% ISB File: DilNePhirYaadKiya_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aajaa re pyaar pukaare nainaa to ro\-ro haare}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Lata}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G S Rawal}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10378 [V S Rawat]
% Comments: First film of Sonik-Omi

\printtitle
#indian

aajaa re pyaar pukaare
nainaa to ro\-ro haare
ko_ii na jaane dard meraa o ko_ii na jaane dard meraa
aajaa re pyaar pukaare \threedots

luuTaa de ke sahaaraa tere pyaar ne
ho bairii hamako to maaraa tere pyaar ne \-2
terii yaad to hamako rulaa_e re
kahaa bhii na jaa_e re
aajaa re pyaar pukaare \threedots

chandaa bichha.D na jaa_e terii chaa.Ndanii
ho aajaa tujhako bulaa_e terii chaa.Ndanii \-2
ab aavaaz do dil ghabaraa_e re
chain na paa_e re
aajaa re pyaar pukaare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ne phir yaad kiyaa}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Rafi, Suman Kalyanpur, Mukesh}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G L Rawal}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dil ne phir yaad kiyaa barq sii laharaa_ii hai
phir koii choT muhabbat kii ubhar aa_ii hai
dil ne phir yaad kiyaa \threedots

vo bhii kyaa din the hame.n dil me.n biThaayaa thaa kabhii
aur ha.Ns ha.Ns ke gale tum ne lagaayaa thaa kabhii
khel hii khel me.n kyo.n jaan pe ban aa_ii hai
phir koii choT muhabbat kii \threedots

kyaa bataaye.n tumhe.n ham shammaa kii qisamat kyaa hai
aag me.n Game ke jalane ke sivaa muhabbat kyaa hai
ye vo gulashan hai ki jis me.n na bahaar aa_ii hai
dil ne phir yaad kiyaa \threedots

ham vo paravaane hai.n jo shammaa kaa dam bharate hai.n
husn kii aag me.n khaamosh jalaa karate hai.n
aah bhii nikale to pyaar kii rusavaa_ii hai
phir koii choT muhabbat kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamane jalawaa dikhaayaa to jal jaa_oge}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1963}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Asha, Manna Dey}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G S Rawal}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004
% First film of Sonik-Omi

\printtitle
#indian

aa \:	are to jal jaa_oge
	hamane jalawaa dikhaayaa to jal jaa_oge \-3
	ruK se paradaa haay
	ruK se paradaa haTaayaa to Gash khaa_oge
	ruK se paradaa
ma \:	paradaa to hai fareb, ajii fareb, haa.N fareb
	dikhaane kii baat hai
	paradaa
	aa aa aa
	paradaa to hai fareb dikhaane kii baat hai
	re biTu_aa
	ham jaanate hai.n jalawaa jalawaa chhupaane kii baat hai
aa \:	ruK se paradaa haTaayaa to Gash khaa_oge
	hamane jalawaa dikhaayaa to jal jaa_oge
	hamane jalawaa

aa \:	tuur pe muusaa ne ik baar pukaaraa hamako
ma \: haa aa haa are haa.N
aa \:	arsh se minnate.n kar\-kar ke utaaraa o utaaraa hamako
ma \:	ba re ba ma pa
aa \:	hamane aawaaz dii, aawaaz dii
	hamane aawaaz dii
	aa
	ham bark\-e\-balaa hai.n muusaa
	chain se rahane do
	chain se rahane do chhe.Do na Kudaaraa hamako
	hamane jalawaa dikhaayaa to jal jaa_oge
	hamane jalawaa

ma \:	ham ko_ii muusaa nahii.n dekh ke Gash khaaye.nge
	e he, ham ko_ii muusaa nahii.n dekh ke Gash khaaye.nge
	ham to manasuur hai.n suulii pe bhii cha.Dh jaaye.nge
aa \:	kyaa
ma \:	dekhanaa lab pe magar naam tumhaaraa hogaa, haa.N
	marate\-marate bhii
aa \:	vaah re munnaa
ma \:	marate\-marate bhii ye ehasaan to kar jaaye.nge
	gar hame.n aazamaayaa to pachhataa_oge \-2

do \:	re hamane jalawaa jalawaa
	hamane jalawaa dikhaayaa to jal jaa_oge
	hamane jalawaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaliyo.n ne ghuu.NghaT khole}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Rafi}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G S Rawal}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10379 [V S Rawat]
% Comments: First film of Sonik-Omi

\printtitle
#indian

kaliyo.n ne ghuu.NghaT khole har phuul pe bha.Nvaraa Dole
lo aayaa pyaar kaa mausam gul\-o\-gulazaar kaa mausam
kaliyo.n ne ghuu.NghaT \threedots

o hoy jab tuu chaman me.n aa_e har gu.nchaa muskaraa_e \-2
hai behijaab teraa shabaab ham ho ga_e diivaane
lo aayaa pyaar kaa mausam tere diidaar kaa mausam
kaliyo.n ne ghuu.NghaT \threedots

o hoy har\-suu teraa nashaa hai har zarraa pii rahaa hai \-2
tuu aafataab jaam\-e\-shabaab roshan hu_e maiKaane
lo aayaa pyaar kaa mausam visaal\-e\-yaar kaa mausam
kaliyo.n ne ghuu.NghaT \threedots

o haay jaan\-e\-bahaar aa jaa dil ke qaraar aa jaa \-2
ye shab ye Kvaab ye maahataaab ab to lage ta.Dapaane
lo aayaa pyaar kaa mausam mere diladaar kaa mausam
kaliyo.n ne ghuu.NghaT \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lo cheharaa surK sharaab hu_aa}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Rafi}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G S Rawal}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10381 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

