% ISB File: DilNeJiseApnaKahaa_2004.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dilnejiseapanaakahaa}%
\film{DilNejiseApnaKahaa}%
\year{2004}%
\starring{Salman Khan, Preity Zinta}%
\singer{KamalKhan,SujataTrivedi}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004

\printtitle
#indian

su \:	( dilnejiseapanaakahaa \-2
	be\-Kabar, wo hai wahaa.N
	jaane par zamii.n\-aasamaa.N ) \-2

	milii nazar, unase par
	ye hawaa tanahaa
	baato.n me.n bhii kah na sake
	dil kii baat ye zubaa.N
	ab hai har suu, pal\-pal bekal
	Dhuu.NDhe.n hai unako dil
	ke chale.n zaraa unase hii ma.nzil
	bole.n raaz\-e\-dil par ab wo hai kahaa.N

	dilnejiseapanaakahaa \-2
	be\-Kabar, wo hai wahaa.N
	jaane par zamii.n\-aasamaa.N

	khile\-khile kaise hai.n ra.ng
	mil ke wo cha.Nd se
	duur hai.n ham mil ke bhii
	dekhe.n ye aa.Nkho.n se
	Tim\-Tim jaage aa.Nkho.n ke taare
	unakii hii raaho.n me.n
	ke yuu.N hii kabhii unake bhii dil me.n jaage mohabbat
	aaye.n wo yahaa.N

	dilnejiseapanaakahaa \-2
	be\-Kabar, wo hai wahaa.N
	jaane par zamii.n\-aasamaa.N

ka \:	shaam\-o\-sahar chaaro.n pahar
	Dhuu.NDhaa tujhe har dishaa
	haa.N magar haar kar
	aa ga_ii ye nigaah
	saaye ko tere tarase hai.n aa.Nkhe.n
	ta.Dape hai dil meraa
	ke tere binaa pyaar wafaa kyaa, meraa yahaa.N kyaa
	apanaa luTaa jahaa.N

	dilnejiseapanaakahaa \-2
	( kho gayaa hai wo kahaa.N
	suune hai.n zamii.n\-aasamaa.N ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaan\-e\-bahaaraa.N jaan\-e\-tamannaa}%
\film{DilNejiseApnaKahaa}%
\year{2004}%
\starring{Salman Khan, Preity Zinta}%
\singer{KamalKhan,SadhnaSargam}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004

\printtitle
#indian

ka \:	( jaan\-e\-bahaaraa.N jaan\-e\-tamannaa
	mahakaa diyaa aashiyaa.N ) \-2
saa \:	aa.Nkho.n me.n jo sapane the mere
	tumane ra.ng diyaa

ka \:	tumape hii aakar rukatii hai.n ye
	sab merii Kushiyaa.N
saa \:	terii Kushii me.n hii basatii hai
	merii ye duniyaa

ka \:	yuu.N ha.Nsate\-gaate muskaraate guzare hai.n jo pal
	aaye.n kal bhii lauT kar
saa \:	are chho.Do kyuu.N kal kaa soche.n ham
	kal kii baate.n kal
	aaj jii le.n jhuum kar, ho

ka \:	jaan\-e\-bahaaraa.N jaan\-e\-tamannaa
	mahakaa diyaa aashiyaa.N

ka \:	ho ho

saa \:	qisamat ko merii tumane
	mohabbat se kiyaa roshan
ka \:	roshan hai tere dam se
	meraa ye man, ye jiiwan
saa \:	jiiwan ke i.ntehaa.N me.n
	seharaa me.n, gulasitaa.N me.n
	saayaa ban ke rahuu.Ngii, o piyaa,  o

ka \:	jaan\-e\-bahaaraa.N jaan\-e\-tamannaa
	mahakaa diyaa aashiyaa.N
saa \:	aa.Nkho.n me.n jo sapane the mere
	tumane ra.ng diyaa

ka \:	ik tohafaa, zaraa yuu.N do
	tum jaisii muurat ho
saa \:	muurat ho, magar jisakii
	tum jaisii suurat ho
ka \:	jalawaa yaa chaa.Ndanii ho
	saagar ho yaa nadii ho
	ho.ngii.n apanii hii wo nishaniyaa.N

ka \:	jaan\-e\-bahaaraa.N jaan\-e\-tamannaa
	mahakaa diyaa aashiyaa.N
saa \:	aa.Nkho.n me.n jo sapane the mere
	tumane ra.ng diyaa

ka \:	yuu.N ha.Nsate\-gaate muskaraate guzare hai.n jo pal
	aaye.n kal bhii lauT kar
saa \:	are chho.Do naa, kyuu.N kal kaa soche.n ham
	kal kii baate.n kal
	aaj jii le.n jhuum kar

ka \:	jaan\-e\-bahaaraa.N jaan\-e\-tamannaa
	mahakaa diyaa aashiyaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zi.ndagiihaidu_aa, rab kii adaa}%
\film{DilNejiseApnaKahaa}%
\year{2004}%
\starring{Salman Khan, Preity Zinta}%
\singer{Madhushree,PamelaJain,Gayatri,Karthik,Raquib}%
\music{A R Rahman}%
\lyrics{Mehboob}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004

\printtitle
#indian

( zi.ndagiihaidu_aa, rab kii adaa
kahake shukriyaa, jii lo naa
laaye the jii kyaa, le jaaye.n bhii kyaa
kahake shukriyaa, jii lo naa ) \-2

ra.ngii.n hai.n, kabhii be\-ra.ngii.n hai.n
kabhii to ha.Nsate\-ha.Nsate aa.Nkho.n ko rulaaye.n
banatii hai, kabhii biga.Datii hai
chalate\-chalate kuchh ye sikhaaye.n
hai.n hasii.n ye lamhe.n, jo mile hai.n unhe.n
aise\-waise yuu.N hii kahii.n dekho kabhii bewajah
ham na ga.Nwaaye.n
hai.n hasii.n ye lamhe.n, jo mile hai.n unhe.n
aise\-waise yuu.N hii kahii.n dekho kabhii bewajah
ham na ga.Nwaaye.n

zi.ndagiihaidu_aa, rab kii adaa
kahake shukriyaa, jii lo naa
laaye the jii kyaa, le jaaye.n bhii kyaa
kahake shukriyaa, jii lo naa

aramaa.N se, sajii ye dulhan hai.n
ise ham tanahaa_ii me.n kaise phir bitaaye.n
Kaabo.n ko, jagaa ke aa.Nkho.n me.n
ummiido.n kaa aa.Nchal ham uDhaaye.n
( pal\-pal me.n Dhalii, halachal me.n chalii
Duubii\-Duubii kho_ii\-kho_ii jaagii\-jaagii so_ii\-so_ii guzarii jaaye ) \-2

zi.ndagiihaidu_aa, rab kii adaa
kahake shukriyaa, jii lo naa
laaye the jii kyaa, le jaaye.n bhii kyaa
kahake shukriyaa, jii lo naa

zi.ndagiihai \-2
zi.ndagiihaidu_aa \-10

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
