujaa puujaa aur puujaa kuchh bhii nahii.n
naa naa nahii.n naa naa nahii.n
nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n
aur kuchh bhii nahii.n o kuchh bhii nahii.n

khushiyo.n me.n bhii chhaa_ii udaasii
dard kii chhaayaa me.n vo lipaTii
kahane piyaa se bas ye aa_ii
jo daag tum ne mujh ko diyaa us daag se meraa cheharaa khilaa
rakhuu.Ngii is ko nishaanii banaa ke
maathe pe is ko hameshaa sajaa kar
o priitam o priitam bin tere is jiivan me.n 
kuchh bhii nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n 
o kuchh bhii nahii.n

biite lamho.n kii yaade.n le kar bojhal kadamo.n se vo chal kar
dil bhii royaa aur aa.Nkh bhar aa_ii
man se ye aavaaz hai aa_ii

vo bachapan kii yaade.n aa vo rishate vo naate
vo saavan ke jhuule aa vo ha.Nsanaa vo ha.Nsaanaa
vo ruuTh ke phir manaanaa
vo har ek pal mai.n dil me.n samaa_e
diye me.n jalaa_e le jaa rahii huu.N
mai.n le jaa rahii huu.N mai.n le jaa rahii huu.N
o priitam \threedots

hun hunaa hun hunaa hun hunaa
he hun hunaa hun hunaa hun hunaa
hameshaa tumako chaahaa aur chaahaa chaahaa chaahaa
hun hunaa hun hunaa hun hunaa
he hun hunaa hun hunaa hun hunaa
aur chaahaa chaahaa chaahaa
haa.N chaahaa chaahaa chaahaa
hun hunaa hun hunaa hun hunaa
he hun hunaa hun hunaa hun hunaa
bas chaahaa chaahaa chaahaa
haa.N chaahaa chaahaa chaahaa
haa.N chaahaa chaahaa chaahaa aur chaahaa kuchh bhii nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bairii piyaa ba.Daa bedardii ish}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Udit Narayan, Shreya Ghosal}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

ish ish
ta ta tarat ta tarat ta tar tar huu.N
bairii piyaa ba.Daa bedardii ish
dil kaa dard naa jaane
saudaa_ii harajaa_ii zulmii raam duhaa_ii
kaise kahuu.N kaase kahuu.N haa_y raam
dil kaa dard naa jaane
naa jaane naa jaane naa jaane haa_y
bairii piyaa \threedots

tuu duur jo thaa to paas hii thaa
ab paas hai to duur hai kyuu.N
naa jaane jaane jaane jaane jaane
haa.N paas to aa pahanaa bhii de ye ka.nganaa
naa sataa ab maan bhii le ye kahanaa
kaise kahuu.N kaase kahuu.N raam
kahanaa naa maane naa maane naa maane naa maane naa maane
ye ka.nganaa ba.Daa bedardii
ka.nganaa kahanaa naa maane
diivaanaa aavaaraa sa.ngadil raam duhaa_ii
ab maan bhii jaa_o naa naa naa naa naa
tum paas to aa_o naa haa.N haa.N re haa.N haa.N

bahakii bahakii baato.n me.n terii dhiire dhiire aane lagii
juganuu ne mujh se kahaa aisaa hai ye teraa piyaa
le hii jaa_egaa teraa jiyaa
haa.N pyaarii pyaarii baato.n pe terii chaa.Ndanii bhii ha.Nsane lagii
taare muskuraane lage havaa gunagunaane lagii
aasamaa.N bhii jhuum uThaa
kaise kahuu.N kaase kahuu.N haa_y raam raam raam raam raam

pagalaa itanaa naa jaane naa jaane naa jaane naa jaane
jaane jaane haa_y
ish ish

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhalak chhalak ... shiishe se shiishaa Takaraa_e}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Udit Narayan, Vinod Rathod, Shreya Ghosal}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

he shiishe se shiishaa Takaraa_e he he
he shiishe se shiishaa Takaraa_e jo bhii ho a.njaam 
o dekho kaise
are shiishe se shiishaa Takaraa_e jo bhii ho a.njaam 
ho dekho dekho
chhalak chhalak chhal chhalak chhalak chhal chhalak chhalak chhalkaa_e re

