% ISB File: Dhun_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa}% 
\film{Dhun}%
\year{1953}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Motilal}%
\singer{Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Kaif Irfani}%

% Contributor: U.V. Ravindra
% Transliterator: U.V. Ravindra
% Date: November 3, 2000
% Comments: GEETanjali series

\printtitle
#indian

ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa
ha.Nsii ek baar aayii hai, to ronaa laakh baar aayaa
ba.Dii barabaadiyaa.N le kar \threedots

bharaa ashko.n se vo daaman jise phuulo.n se bhar_naa thaa
mujhe is bevafaa duniyaa.N pe ronaa baar baar aayaa
ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa
ba.Dii barabaadiyaa.N le kar \threedots

vafaa ta.Dapii Kushii ro_ii luTe aramaa.N ha.Nsii duniyaa.N
jo aa.Nsuu aa.Nkh me.n aayaa, vo ho kar beqaraar aayaa
ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa
ha.Nsii ek baar aayii hai, to ronaa laakh baar aayaa
ba.Dii barabaadiyaa.N le kar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham pyaar kare.nge}%
\film{Dhun}%
\year{1953}%
\starring{Nargis, Raj Kapoor, Motilal}%
\singer{Hemant, Lata}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: Hemantada... #57

\printtitle
#indian

he: ham pyaar kare.nge ham pyaar kare.nge
    ham la.Dake jhaga.Dake bhii pyaar kare.nge 
la: ek baar kare.nge do baar kare.nge
    sau baar sau baar sau baar kare.nge 
do: ham pyaar kare.nge ham pyaar kare.nge

he: (gar saare saare din ham aa na sake) \-2
    (vaadaa karake bhii apanaa nibhaa na sake) \-2
la: (saarii saarii raat teraa i.ntazaar kare.nge ) \-2
     ek baar kare.nge do baar kare.nge
     sau baar sau baar sau baar kare.nge 
do:  ham pyaar kare.nge ham pyaar kare.nge

la: (ham laaj ke maare mar jaaye.nge) \-2
    (par saamane na tere kabhii aaye.nge ) \-2
he: (chhup\-chhup ke teraa diidaar kare.nge) \-2
     ek baar kare.nge do baar kare.nge
     sau baar sau baar sau baar kare.nge 
do:  ham pyaar kare.nge ham pyaar kare.nge

do: (hame.n lage hai.n ba.De is duniyaa ke Dar
     kahii.n pyaar ko hamaare lag jaaye na nazar ) \-2
    (ham chorii\-chorii yuu.N hii taqaraar kare.nge ) \-2
     ek baar kare.nge do baar kare.nge
     sau baar sau baar sau baar kare.nge 
     ham pyaar kare.nge ham pyaar kare.nge

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
