% ISB File: DhaakeKiMalmal_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{diyaa to jalaa sab raat re baalam}%
\film{Dhaake Ki Malmal}%
\year{1956}%
\starring{Madhubala, Kishore Kumar}%
\singer{C H Atma}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Saroj Mohini Iyer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11948 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( diyaa to jalaa sab raat re baalam
par tum lauT naa aaye
par tum lauT naa aaye ) \-2

( bikhar ga_ii hai sej suhaanii
rovat hai alabelii jawaanii ) \-2
chhaliyaa rasiyaa kise jaachake (?) ho \-2
jii hamaraa kalapaaye
diyaa to jalaa sab raat re baalam

bhor bha_ii priitam nahii.n aaye
( bhor bha_ii priitam nahii.n aaye
man kaa diipak bujhataa jaaye ) \-2
chhaliyaa rasiyaa aan milo re \-2
jii hamaraa ghabaraaye
chhaliyaa rasiyaa aan milo re \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
