% ISB File: DilDekeDekho_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##rock rock baby rock## do ekam do do duunii chaar}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10456 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	##rock rock rock rock baby rock##
	do ekam do do duunii chaar
	tho.Daa\-tho.Daa de\-de mere dil ko qaraar
	do ekam do do duunii chaar do ekam do

aa \:	do tiyaa chhH do chauke aaTh
ra \:	denaa\-denaa\-denaa mere haatho.n me.n haath \-2
aa \:	do pa.nje das do chhakke baaraa
ra \:	shaadii na hu_ii to ko_ii royegaa bechaaraa \-2
aa \:	do ekam do are do duunii chaar \threedots

	do satte chaudah do aTThe solah
ra \:	daa.Dhii ko jalaa_e tere pyaar kaa sholaa \-2
aa \:	to namaa aThaarah do daham biis
ra \:	ho gayaa gaanaa ab laa_o merii fiis \-2
aa \:	do ekam do
ra \:	oy do duunii chaar
aa \:	tho.Daa\-tho.Daa
ra \:	de\-de mere dil ko qaraar
	do ekam do
aa \:	are do duunii chaar
ra \:	tho.Daa\-tho.Daa
aa \:	de\-de mere dil ko qaraar
do \:	do ekam do

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.De hai.n dil ke kaale}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ba.De hai.n dil ke kaale
haa.N yahii  niilii sii aa.Nkho.n vaale
suurat burii ho
buraa nahii.n dil meraa
naa ho yaqiin aazamaa le

merii jaan vaah vaah vaah \threedots
merii jaan vaah vaah vaah vaah
ba.De hai \threedots

jaise bhale ho sab hai khabar
sher\-o\-sharaarat kii ye nazar
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n Daalake ham
ho gaye ab to jaane jigar
haa.N hamako ba.De ba.De Dhuu.NDh ke haare
Dhuu.NDh hii laae.nge dil ke sahaare
aap kisiike bhii hai.n, vaah jii vaah
khul jaayegaa haal tum pe dil\-e\-beqaraar kaa
naino se naina milaake dekho to zaraa

rok bhii lo ab apanii zubaan
varanaa qayaamat hogii yahaa.N
ham bhii qayaamat se nahii.n kam
jaaoge bachake duur kahaa.N
haa.N yahii.n to the abhii aap kidhar gaye
samajho hame.n ham jaan se guzar gaye
jiitejii mar gaye,  vaah jii vaah
maranaa merii zi.ndagii hai diivaanaa huu.N pyaar kaa
tum bhii ek din aazamaa.N ke dekho to zaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bolo bolo kuchh to bolo, gussaa chho.Do dil na to.Do}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

bolo bolo kuchh to bolo, gussaa chho.Do dil na to.Do
pyaar ho to kah do yas,  pyaar nahii.n to kah do no
phir jo ho ho so ho,  phir jo ho ho so ho,  haay
pyaar ho to kah do yaa{\threedots}h

aapakii adaao.n kaa hisaab nahii.n
laakho.n me.n hamaaraa bhii javaab nahii.n
kam nahii.n tum,   kam nahii.n tum,   socho zaraa

bolo bolo kuchh to bolo, gussaa chho.Do dil na to.Do
aise na aa.nchal bachaalo sanam
pyaar ho to kah do yas \threedots

kaahe ko nazar ghabaraaI sii hai
mahafil bhii hai tanahaaI bhii hai
ruke ruke tum, ruke ruke ham, socho zaraa

bolo bolo kuchh to bolo, gussaa chho.Do dil na to.Do
ab to nigaahe.n milaa lo sanam
pyaar ho to kah do yas \threedots

kahaa.N chale jii zaraa haal suno
kisii dilavaale kaa savaal suno
Dare Dare tum, Dare Dare ham, socho zaraa

bolo bolo kuchh to bolo, gussaa chho.Do dil na to.Do
Thokar lage naa sambhaalo sanam
pyaar ho to kah do yas \threedots \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil de ke dekho, dil de ke dekho}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

dil deke dekho,  dil deke dekho
dil deke dekho jii
dil lene vaalo.n,  dil denaa siikho jii
ho \threedots dil lene vaalo.n
dil denaa siikho jii

puuchho puuchho puuchho
paravaane se zaraa
dhiire dhiire jalane
me.n kaisaa hai mazaa

ohoho \threedots tum bhii dil deke
jal jaanaa siikho jii
aahaahaa \threedots tum bhii dil deke
jal jaanaa siikho jii
kaise?

dil deke dekho \threedots

samajho samajho samajho
diivaane kii zubaan
pyaar jo naa hotaa
naa hotaa ye jahaa.N

ohoho \threedots tum bhii dil deke
ye gaanaa siikho jii
aahaahaa \threedots tum bhii dil deke
ye gaanaa siikho jii
kyaa?