he jhaa.Njh pakhaavaj taashe baaje chhalake jab ye jaam
o dekho kaise
aahaa aahaa aahaa
o dekho kaise
dhamak dhamak dham dhamak dhamak dham dhamakaa_e re

shiishe se shiishaa Takaraa_e
he he he he
ai he ai he

ye madiraa
haa.N ye madiraa
ye madiraa to le aatii hai yaado.n kii barasaat
he chhalak chhalak ke chhalatii jaa_e dil kii ye madiraa
haa.N ho.nTho.n se utare he to bole dil kii baat
he garaj garaj ke dil me.n garaje gam ke ye badaraa
dil tak jaise ye pahu.Nchii aa_ii aa_ii aa_ii us kii yaad
usakii ek jhalak 
usakii ek jhalak mil jaa_e itanii hai fariyaad

dhin tachik dhin taa tachik dhik
he naache mohan jogan banake o mere ghanashyaam dekho dekho dekho
naache mohan laharaa ke bal khaa ke o mere ghanashyaam
jhanak jhan jhananan paayal baaje re
pyaar me.n tere dil ye chaahe.n ho jaa_e badanaam
o dekho kaise o dekho o dekho
dekho dekho dekho dekho dekho dekho dekho kaise
thirak thirak dil
thirak thirak dil thirak thirakataa jaa_e re
he dhamak dhamak dham dhamak dhamak dham dhamakataa jaa_e re
chhanan chhanan chhan chhanan chhanan
chhanan chhanan chhan chhanan nanananana
dhin taachikii dhin taa taachikii dhin
chhan chhan chhan chhana chhan
jhanak jhanak jhan jhanak jhanak jhan paayal baaje re
aahaa aahaa
jhanak jhanak jhan jhanak jhanak jhan paayal baaje re
he chhalak chhalak chhal dhamak dhamak dhak khanak khanak khan khan
ye dha.Dak dha.Dak dil jhanak jhanak jhan thirak thirakataa jaa_e re
chhalak chhalak chhal dhamak dhamak dhak khanak khanak khan khan
he shiishe se shiishaa Takaraa_e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Dolaa re Dolaa ... lag jaane do najariyaa}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Kavita Subramaniam, Shreya Ghosal, KayKay}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

he Dolaa re Dolaa Dolaa re Dolaa he Dolaa re
haa.N ho huu.N aa
haa.N haa.N haa.N haa.N
ha_ii ha_ii
o maa_ii maa_ii
chukumm chukumm chukumm taa dhik
he Dolaa re Dolaa re Dolaa re Dolaa
haa_y Dolaa dil Dolaa man Dolaa re Dolaa

lag jaane do najariyaa gir jaane do bijuriyaa
bijuriyaa bijuriyaa gir jaane do aaj bijuriyaa
lag jaane do najariyaa gir jaane do bijuriyaa
baa.Ndh ke mai.n ghu.Ngharuu
pahan ke mai.n paayal
ho jhuum ke naachuu.Ngii ghuum ke naachuu.Ngii
Dolaa re Dolaa re Dolaa re Dolaa
haa_y Dolaa dil Dolaa man Dolaa re Dolaa

dekho jii dekho dekho kaisii ye jha.nkaar hai
in kii aa.Nkho.n me.n dekho piyaajii kaa pyaar hai
in kii aavaaz me.n haa_y kaisii khanakaar hai
piyaa kii yaado.n me.n ye jiyaa bekaraar hai
haa_y haa_y haa_y o_y o_y 

maathe kii bi.ndiyaa me.n vo hai
palako.n kii ni.ndiyaa me.n vo hai chukumm
mere to tan man me.n vo hai chukumm
merii bhii dha.Dakan me.n vo hai chukumm
chuu.Dii kii chhan chhan me.n vo hai
chhan chhan chhan chhan chhanak chhanak chhan chhanak chhanak
ka.ngan kii khan khan me.n vo hai
khanak khanak khan khanak khana khan khan khan khan
baa.Ndh ke mai.n ghu.Ngharuu
haa.N pahan ke mai.n paayal
haa.N jhuum ke naachuu.Ngii ghuum ke naachuu.Ngii
Dolaa re Dolaa re Dolaa re Dolaa
haa_y Dolaa dil Dolaa man Dolaa re Dolaa

he he he he he e ye e he ye
Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa Dolaa
chukumm chukumm
Dolaa Dolaa
e Dolaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maalatii gu.Ndhaa_y kesh kaare ghu.Ngharaare}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Birju Maharaj, Kavita Subramaniam, Madhuri Dixit}%
\music{Birju Maharaj}%
\lyrics{Birju Maharaj}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

maalatii gu.Ndhaa_y kesh kaare ghu.Ngharaare
mukh daaminii sii damakat chaal matavaarii

