% ISB File: DilNePhirYaadKiya_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chorii chorii sataane lagaa ... dil ne phir yaad kiyaa}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{2001}%
\starring{Govinda, Tabbu}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil ne phir yaad kiyaa
chorii chorii sataane lagaa raato.n ko bhii jagaane lagaa
lamhaa hasiin pyaar kaa dil ne phir yaad kiyaa

chaaro.n taraf Kumaar hai mausam bhii bekaraar hai
bahake hu_e khyaalo.n pe ab naa iKtiyaar hai
lamhaa hasiin pyaar kaa \threedots

chhaayaa ajab suruur hai saare gamo.n se duur hai
mastii me.n hai ye zi.ndagii kuchh to hu_aa zaruur hai
dhiire dhiire jalaane lagaa nii.ndo.n ko bhii churaane lagaa
lamhaa hasiin pyaar kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hosh me.n nahii.n hai dil ... ba.Dh ke paka.D meraa haath}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{2001}%
\starring{Govinda, Tabbu}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

hosh me.n nahii.n hai dil pyaar ne diivaanaa kiyaa
ba.Dhake paka.D meraa haath mu.nDayaa
ve aj nachaNaa.n aj nachaNaa.n mai.n tere saath saath mu.nDayaa
ve aj nachaNaa.n

hosh me.n nahii.n hai dil pyaar ne diivaanaa kiyaa
ba.Dhake paka.D meraa haath ku.Diye
o aj nachaNaa.n mai.n tere saath saath ku.Diye
nii aj nachaNaa.n 

ruup kaa nazaaraa merii aa.Nkho.n me.n utaar de
ba.Dii bekaraarii hai tho.Daa saa karaar de
haa.N rut hai suhaanii mere saathii zaraa jhuum le
gore gore gaalo.n kii gulaabii zaraa chuum le
siine se lagaa le khyaalo.n me.n basaa le
khulake kare.nge mulaakaat ku.Diye 
nii aj nachaNaa.n \threedots

dekho zaraa dekho kaise bekhudii me.n chuur hai.n
paas me.n kha.De hai.n phir bhii lagataa hai duur hai.n
he din me.n lage hai jaise kaalii kaalii raat hai
diivaane hii samajhe.nge diivaano.n kii baat hai
terii aisii baate.n sataa_e.n saarii saarii raate.n
rabba jaaguu.n mai.n to jaaguu.n saarii raat mu.nDayaa
ve aj nachaNaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kab tak yuu.N dil dha.Dakaa_egii}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{2001}%
\starring{Govinda, Tabbu}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kab tak yuu.N dil dha.Dakaa_egii
kab tak aise ta.Dapaa_egii
mere sapano.n me.n aane vaalii
kab tuu saamane aa_egii
merii jaa.n merii jaa.n merii jaan\-e\-jaa.n

jaaduu hai parii hai ki huur hai
Kushbuu hai sabaa hai suruur hai
merii nazaro.n se to duur hai
duniyaa me.n kahii.n tuu zaruur hai
mere sapano.n me.n \threedots

tuu chiiz ba.Dii hii kamaal hai
terii yaad hai teraa khyaal hai
bas ek nazar kaa savaal hai
aa dekh to kyaa meraa haal hai
mere sapano.n me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saare shahar me.n charchaa aam ho gayaa}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{2001}%
\starring{Govinda, Tabbu}%
\singer{Lata, Udit Narayan}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saare shahar me.n charchaa aam ho gayaa
ik la.Dakaa ik la.Dakii kaa kaise gulaam ho gayaa
mai.n kyaa bataa_uu.n kaise bataa_uu.n
saare shahar me.n charchaa \threedots

rumajhum rumajhum karatii paayal
pahalii nazar me.n kar ga_ii ghaayal
kajaraarii aa.Nkho.n me.n kaajal
dekhaa to dil ho gayaa paagal
dhiire dhiire kissaa tamaam ho gayaa
ik la.Dakaa ik la.Dakii \threedots

mai.n ye bataa_uu.N sabako bataa_uu.N
merii galii se yuu.n hii guzaranaa
har aahaT me.n teraa Daranaa
sirf merii taariife.n karanaa
mere li_e hii aahe.n bharanaa
teraa dil thaa mere naam ho gayaa
ik la.Dakaa ik la.Dakii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum o.Dho merii jaan haay dupaTTaa sa.mbhaal ke}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{2001}%
\starring{Govinda, Tabbu}%
\singer{Vinod Rathor, Kavita Subramaniam}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tum o.Dho merii jaan
tum o.Dho merii jaan haay dupaTTaa sa.mbhaal ke
le jaa_e naa siine se ko_ii dil dil nikaal ke
dupaTTaa sa.mbhaal ke

maine o.Dhaa merii jaan
maine o.Dhaa merii jaan dupaTTaa sa.mbhaal ke
le jaa_uu.ngii siine se tereaa dil dil nikaal ke
dupaTTaa sa.mbhaal ke \threedots

##lovely## hasiin aisii ##sweeti## kahii.n na hogii
saare jahaa.n me.n aisii ##beauty## kahii.n na hogii
##so sweet##
banake tuu aise ##hero acting## na kar jyaadaa
achchhe se jaanatii huu.n mai.n to teraa iraadaa
jalave hai.n ye to mere aTharaa saal ke
dupaTTaa sa.mbhaal ke \threedots

dekhe jo ko_ii mujhako jaalim burii nazar se
bachake use mai.n aise jaane.n na duu.n idhar se
ye ra.ng goraa goraa diivaanaa banaa degaa
tumako kahii.n kabhii bhii mushkil me.n fa.nsaa degaa
o merii dilarubaa tumhaare nakhare kamaal ke
dupaTTaa sa.mbhaal ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye mausam ye mausam kah rahaa hai chal saath chal}%
\film{Dil Ne Phir Yaad Kiya}%
\year{2001}%
\starring{Govinda, Tabbu}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye mausam ye mausam kah rahaa hai chal saath chal
ye javaa.n javaa.n samaa.n ye fizaa_e.n dil zaraa sa.mbhal
ye mausam \threedots

bha.nvaro.n ne kaliyo.n kaa ghuu.nghaT uThaayaa
gulashan mahakane lagaa
Kushbuu ne aisaa fasaanaa sunaayaa
mai.n bhii bahakane lagaa
vaadii gulashan jaisii sajii
chhupake kahii.n shahanaa_ii bajii
ye nayaa nayaa nashaa chhaa rahaa hai
ai dil zaraa sa.mbhal ai dil zaraa sa.mbhal
ye mausam \threedots

pagalii banii.n ye diivaanii havaa_e.n
laharo.n ne kii chhe.Dakhaanii
kahataa hai mujhase Thahar jaa tuu pal bhar
Thaharaa ye jharano.n kaa paanii
kitane hasii.n hai.n ye silasile
vo aasamaa.n se dharatii mile
meraa chain kyuu.n bhalaa jaa rahaa hai
ai dil zaraa sa.mbhal ai dil zaraa sa.mbhal
ye mausam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
