% ISB File: Dholak_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aise rasiyaa kaa kyaa aitabaar jhuuThaa pyaar}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

la:	( aise rasiyaa kaa
	aise balamaa kaa kyaa aitabaar
	aitabaar jhuuThaa pyaar ) \-2
	jaake man me.n basaa duniyaa sautan kaa pyaar \-2
	sautan kaa pyaar
	aise rasiyaa kaa
	aise balamaa kaa kyaa aitabaar
	aitabaar jhuuThaa pyaar

ra:	( aisii gorii kaa
	aisii chhorii kaa kyaa aitabaar
	aitabaar kaisaa pyaar ) \-2
	jaake dil me.n basaa raamaa Gairo.n kaa pyaar \-2
	sautan kaa pyaar
	aisii gorii kaa
	aisii chhorii kaa kyaa aitabaar
	aitabaar kaisaa pyaar
la:	jhuuThaa pyaar

	hamase to jhuuThii mohabbat jataaye \-2
	Gairo.n se chhup chhup ke nainaa milaaye \-2
	kaahe rah rah ke dekhaa hai Kaab
	aitabaar jhuuThaa pyaar
	aise rasiyaa kaa
	aise balamaa kaa kyaa aitabaar
	aitabaar jhuuThaa pyaar
ra:	kaisaa pyaar

	hamase to bole tumhaarii huu.N raajaa
	ajii hamase to bole tumhaarii huu.N raajaa
	auro.n se bole nigaaho.n me.n aa jaa
	aa.Nkhe.n Gairo.n se karatii hai chaar
	aitabaar kaisaa pyaar
	aisii gorii kaa
	aisii chhorii kaa kyaa aitabaar
	aitabaar kaisaa pyaar
la:	jhuuThaa pyaar

	jaa_o jii jhuuThe bahaane na maaro \-2
	naino.n ke tirachhe nishaane na maaro \-2
	zulmii chhiine na dil kaa karaar
	aitabaar jhuuThaa pyaar
	jaake man me.n basaa duniyaa sautan kaa pyaar
ra:	jaake dil me.n basaa raamaa Gairo.n kaa pyaar
la:	sautan kaa pyaar
	aise rasiyaa kaa
ra:	aisii gorii kaa
la:	aise balamaa kaa
ra:	aisii chhorii kaa
do:	kyaa aitabaar
la:	aitabaar jhuuThaa pyaar
ra:	aitabaar kaisaa pyaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhalak rahaa hai nigaaho.n se pyaar tho.Daa saa}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Sulochna Kadam}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

chhalak rahaa hai
chhalak rahaa hai nigaaho.n se pyaar tho.Daa saa
wo kar gaye hai.n
wo kar gaye hai.n hame.n bekaraar tho.Daa saa
chhalak rahaa hai

wo kah gaye the ke aaye.nge aaye.nge aur aa na sake \-2
Kataa hu_ii jo
Kataa hu_ii jo kiyaa aitabaar tho.Daa saa
chhalak rahaa hai

tumhaare sar kii qasam tumase pyaar na karate \-2
jo dil pe hotaa
jo dil pe hotaa hame.n iKtiyaar tho.Daa saa
chhalak rahaa hai

kahaa jo mai.nne ke ham tum pe tum pe jaan dete hai.n \-2
to ha.Ns ke bole
hu
aa
to ha.Ns ke bole abhii i.ntazaar tho.Daa saa
chhalak rahaa hai
chhalak rahaa hai nigaaho.n se pyaar tho.Daa saa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chorii chorii aag sii dil me.n lagaa kar chal die}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Sulochana Kadam}%
\music{Shyamsundar}%
\lyrics{Shyamlal Shams}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Credits: UV Ravindra
% Date: 21 Feb 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

chorii chorii aag sii dil me.n lagaa kar chal die
ham ta.Dapate rah gae vo muskuraa kar chal die
chorii chorii
chorii chorii aag sii \threedots

dil kii hasarat aa.Nsuo.n me.n Tuka.De ho kar bah ga_ii
merii ummiido.n pe bijalii jab giraa kar chal die
ham ta.Dapate rah gae vo muskuraa kar chal die
chorii chorii
chorii chorii aag sii \threedots

aa.Nsuo.n ne daastaan\-e\-Gam sunaanii thii abhii
daastaan\-e\-Gam sunaanii, haa.N, sunaanii thii abhii
dil kii dil me.n thii lagii ?, aramaa.N miTaa kar chal die
ham ta.Dapate rah gae vo muskuraa kar chal die
chorii chorii
chorii chorii aag sii \threedots