Dhaa_ii shyaam rok la_ii rok la_ii rok la_ii
Dhaa_ii shyaam rok la_ii auchak mukh chuum la_ii
sar se morii chunarii ga_ii ga_ii ga_ii
sar se morii chunarii ga_ii sarak sarak sarak

kaahe chhe.D chhe.D mohe garavaa lagaa_ii
kaahe chhe.D chhe.D mohe
na.nd ko laal aiso DhiiTh
barabas morii laaj liinhii
barabas morii laaj liinhii bindaa shyaam maanat naahii.n
kaase kahuu.N mai.n apane jiyaa kii sunat naahii.n maa_ii
kaahe chhe.D chhe.D mohe 
ish

dadh kii bharii maTakii
la_y jaat rahii Dagar biich
aahaT sun aahaT sun aahaT sun
jiyaraa gayo dha.Dak dha.Dak dha.Dak
kaahe chhe.D chhe.D chhe.D mohe 

ta na na na taa dhin

kar paka.Dat chuu.Diyaa.N sab kar kii kar kii kar kii kar kii
kar paka.Dat chuu.Diyaa.N sab kar kii kar kii kar kii o maa_ii
bindaa shyaam maanat naahii.n
kaase kahuu.n mai.n apane jiyaa kii sunat naahii.n maa_ii
kaahe chhe.D chhe.D chhe.D chhe.D mohe 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mausam ne lii a.ng.Daa_ii ... silasilaa ye chaahat kaa}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Shreya Ghosal}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

ta na na na ta dhuum
mausam ne lii a.ng.Daa_ii aa_ii aa_ii
laharaa ke barakhaa phir chhaa_ii chhaa_ii chhaa_ii
jho.nkaa havaa kaa aa_egaa ye diyaa bujh jaa_egaa
silasilaa ye chaahat kaa naa maine bujhane diyaa ho huu.N
piyaa ye diyaa
naa bujhaa hai naa bujhegaa merii chaahat kaa diyaa
mere piyaa ab aajaa re mere piyaa o mere piyaa
is diye ke sa.ng jal rahaa hai mera rom rom aur jiyaa
ab aajaa mere piyaa o mere piyaa

ta na na na dhuum ta

faasalaa thaa duurii thii thaa judaa_ii kaa aalam
intazaar me.n nazare.n thii.n aur tum vahaa.N the
jhilamilaatii jagamagaatii khushiyo.n me.n jhuum kar
aur yahaa.N jal rahe the ham
phir se baadal garajaa hai garaj garaj ke barasaa hai
jhuum ke tuufaa.N aayaa hai par tujhako bujhaa nahii.n paayaa hai
o piyaa ye diyaa
chaahe.n jitanaa sataaye tujhe ye saavan
ye havaa aur ye bijaliyaa.N
mere piyaa ho mere piyaa

ta na na na dhuum ta

dekho ye pagalii diivaanii duniyaa se hai ye a.njaanii
jho.nkaa havaa kaa aa_egaa aur isakaa piyaa sa.ng laa_egaa
o piyaa ab aajaa mere piyaa o mere piyaa
silasilaa ye chaahat kaa \threedots
o piyaa ye diyaa

ai piyaa ai piyaa ai piyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{more piyaa Darataa hai dekho moraa jiyaa ho}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Jaspindar Narula, Shreya Ghosal}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

ai more more piyaa
haa haa haa
aasamaan kii baaho.n me.n chaa.Nd akelaa Thaharaa thaa he he
raat kii javaanii pe chaa.Ndanii kaa paharaa thaa he he
he runajhun runajhun havaa kaa jho.nkaa ujalii ujalii raat
taaro.n kii Dolii me.n aa_ii jhilamilaatii juganuu kii baaraat
sabake ho.nTho.n pe Thaharii thii aake ko_ii baat
Dhol ma.njiire bajane lage pa.Dii Dafalii par thaap
aur Thumak Thumak kar naach rahii thii merii raadhaa pyaarii
haa.N Thumak Thumak kar naach rahii thii merii raadhaa pyaarii
jaane kahaa.N se raas rachaane aayaa chhailaa giradhaarii

