% ISB File: DharamKaram_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ik din bik jaayegaa, maaTii ke mol}%
\film{Dharam Karam}%
\year{1975}%
\starring{Raj Kapoor, Randhir Kapoor, Rekha, Premnath, Dara Singh}%
\singer{Mukesh, chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Credits: Credits: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
%          Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)

\printtitle
#indian

ik din bik jaaegaa, maaTii ke mol
jag me.n rah jaae.nge, pyaare tere bol
duuje ke ho.nTho.n ko, dekar apane giit
koii nishaanii chho.D, phir duniyaa se Dol
ik din bik jaayegaa   \threedots

laa laa lalallallaa

(anahonii pag me.n kaa.NTe.n laakh bichhaae
honii to phir bhii bichha.Daa yaar milaae ) \- (2)
ye birahaa ye duurii, do pal kii majabuurii
phir koii dilavaalaa kaahe ko ghabaraaye, tarampam,
dhaaraa, to bahatii hai, bahake rahatii hai
bahatii dhaaraa ban jaa, phir duniyaa se Dol
ek din \threedots

(parade ke piichhe baiThii saa.Nvalii gorii
thaam ke tere mere man kii Dorii  ) \- (2)
ye Dorii naa chhuuTe, ye bandhan naa TuuTe
bhor hone vaalii hai ab rainaa hai tho.Dii, tarampam,
sar ko jhukaae tuu, baiThaa kyaa hai yaar
gorii se nainaa jo.D, phir duniyaa se Dol
ek din \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere hamasafar giit hai.n tere}%
\film{Dharam Karam/ Duty and Deed}%
\year{1975}%
\starring{Raj Kapoor, Randhir Kapoor, Rekha, Premnath, Dara Singh}%
\singer{Mukesh, Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10766 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	tere hamasafar giit hai.n tere
	giit hii to jiivan miit hai.n tere
	ho naGame.n pyaar ke tuu gaa_e jaa
	gaa_e jaa aur muskaraa_e jaa
	tere hamasafar giit \threedots

ki \:	tere hamasafar giit hai.n tere
mu \:	ho naGame.n pyaar ke \threedots
ki \:	tere hamasafar giit hai.n tere
mu \:	tere hamasafar giit hai.n tere
ko \:	la la laa

ki \:	sundarataa kii o shahazaadii husn kii devii
	ai muurat Kaamoshii kii
	itanii pyaarii suurat le ke kaash ki tuu bhii
	mere sur me.n jaa sakatii
	har dil koo diivaanaa tuu banaa detii jaan\-e\-man \-2
	tere hamasafar giit \threedots

	gaa_o gaa_o naa shaabaash
aa \:	aa aa
ki \:	laa laa la la laa bolo la la laa
aa \:	aa aa
ki \:	tere
aa \:	tere
ki \:	hamasafar
aa \:	safar
ki \:	giit hai.n tere
aa \:	tere
ki \:	laa laa la laa
aa \:	jiivan laa laa laa
aa \:	tere hamasafar giit hai.n tere
	giit hii to jiivan miit hai.n tere
ki \:	ho naGame.n pyaar ke \threedots
aa \:	tere hamasafar giit \threedots
ki \:	tere hamasafar giit \threedots
ko \:	la la laa

aa \:	mere hamadam mere saathii terii dhun me.n
	kyaa jaaduu hai kyaa jaane
	o mere hamadam \threedots
	gunagunaane lage dil ke viiraane
	dekho naa gunagunaane lage dil ke viiraane
ki aa \:	tere hamasafar giit \threedots
aa \:	ho naGame.n pyaar ke \threedots

mu \:	giit sunaa ke saaj bajaa ke pal do pal ko
	dukhiyo.n kaa dil bahalaa ke
aa \:	laa laa laa
mu \:	o giit sunaa ke \threedots
	ko_ii kaam kar ga_e ham to ye jaane.n duniyaa me.n \-2
ki aa \:	tere hamasafar giit \threedots
mu \:	naGame.n pyaar ke tuu gaa_e jaa
mu ki aa \:	gaa_e jaa aur muskaraa_e jaa
	tere hamasafar giit \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu kahaa.N ga_ii thii teraa mar jaa_e saa.Nvariyaa}%
\film{Dharam Karam/ Duty and Deed}%
\year{1975}%
\starring{Raj Kapoor, Randhir Kapoor, Rekha, Premnath, Dara Singh}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10765 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	tuu kahaa.N ga_ii thii teraa mar jaa_e saa.Nvariyaa
	chi.Diyaa jaisii u.Datii\-phiratii kyaa mastaanii gu.Diyaa
	tuu kahaa.N ga_ii thii \threedots

la \:	tuu kahaa.N gayaa thaa terii mar jaa_e sajaniyaa
	ulTaa chor kotavaal ko Daa.NTe ho ga_ii kaisii duniyaa

ki \:	kahaa.N mai.n gayaa thaa mai.n to gayaa thaa karane sair chaman kii
	kha.Dii thii vahaa.N pe ek hasiinaa mastii bhare badan me.n
	mai.n bhii zaraa saa usake gale se lipaTaa paagalapan me.n
	aage isake kuchh bhii nahii.n tuu pa.D ga_ii kis ulajhan me.n
la \:	to baakii rahaa kyaa yahii sochuu.N mai.n baa.Nvariyaa
ki \:	tuu kahaa.N ga_ii thii \threedots

la \:	kahaa.N mai.n ga_ii thii mai.n to ga_ii thii karane sair galii kii
	ek ra.ngiilaa mil gayaa aisaa usakii or chalii mai.n
	paka.Dii jo usane merii kalaa_ii kyaa kahuu.N kaise khilii mai.n ho
	aage isake kuchh bhii nahii.n tuu pa.D gayaa kis ulajhan me.n
ki \:	to baakii rahaa kyaa teraa mar jaa_e saa.Nvariyaa

	terii qasam hai mai.n to gayaa thaa pyaarii baate.n karane
aa \:	terii qasam hai mai.n to ga_ii thii tere hii piichhe marane
do \:	ham kahaa.N ga_e the jaane hai saarii nagariyaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
