% ISB File: Devtaa_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai chaa.Nd kal jo aanaa unako bhii saath laanaa}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{Anjali Devi, Vyjayantimala, Ganesh, Agha}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10087 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ai chaa.Nd kal jo aanaa unako bhii saath laanaa
vo jinake baGair aaj pyaar beqaraar hai

ye Tha.nDii havaa ye samaa.N ye nazaare
aise me.n aa_e ko_ii dil ko pukaare
jise merii a.Nkhiyo.n ne dekhaa ik baar hai
vo jinake baGair aaj \threedots

o chandaa bataa hai kahaa.N chaa.Nd meraa
itanaa bataa de to kyaa biga.Degaa teraa
pahalii pahalii priit merii pahalaa pahalaa pyaar hai
vo jinake baGair aaj \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do naino.n kaa banaa jhuulanaa}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{Anjali Devi, Vyjayantimala, Ganesh, Agha}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramachandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Deepak Sabnis
% Transliterator: Deepak Sabnis
% Date: 21 Jan 2005
% Series: Latanjali
% Comments: Thanks to Kiranmai Ganti for bringing this song to my attention
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

do naino kaa banaa jhuulanaa, do naino kaa banaa jhuulanaa
hai.n palako.n kii Doriyaa.n, hai.n palako.n kii Doriyaa.n
saaz bajaaye chaa.ndanii aur
chaa.nd sunaaye loriyaa.n, chaa.nd sunaaye loriyaa.n,
ho o.. chaa.nd sunaaye loriyaa.n

laal meraa jab muskaaye, laal meraa jab muskaaye
mast cha.ndaniyaa bhii sharamaaye
aa aa.. dekh dekh ke mere dil me.n, dekh dekh ke mere dil me.n
lahar khushii kii dauDii jaaye
tere mere pyaar ki ye, kabhii naa TuuTe.n Doriyaa.n
kabhii naa TuuTe.n Doriyaa.n
ho o.. chaa.nd sunaaye loriyaa.n

mere sa.ng sa.ng dhiire dhiire, chaal chale jab tuu matawaalii
mai.n jhuumuu.n meraa manawaa jhuume, jhuume Daalii Daalii
phuulo.n kii hai paalakii aur
shaakho.n kii hai.n Doriyaa.n , shaakho.n kii hai.n Doriyaa.n
saaz bajaaye chaa.ndanii aur,
chaa.nd sunaaye loriyaa.n
ho o.. chaa.nd sunaaye loriyaa.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaise aauu.N jamunaa ke tiir}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{}%
\singer{LataMangeshkar}%
\music{C Ramachandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Devendra Sharma
% Comments: LATAnjali
% Date: 6 December, 2002

\printtitle
#indian

kaise aauu.n jamunaa ke tiir
paa.Nv pa.Dii za.njiir shaamaa
paa.Nv pa.Dii za.njiir ho
kaise aauu.n jamunaa ke tiir

kaahe lagaayaa bairii akhiyo.n me.n kajaraa
akhiyo.n me.n kajaraa kalaiyaa me.n gajaraa
rah ga{}ii haar si.ngaar kiye mai.n
kaun ba.ndhaa{}e dhiir
kaise aauu.n jamunaa ke tiir

shaam milan ko jiyaa moraa tarase
kaah karuu.n kaise nikaluu.n mai.n ghar se
priit bhare man kii ye duniyaa
haaye na jaane piir
kaise aauu.n jamunaa ke tiir

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mu.D kar bhii na dekh ... udhar chalii jaa jaanakii}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{Anjali Devi, Vyjayantimala, Ganesh, Agha}%
\singer{Manna Dey}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

mu.D kar bhii na dekh suhaagan mahalo.n kii ye shaan
is duniyaa me.n ab teraa bas patii hii hai bhagawaan

