% ISB File: DhartiKahePukarKe_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jaa re kaare badaraa balam ke dwaar}%
\film{Dharti Kahe Pukar Ke}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Nanda, Sanjeev Kumar, Nivedita}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

jaa re kaare badaraa balam ke dwaar \-2
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
wahii.n jaa ke ro
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar

kinakii palak se palak morii ulajhii \-2
nipaT anaa.Dii se laT morii ulajhii
ki laT ulajhaa ke mai.n to ga_ii haar

wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
wahii.n jaa ke ro
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar

a.ng unhii.n kii lahariyaa samaa_ii \-2
tabahuu.N naa puuchhe.n luu.N kaahe a.nga.Daa_ii
ke sau sau bal khaa ke mai.n to ga_ii haar

wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar

thaam lo ba_iyaa.N chunar samajhaave \-2
garawaa lagaa lo kajar samajhaa_o
ke sab samajhaa ke mai.n to ga_ii haar

wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar
wahii.n jaa ke ro
jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
wo hai.n aise buddhuu na samajhe.n re pyaar \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% BOL ANAMOL: #11100 [V S RAWAT]

\startsong
\stitle{je ham\-tum chorii se ba.ndhe ek Dorii se}%
\film{Dharti Kahe Pukar Ke}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Nanda, Sanjeev Kumar, Nivedita}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11100 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	je ham\-tum chorii se ba.ndhe ek Dorii se
	ja_iyo kahaa.N ai huzuur
la \:	are ii ba.ndhan hai pyaar kaa
	je ham\-tum chorii \threedots

mu \:	kajaraa vaalii phir tuu aise kaahe nihaare
	ii chitavan ke gorii maane to samajhaa jaa re
la \:	matalabavaa ek hai ek hai nainan pukaar kaa
	je ham\-tum chorii \threedots
do \:	ai huzuur
mu \:	je ham\-tum chorii \threedots

la \:	dekho baadar aa_e pavan ke pukaare
	ulfat merii jiitii anaa.Dii piyaa haare
mu \: aa_egaa re majaa re majaa ab jiit\-haar kaa
do \:	je ham\-tum chorii \threedots

mu \:	ghuu.NghaT me.n se mukha.Daa diikhe abhii adhuuraa
	aa bai.nyaa me.n aajaa milan to ho puuraa
la \:	ii milanaa to nahii.n to nahii.n kuchh ek baar kaa
	je ham\-tum chorii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kushii kii vo raat aa ga_ii ko_ii giit jagane do}%
\film{Dharti Kahe Pukar Ke}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Nanda, Sanjeev Kumar, Nivedita}%
\singer{Mukesh}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11099 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

Kushii kii vo raat aa ga_ii ko_ii giit jagane do
gaa_o re jhuum\-jhuum \-2
kahii.n ko_ii kaa.NTaa lage jo pag me.n to lagane do
naacho re jhuum\-jhuum \-2

aaj ha.Nsuu.N mai.n itanaa ki merii aa.Nkh lage rone
aaj mai.n itanaa gaa_uu.N ki man me.n dard lage hone
o maze me.n savere talaq yahii giit bajane do
naacho re jhuum \threedots

dhuul huu.N mai.n vo pavan basa.ntii kyo.n meraa sa.ng dhare
merii nahii.n to aur kisii kii paiyaa me.n ra.ng bhare
o do naino.n me.n aa.Nsuu li_e dulhaniyaa ko sajane do
naacho re jhuum \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o ho o o o dharatii kahe pukaar ke}%
\film{Dharti Kahe Pukar Ke}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Nanda, Sanjeev Kumar, Nivedita}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11101 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o ho o o o dharatii kahe pukaar ke
o mujhako chaahane vaale kisali_e baiThaa haar ke
meraa sab kuchh usii kaa hai jo chhuu le mujhako pyaar se
dharatii kahe \threedots

( hai ajab sii baat jis par ) \-2 mujhako ha.Nsanaa aa_e
jo mujhii se hai vo merii maaTii se sharamaa_e
aa paas mere matavaale bharam ye kyo.n bekaar ke
meraa sab kuchh usii \threedots

hal chale ek haath se ik haath kalam ko thaame
phir shiish jhuke.nge saare hii sa.nsaar ke
meraa sab kuchh usii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