dil deke dekho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham aur tum aur ye samaa, kyaa nashaa nashaa saa hai}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ham aur tum aur ye samaa
kyaa nashaa nashaa saa hai
boliye na boliye
sab sunaa sunaa saa hai

aaj baat baat pe
aap kyuu.N machalane lage
tharatharaae ho.nTh kyuu.N
ashq kyuu.N machalane lage
lipaTe gesuu khulane lage \- 2

ham aur tum \threedots

beqaraar se ho kyuu.N
hamako paas aane bhii do
gir pa.Daa jo haath se
vah rumaal uThaane bhii do
banate kyuu.N ho jaane bhii do \- 2

ham aur tum \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaun ye aayaa mahafil me.n, bijalii sii chamakii dil me.n}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

kaun ye aayaa mahafil me.n
bijalii sii chamakii dil me.n
ujalaa mukha.Daa kaalaa til
ho.nTh gulaabii jaise dil
ra.ng\-e\-badan taubaa taubaa
aa.Nkh milii to kyaa hogaa
haay o o dilarubaa merii niitaa

pyaar kiyaa hai to phir nibhaanaa
aaj khul ke yuu.N aa.Nkh milaanaa
dekhataa rahe Gam ye zamaanaa
ho o ho o ho o o o o o

tuu jo hai merii baaho.n me.n
jalate hai diipak raaho.n me.n
khaabo.n kii bastii hai zamii.n
aaj hai duniyaa kitanii ha.nsii.n
dila se dila kaa saath rahe 
jiivan bhar ye raat rahe
haay o o dilarubaa merii niitaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o meghaa re bole ghanan\-ghanan ... pavan chale}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10458 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o meghaa re bole ghanan\-ghanan
pavan chale sanan\-sanan
paayal baaje jhanan\-jhanan
jiyaraa moraa Dole
aajaa piyaa more
meghaa re bole \threedots

sajaniyaa ghar aa
piyaa ghar aa

matavaalii ghaTaa kaalii laharaa ke aa_ii
ghuma.D\-ghuma.D ghum\-ghum ghuma.D\-ghuma.D
meghaa re bole \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar kii qasam hai na dekh aise pyaar se}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10455 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	pyaar kii qasam hai na dekh aise pyaar se
aa \:	ho tuu meraa sanam hai kahuu.Ngii mai.n pukaar ke
ra \:	pyaar kii qasam hai \threedots

aa \:	pyaar kii adaa hai zindagii
ra \:	Gam kii bhii sadaa hai zindagii
aa \:	o o ho ho
ra \:	ho o ho ho
aa \:	Gam sahuu.Ngii chaah me.n terii
ra \:	jii qasam to khaa_i_e merii
aa \:	terii qasam chaman merii bahaar ke
ra \:	pyaar kii qasam hai \threedots

aa \:	lab pe hai khilaa gulaab saa
ra \:	aa.Nkh me.n hasiin Kvaab saa
aa \:	o o ho ho
ra \:	ho o ho ho
aa \:	jo hasii.n na ho vah Kvaab kyaa
ra \:	kho na jaa_e vo shabaab kyaa
aa \:	kahe ki chal yahii hai.n din khumaar ke
ra \:	pyaar kii qasam hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raahii mil gaye raaho.n me.n}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

raahii mil gaye raaho.n me.n, baate.n huI nigaaho.n me.n
dil samajhaa ham samajhe iqaraar ho gayaa
vallaah pyaar ho gayaa pyaar ho gayaa
ab to pyaar ho gayaa pyaar ho gayaa

koI chalaa jaaegaa 
phir koI pachhataaegaa
jaage.nge soe soe
raato.n ko khoe khoe
koI thaa unape nisaar ho gayaa
vallaah pyaar ho gayaa \threedots

jo huaa so huaa
dard mile yaa davaa
ulfat me.n kaahekaa gam
jo hogaa dekhe.nge ham
honaa thaa dil ko qaraar ho gayaa
ab to pyaar ho gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaar chulabulaa hai hasii.n dilarubaa hai}%
\film{Dil Deke Dekho}%
\year{1959}%
\starring{Shammi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{Usha Khanna}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Shalini Razdan
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

yaar chulabulaa hai ha.nsii.n dilarubaa hai
jhuuTh bolataa hai magar zaraa zaraa
to bolo jii
phir kyaa kare diivaanaa

ye kise pataa hai ye husn kii adaa hai
tumako dil diyaa hai magar zaraa zaraa
to dekho jii
dhokhe me.n aa na jaanaa

chho.Do sharaarat shabaab ke hai.n din
bachapan ke shaayad janaab ke hai.n din
bas isii adaa pe ham sanam tumhaare ho liye
kis tarah yaqii.n hamako aae ye to boliye
to suna lo to suna lo to sun\-sun\-sun\-sun\-sun
to suna lo jii
kahataa kyaa zamaanaa
yaar chulabulaa hai \threedots

ulajhe se baalo.n kaa hai ye haal kyaa
tumane jo dekha to aa gayaa nashaa
chal rahaa hai tiir, dil bachaaiye bachaaiye
pahale naino.n kii jhukii kamaan to uThaaiye
to dekho to dekho to de\-de\-de\-de\-de
to dekho jii
dil ho gayaa nishaanaa
yaar chulabulaa hai \threedots

aise hasiino.n kaa aitabaar kyaa
achchhaa to takate ho baar baar kyaa
dekhataa huu.N kisane ye hasii.n shakal banaaii hai
aisaa lag rahaa hai tumane gaharii choT khaaii hai
to dekho to dekho to de\-de\-de\-de\-de
to dekho jii
is dil ka talamalaanaa
yaar chulabulaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
