% ISB File: DilKiRani_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{o duniyaa ke rahane vaalo bolo kahaa.N gayaa chitachor}%
\film{Dil Ki Rani}%
\year{1947}%
\starring{Raj Kapoor, Madhubala, Shyamsundar, Badri Prasad}%
\singer{Raj Kapoor 'Madhav'}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Yashodanandan Joshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11367 [V S Rawat]
% Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #73 under Geetanjali #63
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( o duniyaa ke rahane vaalo bolo
kahaa.N gayaa chitachor
kahaa.N gayaa chitachor ) \-2

jaa_uu.N kahaa.N aur Dhuu.NDhuu.N kahaa.N \-2
khoyaa hu_aa man paa_uu.N kahaa.N
man paa_uu.N kahaa.N
( chhiin ke manavaa meraa pyaaraa
kahaa.N gayaa chitachor ) \-2

( o duniyaa ke rahane vaalo bolo
kahaa.N gayaa chitachor
kahaa.N gayaa chitachor ) \-2

nain thake hai.n bain thake hai.n \-2
thak gayaa man kaa chain \-2
( thakii nahii.n milane kii aashaa
ta.Dapat huu.n din\-rain ) \-2
praaN\-papiihaa yahii pukaare \-2
kahaa.N gayaa chitachor \-3

( o duniyaa ke rahane vaalo bolo
kahaa.N gayaa chitachor
kahaa.N gayaa chitachor ) \-2

( ko_ii jaa_o re
ko_ii jaa_o re
zaraa mujhape taras ko_ii khaa_o re ) \-2
( jii bhar ke chitachor nihaaruu.N
use paka.D le aa_o re ) \-2
dil kii pyaas bujhaane vaalaa \-2
kahaa.N gayaa chitachor \-3

( o duniyaa ke rahane vaalo bolo
kahaa.N gayaa chitachor
kahaa.N gayaa chitachor ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
