% ISB File: DilDiyaDardLiya_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dilarubaa maine tere pyaar me.n ... dil diyaa dard liyaa}%
\film{Dil Diya Dard Liya}%
\year{1966}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10620 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dilarubaa maine tere pyaar me.n kyaa\-kyaa naa kiyaa
dil diyaa dard liyaa \-2
kabhii phuulo.n me.n guzaarii kabhii kaa.NTo.n pe jiyaa
dil diyaa dard liyaa \-2

zindagii aaj bhii hai bekhudii aaj bhii hai
pyaar kahate hai.n jise vo Kushii aaj bhii hai
maine din\-raat mohabbat kaa terii jaam piyaa
dil diyaa dard liyaa \-2
dilarubaa maine tere \threedots

kyaa kahuu.N tere li_e maine aa.Nsuu bhii pi_e
kabhii Kaamosh rahaa kabhii shikave bhii ki_e
kar liyaa chaaq garebaa.n kabhii daaman ko siyaa
dil diyaa dard liyaa \-2
dilarubaa maine tere \threedots

pyaar kii aan hai tuu dil kaa aramaan hai tuu
kaun duniyaa se Dare jab nigehabaan hai tuu
apanii kashtii ko sahaare pe tere chho.D diyaa
dil diyaa dard liyaa \-2
dilarubaa maine tere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{guzare hai.n aaj ishq me.n ham us maqaam se}%
\film{Dil Diya Dard Liya}%
\year{1966}%
\starring{Dev Anand, Waheeda Rahman, Pran}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

guzare hai.n aaj ishq me.n ham us maqaam se
nafarat sii ho ga_ii hai muhabbat ke naam se

hamako na ye gumaan thaa, o sa.ngadil sanam
raah\-e\-vafaa se tere bahak jaae.nge qadam
chhalakegaa zahar bhii terii aa.Nkho.n ke jaam se

o bevafaa teraa bhii yuu.N hii TuuT jaae dil
tuu bhii ta.Dap\-ta.Dap ke pukaare haay dil
teraa bhii saamanaa ho kabhii, Gam kii shaam se

ham vo nahii.n jo pyaar me.n rokar guzaar de.n
parachhaaI.n bhii ho terii to Thokar se maar de.n
vaaqif hai.n ham bhii Kuub har ek i.ntaqaam se

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koii saagar dil ko behalaataa nahii.n}%
\film{Dil Diya Dard Liya}%
\year{1966}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Ramesh Hariharan (hariharn@phoenix.Princeton.EDU)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

koii saagar dil ko bahalaataa nahii.n     \- 2
bekhudii me.n bhii qaraar aataa nahii.n, koI saagar \threedots

mai.n koI patthar nahii.n inasaan huu.N    \- 2
kaise kah duu.N Gam se ghabaraataa nahii.n
koI saagar \threedots

kal to sab the kaaravaa.N ke saath saath    \- 2
aaj koI raah dikhalaataa nahii.n
koI saagar \threedots

zi.ndagii ke aa_ine ko to.D do     \- 2
isame.n ab kuchh bhii nazar aataa nahii.n
koI saagar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phir terii kahaanii yaad aa_ii}%
\film{Dil Diya Dard Liya}%
\year{1966}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rahman}%
\singer{Lata}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Rajan P. Parrikar (parrikar@csn.org)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

phir terii kahaanii yaad aaI phir teraa fasaanaa yaad aayaa
phir aaj hamaarii aa.Nkho.n ko
phir aaj hamaarii aa.Nkho.n ko, ek Kvaab puraanaa yaad aayaa
phir terii kahaanii yaad aaI \threedots

jalate hai.n chiraago.n kii suurat
har shaam terii ham yaado.n me.n
jab subah ko shabanam rotii hai
kho jaate hai.n ham fariyaado.n me.n     \- 2
jab dil ne koI aavaaz sunii
jab dil ne koI aavaaz sunii,  teraa hii taraanaa yaad aayaa
phir terii kahaanii yaad aaI \threedots

shaayad kabhii milanaa ho jaae
baiThe.n hai.n isii aramaan me.n ham
tuune to kinaare paa hii liye
ulajhe hai.n magar tuufaan me.n ham
ai jaan\-e\-vafaa phir aaj hame.n
ai jaan\-e\-vafaa phir aaj hame.n,
pichhalaa vo zamaanaa yaad aayaa
phir terii kahaanii yaad aaI \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saawan aaye yaa na aaye}%
\film{Dil Diya Dard Liya}%
\year{1966}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

aa:	saawan aaye yaa na aaye
	jiyaa jab jhuume saawan hai
ra:	saawan aaye yaa na aaye
	jiyaa jab jhuume saawan hai
do:	saawan aaye

ra:	taar mile.n jab dil se dil ke
	wohii samay man\-bhaawan hai
do:	wohii samay man\-bhaawan bhaawan hai
	saawan aaye

##sargam##

aa:	jabase piyaa tuu naino.n me.n aayaa
	prem ke ra.ng me.n rach gaii kaayaa
ra:	aa.a
aa:	aa.a
ra:	baago.n me.n ban me.n niil gagan me.n
	sabame.n hai tere ruup kii chhaayaa
aa:	tuu hai mere sa.ng me.n haradam
	Kushii kii aawan\-aawan hai
do:	Kushii kii aawan\-aawan aawan hai
	saawan aaye yaa na aaye
	jiyaa jab jhuume saawan hai
	saawan aaye

##sargam##
ra:	akhiyaa.N majiire man ikataaraa
	iname.n baaje naam tihaaraa
aa:	aa.a
	ha.Nsate\-gaate jiiwan biite
	a.nt na ho ye giit hamaaraa
ra:	mausam aayaa sukh paawan kaa
	dukho.n kii jaawan\-jaawan hai
do:	dukho.n kii jaawan\-jaawan jaawan hai
	saawan aaye yaa na aaye
	jiyaa jab jhuume saawan hai
	saawan aaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{uThii\-uThii ye nigaahe.n ... haay haay rasiyaa tuu ba.Daa bedardii}%
\film{Dil Diya Dard Liya}%
\year{1966}%
\starring{Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran}%
\singer{Asha}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11495 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

uThii\-uThii ye nigaahe.n

haay haay rasiyaa tuu ba.Daa bedardii \-2
jiyaraa moraa jaane qasak tore man kii \-2
ho rasiyaa tuu ba.Daa bedardii
haay haay rasiyaa tuu ba.Daa bedardii \-2

batiyaa.N jhuuThii torii ( nainaa chhal se bhare ) \-2
kohuu naa priit kare tore sa.ng raam kare
tore sa.ng haa haa haa haa raam kare
lobhii torii nazare.n ho lobhii torii nazare.n
lobhii torii nazare.n ho torii nazare.n hai.n khoTii torii marajii
ho rasiyaa tuu ba.Daa \threedots

jiyaa ke bain piyaa kachhahuu jaane nahii.n \-2
kachhahuu jaane nahii.n
zulmii moraa kahaa haay zulmii moraa kahaa ekahuu maane nahii.n
kare manamaanii ho kare manamaanii dikhaa_e Kudagarjii
ho rasiyaa tuu ba.Daa \threedots

kaahe kaa maan kare kaahe ko Dhaa_e julam
( priit kii haay pa.De ) \-2 to pe o bairii balam
jaa re nahii.n maanuu.Ngii ( jaa re nahii.n maanuu.N ) \-2
ho jaa re nahii.n maanuu.Ngii saiyyaa.N torii marajii
ho rasiyaa tuu ba.Daa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