more piyaa Darataa hai dekho moraa jiyaa ho
haa.N
o more piyaa
he he he he he he he he he
naa ba_iyaa.N dharo aatii hai mujhe sharam
haa.N chho.D do tum ko hai merii kasam
naa zid naa karo jaane do mujhe balam
dekho duu.Ngii mai.n gaarii o baa.Nvare chalo haTo sataa_o naa
more piyaa Darataa hai dekho moraa jiyaa ho
ho more piyaa Darataa hai dekho moraa jiyaa ho
more piyaa

kare kR^iShN raas raadhaa ke sa.ng

jamunaa ke tiir baaje mR^ida.ng
kare kR^iShN raas raadhaa ke sa.ng

adharo.n pe giit man me.n uma.ng
kare kR^iShN raas raadhaa ke sa.ng

saa.Nso.n me.n pyaas tan me.n tara.ng
kare kR^iShN raas raadhaa ke sa.ng

ise dekh dekh duniyaa hai da.ng
kare kR^iShN raas raadhaa ke sa.ng

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo chaa.Nd jaisii la.Dakii is dil pe chhaa rahi hai}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Udit Narayan}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

vo chaa.Nd jaisii la.Dakii is dil pe chhaa rahii hai
aa.Nkho.n ke raaste se is dil me.n aa rahii hai
vo chaa.Nd vo chaa.Nd vo chaa.Nd jaisii la.Dakii \threedots

alha.D sii bholii bhaalii maasuum ye sharaarat
badalii nahii.n hai ab tak bachapan kii us kii aadat
ta.Dapaa rahii hai.n yaade.n
ho jaa_uu.N naa naa ho jaa_uu.N ho jaa_uu.N naa mai.n paagal
aa jaa_e saamane vo ye jaan jaa rahii hai
vo vo chaa.Nd jaisii la.Dakii \threedots

meraa chaa.Nd baadalo.n me.n kyuu.N jaa ke so gayaa hai
ab duur is kadar vo kyuu.N mujh se ho gayaa hai
kyuu.N jii rahaa huu.N tanhaa ye yaad bhii nahii.n hai
bas itanaa yaad hai ki vo yaad aa rahii hai
vo chaa.Nd vo chaa.Nd vo chaa.Nd jaisii la.Dakii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye kisakii hai aahaT ... maar Daalaa}%
\film{Devdas}%
\year{2002}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Aishwarya Rai}%
\singer{Kavita Subramaniam, KayKay}%
\music{Ismail Darbar}%
\lyrics{Nusrat Badr, Prakash Kapadia}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

ye kis kii hai aahaT ye kis kaa hai saayaa
hu_ii dil me.n dastak yahaa.N kaun aayaa
ham pe ye kisane haraa ra.ng Daalaa
khushii ne hamaarii hame.n maar Daalaa
o maar Daalaa maar Daalaa haa.N maar Daalaa

ham pe ye kisane \threedots
hame.n maar Daalaa hame.n maar Daalaa hame.n
maar Daalaa allaah
maar Daalaa allaah

naa chaa.Nd hathelii par sajaayaa
naa taaro.n se ko_ii bhii rishtaa banaayaa
naa rab se bhii ko_ii shikaayat kii
har gam ko hamane chhipaayaa
har sitam ko ha.Ns ke uThaayaa
kaa.NTo.n ko bhii gale se lagaayaa
aur phuulo.n se zakhm khaayaa
haa.N magar du_aa me.n jab ye haath uThaayaa
Kudaa se du_aa me.n tumhe.n maa.ng Daalaa
o maa.ng Daalaa allaah maa.ng Daalaa

o ham pe ye kisane \threedots
hame.n maar Daalaa hame.n maar Daalaa hame.n
maar Daalaa allaah allaah allaah maar Daalaa
maar Daalaa o maar Daalaa
maar Daalaa ho maar Daalaa
maar Daalaa

ye kis kii hai aahaT \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
