% ISB File: DilTeraDiwana_1962.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bijalii giraa ke aap Kud ... dil teraa diivaanaa}%
\film{Dil Tera Diwana}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Mala Sinha, Mehmood}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11464 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bijalii giraa ke aap Kud bijalii se Dar ga_e
ham saadaGii pe aapakii lillaah mar ga_e

dil teraa diivaanaa hai sanam
jaanate ho tum kuchh naa kahe.nge ham
muhabbat kii qasam \-2
dil teraa diivaanaa \threedots

pyaar ke alabele yah hamasafar
chal de.nge le jaa_egaa dil jidhar
raah me.n kho jaa_e.Nge aaj
ma.nzil kahaa.N hai hame.n kyaa Kabar	
dil teraa diivaanaa \threedots

kuchh chaahat kaa asar kuchh mausam kaa asar
terii aa.Nkh me.n jo saruur hai
saaraa usii kaa to qasuur hai
sa_iyaa.N anajaanii nagarii pyaar kii
naadaa.N yah dil meraa majabuur hai
jiivan me.n ek baar Kud ho jaataa hai pyaar
dil teraa diivaanaa \threedots

kyaa kiije ko_ii man bhaa gayaa
dil me.n hamaare vah samaa gayaa
ha.Ns ke kisii ne dekhaa ik baar
dil kii muraade.n ko_ii paa gayaa
saa.Nso.n me.n miiThii aag ho.nTho.n pe miiThaa raag jagaa gayaa
dil teraa diivaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dha.Dakane lagataa hai meraa dil tere naam se}%
\film{Dil Tera Diwana}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Mala Sinha, Mehmood}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10920 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

dha.Dakane lagataa hai meraa dil tere naam se
aisaa lagataa hai ab ham gaye kaam se \-2
dha dha dha dha.Dakane lagataa \threedots

mere dil me.n jab se TuuTaa tere nain kaa tiir
dil me.n rahakar ban gayaa vo to merii hii tasviir
nii.nd nahii.n aatii hai mujhe aaraam se
dha.Dakane lagataa \threedots

terii baate.n tere kisse rahate hai.n haradam
mahafil ho yaa viiraanaa ho yaa ko_ii mausam
Darate nahii.n hai.n ham ishq ke a.njaam se
aisaa lagataa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhe kitanaa pyaar hai tumase}%
\film{Dil Tera Diwana}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Mala Sinha, Mehmood}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10922 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	mujhe kitanaa pyaar hai tum se apane hii dil se puuchho tum
	jise dil diyaa hai vo tum ho merii zindagii tumhaarii
la \:	mujhe kitanaa pyaar \threedots

ra \:	chaahat ne terii mujhako kuchh is tarah se gheraa
	din ko hai.n tere charche raato.n ko Kvaab teraa
la \:	tum ho jahaa.N vahii.n par rahataa hai dil bhii meraa
	bas ik Kyaal teraa kyaa shaam kyaa saveraa
ra \:	mujhe kitanaa pyaar \threedots

la \:	ye duniyaa kaise badalii kuchh bhii samajh na aa_e
	kyuu.N ho ga_e hai.n apane kal tak the jo paraa_e
ra \:	dil kii lagan ho sachchii phir kyo.n na ra.ng laa_e
	mere the tum sadaa se par ab qariib aa_e
la \:	mujhe kitanaa pyaar \threedots

ra \:	merii vafaa ko ab to yuu.N aajamaanaa chho.Do
	dil ko churaa ke mere aa.Nkhe.n churaanaa chho.Do
la \:	mujhako banaa ke apanaa baate.n banaanaa chho.Do
	mai.n kab na thii tumhaarii ab to sataanaa chho.Do
ra \:	mujhe kitanaa pyaar \threedots
do \:	mujhe kitanaa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar bachaa kar chale gaye vo}%
\film{Dil Tera Diwana}%
\year{1962}%
\starring{Shammi Kapoor, Mala Sinha, Mehmood}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10921 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

nazar bachaa kar chale gaye vo varanaa ghaayal kar detaa
dil se dil Takaraa jaataa to dil me.n agni bhar detaa
varanaa ghaayal kar detaa
nazar bachaa kar \threedots

( milatii aa.Nkh to vo bhii dekhate mere pyaar kaa jaaduu
apane ra.ng me.n ham bhii kam na the kar dete beqaabuu ) \-2
nazar bachaa kar \threedots

( agar Thaharate mere saamane dil pe tiir chal jaate
vo hasiin hai.n mai.n javaan huu.N saare bhed khul jaate ) \-2
nazar bachaa kar \threedots

( hamase kab tak yuu.N chhupe.nge vo apanii shaan dikhalaa ke
ek roz to aa hii jaa_e.Nge vo mere paas sharamaa ke ) \-2
nazar bachaa kar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