kyaa anokhii choT dii hai
kyaa anokhii choT dii hai bevafaa bedard ne, bewafaa bedard ne
dil me.n rah kar dekhiye vo dil churaa kar chal die
ham ta.Dapate rah gae vo muskuraa kar chal die
chorii chorii

chorii chorii aag sii dil me.n lagaa kar chal die
ham ta.Dapate rah gae vo muskuraa kar chal die
chorii chorii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hallaa\-gullaa ... aish kar lo dosto}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Rafi, Shamshad, Satish Batra}%
\music{Shyam Sundar}%
\lyrics{Ajiz Kashmiri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10368 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	hallaa\-gullaa laa_iilaa khullam\-khullaa gaa_iilaa khullam\-khullaa
	aish kar lo dosto.n ##college## kii diivaaro.n me.n
	kal se likhe jaa_oge sabake sab bekaaro.n me.n

ba \:	chhoTii\-moTii naukarii Dhuu.NDhoge akhabaaro.n me.n
	aaj nahii.n to kal milegii dil ko ye samajhaa_ilaa

sha \:	log kahe.nge baabuu jii hai.n ##B.A.## kar ke aa_e hai.n
	ka_ii saal ka_ii mahiine paanii bhar aa_e hai.n
	pai.nT me.n phuuTii paa_ii nahii.n hai saa_ikil par cha.Dh aa_e hai.n
	phir sa.Dako.n par aavaaraa phir kar laaraa lappaa gaa_ilaa
ba \:	maal roD par hamane kal ik la.Dakii dekhii jaa_ilaa
	Thumak\-Thumak chalate\-chalate usakaa giraa rumaa_ilaa
ra \:	hamane liyaa uThaa_ilaa
ba \:	la.Dakii dii mukaraa_ilaa
	hallaa\-gullaa laayalaa \threedots

sha \:	ek galii me.n hamane kal ik la.Dakaa dekhaa jaa_ilaa
	kaalii ainak laa_ilaa tirachhii Topii paa_ilaa
	usane hamase chhe.Dachhaa.D kii hamane juutaa uThaa_ilaa
	paas hu_aa paa_ilaa fel hu_aa to jaa_ilaa
	hallaa\-gullaa laayalaa \threedots

	daa.Dhii\-muu.Nchh mu.Daa_ilaa baaga.D\-billaa
	hallaa\-gullaa laayalaa \threedots

	la.Dakii se sharamaa_ilaa rahamat ullaa
	hallaa\-gullaa laayalaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ke ik pal ruk jaanaa sarakaar}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ra : ik pal ruk jaanaa sarakaar
     na maaro do naino.n ke vaar
     ki ik pal ruk jaanaa sarakaar
la : ik pal haT jaanaa sarakaar
     jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar
     ki ik pal haT jaanaa sarakaar

ra : kit chale hame.n ta.Daapaa ke ik ra.ng nayaa dikhalaa ke
     ki ik pal ruk jaanaa sarakaar
     na maaro do naino.n kii maar
     ki ik pal ruk jaanaa
la : ik pal haT jaanaa sarakaar
     jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar
     ki ik pal haT jaanaa sarakaar

     o
     ab aur sahaaraa Dhuu.NDhe chal kar nayaa diyaaraa Dhuu.NDhe
     ki ab to ho gaye hai.n bekaar maa.Nge chal kar kahii.n udhaar
     ik pal haT jaanaa sarakaar
     jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar
     ki ik pal haT jaanaa
ra : ik pal ruk jaanaa sarakaar
     na maaro do naino.n ke vaar
     ki ik pal ruk jaanaa

     ye dil phaTanae kii baate ham se duur haTane kii baate.n
     ki ik pal ruk jaanaa sarakaar
     na maaro do naino.n kii maar
     ki ik pal ruk jaanaa
la : ik pal haT jaanaa sarakaar
     jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar
     ki ik pal haT jaanaa

     o~
     dil phaT gayaa hai to sii lo chaahe mar jaao yaa jii lo
     ki ik pal haT jaanaa sarakaar
     jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar
     ki ik pal haT jaanaa
ra : ki ik pal ruk jaanaa sarakaar
     na maaro do naino.n kii maar
     ki ik pal ruk jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{magar ai hasiinaa\-e\-beKabar}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Rafi, Sulochna Kadam}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

ra:	magar ai hasiinaa\-e\-beKabar
	zaraa dekh chupake se ik nazar
	mai.n huu.N beqaraar nahii.n nahii.n
	mujhe tujhase pyaar nahii.n nahii.n
	magar ai hasiinaa\-e\-beKabar
su:	magar ai rasiile tuu naujawaa.N
	na sunaa mohabbat kii daastaa.N
	teraa aitabaar nahii.n nahii.n
	mujhe tujhase pyaar nahii.n nahii.n
	magar ai rasiile tuu naujawaa.N

