% ISB File: DharamKaantaa_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ye goTedaar laha.Ngaa nikaluu.N jab Daal ke}%
\film{Dharam Kaantaa}%
\year{1982}%
\starring{Rajkumar, Waheeda Rahman, Jeetendra, Reena Roy, Rajesh Khanna, Sulakshana Pundit}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10619 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	( ye goTedaar laha.Ngaa
	nikaluu.N jab Daal ke ) \-3
	chhuriyaa.N chal jaaye.N
	( chhuriyaa.N chal jaaye.N
	merii matavaalii chaal pe ) \-2

ra \:	( jalawe phir dekh gorii
	merii bhii chaal ke ) \-2
	chunarii ba.Ndh jaaye
	( chunarii ba.Ndh jaaye terii
	mere ruumaal se ) \-2

aa \: dir daa raa \-4

aa \:	( ek to baabuu shiishe jaisii
	chikanii merii javaanii
	duuje umar masataanii ) \-2
	ho mere badan par aise phisale
	terii nazar diivaanii
	jaise Dhalakataa paanii paanii
	( a.Nkhiyaa.N milaanaa hamase
	chhaliyaa sambhaal ke ) \-2

	chhuriyaa.N chal jaaye.N \-2
	merii matavaalii chaal pe
ra \:	chunarii ba.Ndh jaaye terii
	mere ruumaal se

ra \:	he
	( aaj hamaarii ek najar ne
	kyaa aafat kar Daalii
	dekh zaraa matawaalii ) \-2
	kahaa.N\-kahaa.N se masakii terii
	kuratii resham waalii
	jhalake badan kii laalii laalii
	( tuu bhii kamaal kii hai
	ham bhii kamaal ke ) \-2

	chunarii ba.Ndh jaaye \-2
	terii mere ruumaal se
aa \:	chhuriyaa.N chal jaaye.N
	merii matavaalii chaal pe

aa \: dir daa raa \-4

aa \:	( man ke chor nahii.n chalane duu.N
	aaj tumhaarii chorii
	mai.n alabelii chhorii ) \-2
ra \:	mai.n to u.Daa luu.N aa.Nkh se kaajal
	chaahe.n khulii ho gorii
	dono.n a.Nkhiyaa.N torii
aa \:	jaa\-jaa
	( aiso.n ko rakhatii huu.N mai.n
	khiise me.n Daal ke ) \-2

	chhuriyaa.N chal jaaye.N \-2
	merii matavaalii chaal pe
ra \:	chunarii ba.Ndh jaaye
	terii mere ruumaal se

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