lo cheharaa surK sharaab hu_aa aa.Nkho.n ne saaGar chhalakaayaa \-2
ye gussaa haay ye gussaa teraa subhaan\-allaah
ik husn kaa dariyaa cha.Dh aayaa
lo cheharaa surK sharaab \threedots

ye garm niGaah taubaa\-taubaa patthar me.n bhii aag bha.Dak uThe
( us dil kaa Kudaa hii haafiz hai ) \-2 jo terii nazar se Takaraayaa
ye gussaa \threedots

dekho to zaraa tum mausam ko mausam bhii larazataa hai Dar se
vo Kauf se bijalii kaa.Np uThii baadal kaa josh utar aayaa
ye gussaa \threedots

kyo.n aaga babuulaa hote ho ab chho.Do aise gusse ko
ho.nTho.n kii laalii kahatii hai ik sholaa lab tak ba.Dh aayaa
ye gussaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n suuraj huu.N tuu merii kiraN sa.ng teraa rahe}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G S Rawal}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10382 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	o mai.n suuraj huu.N tuu merii kiraN sa.ng teraa rahe
aa \:	ho mai.n aag me.n terii jal jaa_uu.N dil meraa kahe
ra \:	o mai.n suuraj huu.N \threedots
aa \:	ho o mai.n aag me.n terii \threedots

ra \:	chaa.Nd kaa Tuka.Daa meraa hamasafar
	tuu chale to gire.n taare bhii raah par
aa \:	aa haa haa mujhape hu_ii jab terii ye nazar
	mai.n kahaa.N huu.N nahii.n apanii bhii Kabar
do \:	ab yaad jahaa.N kii bhulaane dekho jii dekho ham chale
ra \:	o mai.n suuraj huu.N \threedots
aa \:	ho mai.n aag me.n terii \threedots

aa \:	duulhaa hai tuu meraa aur mai.n dulhan terii
ra \:	tuu milii to mujhe mil ga_ii har Kushii
	ek nashaa hai teraa pyaar bhii
	tuu nahii.n to kaise kaTe zindagii
do \:	ab saath sadaa kaa nibhaane dekho jii dekho ham chale
ra \:	o mai.n suuraj huu.N \threedots
aa \:	ho mai.n aag me.n terii \threedots

ra \:	rut hai javaa.N aur tum bhii ho hasii.n
aa \:	o le chalo ki mujhe tum par hai yaqii.n
ra \:	aa haa haa pahaluu me.n tum ho to jannat hai yahii.n
aa \:	ho ye samaa.N to jannat me.n bhii nahii.n
do \:	ab pyaar kii duniyaa basaane dekho jii dekho ham chale
ra \:	o mai.n suuraj huu.N \threedots
aa \:	ho mai.n aag me.n terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye dil hai muhabbat kaa pyaasaa}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Nutan, Dharmendra, Rehman, Jeevan}%
\singer{Mukesh}%
\music{Sonik-Omi}%
\lyrics{G L Rawal}%

% Contributor: Ravi Kant Rai 
% Transliterator:  Ravi Kant Rai 
% Credits: Rajan Parrikar 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ye dil hai muhabbat kaa pyaasaa
is dil kaa ta.Dapanaa kyaa kahiye
maayUs hai.n ham maGarUr ho tum
aur tumape hii miTanaa kyaa kahiye
ye dil hai

ye shauk hame.n ke uThaa le unhe.n
vo sharm\-o\-hayaa ke maare hai.n
ye shauk, ye shauk hame.n ke uThaa le unhe.n
vo sharm\-o\-hayaa ke maare hai.n \- 2
ye had se guzar jaanaa apanA
aur unakaa simaTanaa kyaa kahiye
ye dil hai

kis soch me.n ho kuchh hosh nahii.n
ye ghabaraahaT bhii kaisii hai \- 2
bal khaa ke hamii.n se haT jaanaa
phir hamase nipaTanaa kyaa kahiye
ye dil hai

aa jaao hamaarii baaho.n me.n
haay ye hai kaisii majabUrii
aa jaao, aa jaao hamaarii baaho.n me.n
haay ye hai kaisii majabUrii \- 2
ham aapake hai.n koI gair nahii.n
apano.n se ulajhanaa kyaa kahiye

ye dil hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yuu.N chaal chalo na matavaalii is dil pe qayaamat}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{1966}%
\starring{Dharmendra, Nutan, Rehman, Jeevan}%
\singer{Rafi, girl?}%
\music{Sonik Omi}%
\lyrics{G S Rawal}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10380 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	yuu.N chaal chalo na matavaalii is dil pe qayaamat aatii hai
	naagin ko bhii dhokhaa hotaa hai jab zulf terii laharaatii hai
	yuu.N chaal chalo na \threedots

	shaano.n pe giraa do zulfo.n ko dopahar kii garmii kyaa shay hai \-2
	suuraj pe siyaahii chhaa jaa_e jab zulf terii
	taubaa\-taubaa jab zulf terii laharaatii hai
	yuu.N chaal chalo na \threedots

la.Dakii :\	sab jhuuTh hai

ra \:	yuu.N ham pe ha.Nsanaa Thiik nahii.n duniyaa kii nazar lag jaa_egii \-2
	ko_ii phuul samajh kar chuum na le terii ha.Nsii
	vaah\-vaah jab terii ha.Nsii khil jaatii hai
	yuu.N chaal chalo na \threedots

la.Dakii :\	lo nahii.n ha.Nsate

ra \:	qurabaan nahii.n ke kahane par aise hii zubaa.N se haa.N kah do \-2
	chhoTaa saa ye lafz\-e\-mohabbat hai tasqiin ba.Dii
	allaah tasqiin ba.Dii mil jaatii hai
	yuu.N chaal chalo na \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