( udhar chalii jaa jaanakii jidhar chale tere raam
chho.D na apanaa raastaa le himmat se kaam
jaanakii le himmat se kaam ) \-2

bhaarat kii sa.ntaan hai tuu taaj isii kaa ruup \-2
siitaa ban kar sahatii jaanaa ban ban kii tuu dhuup
ha.Nsate ha.Nsate la.Datii jaa tuu jiiwan kaa sa.ngraam

chho.D na apanaa raastaa le himmat se kaam
jaanakii le himmat se kaam

patiivrataa tere tej ke aage suuraj bhii sharamaaye \-2
tere ek ishaare se ye baadal jal barasaaye \-2
tere jaisii satiyo.n se hii bhaarat kaa hai naam

chho.D na apanaa raastaa le himmat se kaam
jaanakii le himmat se kaam

tujhame.n dharatii kaa bal hai aur aasamaan kaa zor \-2
apane aap ko kyuu.N samajhe phir tuu abalaa kamazor
samajhe tuu abalaa kamazor
tuu chaahe to apane bas me.n kar le chaaro.n dhaam

chho.D na apanaa raastaa le himmat se kaam
jaanakii le himmat se kaam

patii kahe to phuul chho.D kar kaa.NTe gale lagaa le \-2
priitam ke charaNo.n me.n apanaa tuu sa.nsaar basaa le \-2
kuTiyaa me.n bhii tujhe milegaa mahalo.n kaa aaraam

chho.D na apanaa raastaa le himmat se kaam
jaanakii le himmat se kaam
udhar chalii jaa jaanakii jidhar chale tere raam
chho.D na apanaa raastaa le himmat se kaam
jaanakii le himmat se kaam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{na dil rahaa ... suunaa hai mere dil kaa jahaa.N}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{Anjali Devi, Vyjayantimala, Ganesh, Agha}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

na dil rahaa na merii dil me.n wo Kushii hii rahii
tere baGair ta.Dapatii ye zi.ndagii hii rahii

suunaa hai mere dil kaa jahaa.N
chup hai zamii.n aur ye aasamaa.N
aawaaz de tuu hai kahaa.N
tuu hai kahaa.N

( duniyaa se merii tuu duur hai
aajaa meraa pyaar majabuur hai ) \-2
tuu jo nahii.n to mere liye
viiraan hai.n ye dono.n jahaa.N
tuu hai kahaa.N
suunaa hai mere dil kaa jahaa.N
chup hai zamii.n aur ye aasamaa.N
aawaaz de tuu hai kahaa.N
tuu hai kahaa.N

( tujhase bichha.D kar ye zi.ndagii
bujhatii hu_ii ek hai roshanii ) \-2
apanaa pataa batalaa de mujhe \-2
milataa nahii.n hai teraa nishaa.N
tuu hai kahaa.N
suunaa hai mere dil kaa jahaa.N
chup hai zamii.n aur ye aasamaa.N
aawaaz de tuu hai kahaa.N
tuu hai kahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phuulo.n ke mele ham hai.n akele, aa bhii jaa}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{Anjali Devi, Vyjayantimala, Ganesh, Agha}%
\singer{Asha}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: V S Rawat, 31 Jul 2004
% Series: GEETanjali
% Song courtesy: Sudhir, (RMIM)

\printtitle
#indian

phuulo.n ke mele, ham hai.n akele, \-2
aa bhii jaa, \-2
haatho.n me.n haath meraa le le

phuulo.n ke mele, ham hai.n akele, \-2
aa bhii jaa, \-2
haatho.n me.n haath meraa le le

phuulo.n ke mele, ham hai.n akele,

( pyaar ke din, dil kii dha.Dakan
haay gin\-gin ke kaise Guzaaruu.N ) \-2
( kaun hai meraa, aise me.n jisako
tere sivaa mai.n pukaaruu.N ) \-2
tuune diye hai.n dard navele \-2

aa bhii jaa, \-2
haatho.n me.n haath meraa le le

phuulo.n ke mele, ham hai.n akele,

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaalim terii aa.Nkho.n ne kyaa chiiz pilaa dii hai}%
\film{Devtaa}%
\year{1956}%
\starring{Vyajayanthi Mala}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Animesh Kumar
% Transliterator: Animesh Kumar
% Date: 28 Apr 2005
% Series: LATAnjali
% Comment: generated using www.giitaayan.com

\printtitle
#indian

(zaalim terii aa.Nkho.n ne kyaa chiiz pilaa dii hai)\-2
ulfat ke sivaa saarii duniyaa hii bhulaa dii hai!

(bas ek nazar dekhaa aur luuT liyaa dil ko)\-2
luTakar bhii mere dil ne khush ho ke du_aa dii hai!

(jab se tujhe dekhaa hai kuchh hosh nahii.n mujhako)\-2
har chiiz zamaane kii nazaro.n se giraa dii hai!

zaalim terii aa.Nkho.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