ra:	tuu kahe agar to mai.n jaan\-o\-dil \-2
	terii ik nigaah pe waar duu.N \-2
	mai.n falaq se taaro.n ko noch kar \-2
	terii o.Dhanii ko sa.Nwaar duu.N \-2

	magar ai hasiinaa\-e\-beKabar
	zaraa dekh chupake se ik nazar
	mai.n huu.N beqaraar nahii.n nahii.n
	mujhe tujhase pyaar nahii.n nahii.n
	magar ai hasiinaa\-e\-beKabar

su:	tuu hasii.n bhii hai tuu jawaa.N bhii hai \-2
	ko_ii kah de tujhame.n kamii.n hai kyaa \-2
	ko_ii kaise tujhako bataa sake \-2
	ke ye dil lagaanaa ha.Nsii hai kyaa \-2
	karuu.N aa.Nkhe.n chaar nahii.n nahii.n
	mujhe tujhase pyaar nahii.n nahii.n

	magar ai rasiile tuu naujawaa.N
ra:	magar ai hasiinaa\-e\-beKabar
do:	mai.n huu.N beqaraar nahii.n nahii.n
	mujhe tujhase pyaar nahii.n nahii.n
ra:	magar ai hasiinaa\-e\-beKabar
su:	magar ai rasiile tuu naujawaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mausam aayaa hai ra.ngiin bajii hai kahii.n suriilii biin}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Sulochana Kadam, Satish Batra, Chorus}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Ajiz Kashmiri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12292 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

su \:	mausam aayaa hai ra.ngiin
	bajii hai kahii.n suriilii biin
	aise me.n haule haule haule haule aa
su sa \:	( mausam aayaa hai ra.ngiin
	bajii hai kahii.n suriilii biin
	aise me.n haule haule haule haule aa ) \-2

su \:	phuul khile kaliyaa.N sharamaa_ii.n
	rut mastii kii aa ga_ii
	rut aa ga_ii
sa ko \:	rut aa ga_ii
su \:	niile\-niile ambar par
	bin puuchhe badalii chhaa ga_ii
	ho chhaa ga_ii
su  ko \:	ho chhaa ga_ii
su \:	khilaa hai Kushiyo.n kaa baazaar
	kare.nge naino.n kaa vyopaar
	aise me.n haule haule haule haule aa
sa ko \:	mausam aayaa hai ra.ngiin
	bajii hai kahii.n suriilii biin
	aise me.n haule haule haule haule aa

su \:	jhuum rahii hai Daalii\-Daalii
	jhuum rahaa man meraa re
	man meraa re
sa ko \:	man meraa re
su \:	do nainano.n se ojhal
	us kaa nainan biich baseraa re
	baseraa re
sa ko \:	baseraa re

su \:	kare.nge chaahat kaa ikaraar
	kisii kii jiit kisii kii haar
	aise me.n haule haule haule haule aa
sa ko \:	mausam aayaa hai ra.ngiin
	bajii hai kahii.n suriilii biin
	aise me.n haule haule haule haule aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere dil me.n aa_iye merii nazar me.n aa_iye}%
\film{Dholak}%
\year{1951}%
\starring{Meena Shori, Ajit, Yashodhara Katju, Manmohan Krishan, Satish Batra}%
\singer{Shamshad}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

mere dil me.n aa_iye merii nazar me.n aa_iye \-2
dono.n ghar hai.n aapake
dono.n ghar hai.n aapake chaahe.n jahaa.N bas jaa_iye
mere dil me.n aa_iye merii nazar me.n aa_iye

mere dil se kheliye marzii agar hai aapakii \-2
aa_iye ke merii duniyaa mu.ntazir hai aapakii
aapako merii qasam ab aur naa sharmaa_iye
dono.n ghar hai.n aapake
dono.n ghar hai.n aapake chaahe.n jahaa.N bas jaa_iye
mere dil me.n aa_iye merii nazar me.n aa_iye

maar Daalegii hame.n ye beruKii haragiz nahii.n ye beruKii
aapake sar kii qasam ye zi.ndagii aisii nahii.n ye zi.ndagii
bin kahe aa jaa_iye ab aur naa ta.Dapaa_iye
mere dil me.n aa_iye merii nazar me.n aa_iye

kyaa Kabar hai ye hasii.n raate.n rahe.n yaa na rahe.n
madabharii aa.Nkho.n kii barakhaa phir rahe yaa na rahe
muskaraate aa_iye aur muskaraate jaa_iye
dono.n ghar hai.n aapake
dono.n ghar hai.n aapake chaahe.n jahaa.N bas jaa_iye
mere dil me.n aa_iye merii nazar me.n aa_iye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
