% ISB File: DilToPaagalHai_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are re are ye kyaa hu_aa mai.nne na ye jaanaa}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shahrukh Khan}%
\singer{Lata, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ko:	haa haa
la:	are re are ye kyaa hu_aa mai.nne na ye jaanaa
	are re are ban jaa_e naa kahii.n ko_ii afasaanaa
u:	are re are kuchh ho gayaa ko_ii na pahachaanaa
	are re are banataa hai to ban jaa_e afasaanaa
ko:	haa haa
	
u:	haath meraa thaam lo saath jab tak ho
	baat kuchh hotii rahe baat jab tak ho
	saamane baiThe raho tum raat jab tak ho
la:	are re are ye kyaa hu_aa mai.nne na ye jaanaa
	
	naam kyaa de.n kyaa kahe.n dil ke mausam ko
	aag jaise lag ga_ii aaj shabanam ko
	aisaa lagataa hai kisii ne chhuu liyaa hamako
ko:	are re are ye kyaa hu_aa
la:	mai.nne na ye jaanaa
ko:	are re are ban jaa_e naa
la:	kahii.n ko_ii afasaanaa
ko:	are re are kuchh ho gayaa
u:	ko_ii na pahachaanaa
ko:	are re are banataa hai to
u:	ban jaa_e afasaanaa

la:	tum chale jaa_o zaraa ham sa.mbhal jaa_e.n
	dha.Dakane.n dil kii kahii.n naa machal jaa_e.n
	vaqt se aage kahii.n naa ham nikal jaa_e.n
u:	are re are kuchh ho gayaa ko_ii na pahachaanaa
	
	hamame.n tumame.n kuchh to hai kuchh nahii.n hai kyaa
	aur kuchh ho jaaye to kuchh yaqii.n hai kyaa
	dekh lo ye dil jahaa.N thaa ye vahii.n hai kyaa
ko:	are re are ye kyaa hu_aa
u:	mai.nne na ye jaanaa
ko:	are re are ban jaa_e naa
u:	kahii.n ko_ii afasaanaa
ko:	are re are kuchh ho gayaa
la:	ko_ii na pahachaanaa
ko:	are re are banataa hai to
la:	ban jaa_e afasaanaa
ko:	la la la la

la:	yaad kuchh aataa nahii.n ye hu_aa kabase
	ho gayaa mushqil chhupaanaa raaz ye sabase
	tum kaho to maa.Ng luu.N mai.n aaj kuchh rab se
ko:	are re are ye kyaa hu_aa
la:	ko_ii na pahachaanaa
ko:	are re are banataa hai to
la:	ban jaa_e afasaanaa
ko:	aa aa aa aa

u:	saamane hai.n raaste ham guzar jaaye.n
	yaa kisii ke waaste ham Thahar jaaye.n
	ab yahaa.N tak aa gaye hai.n ab kidhar jaaye.n
ko:	are re are kuchh ho gayaa
u:	ko_ii na pahachaanaa
ko:	are re are banataa hai to
u:	ban jaa_e afasaanaa
ko:	aa aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii aa_e haa_e}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shahrukh Khan}%
\singer{Lata, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

u:	um
	bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii aay haay
	are bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii duur kha.Dii sharamaaye
	aay haay
	ek jhalak dikhalaay kabhii kabhii aa.Nchal me.n chhup jaay
	aay haay
	merii nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye

	bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii duur kha.Dii sharamaaye
ko:	aay haay
u:	ek jhalak dikhalaay kabhii kabhii aa.Nchal me.n chhup jaaye
ko:	aay haay
	merii nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye
	bholii sii suurat
	aa.Nkho.n me.n mastii
	aay haay
la:	hu.n laa

u:	la.Dakii nahii.n hai vo jaaduu hai aur kahaa kyaa jaaye
	raat ko mere Kvaab me.n aa_ii vo zulfe.n bikharaaye
	aa.Nkh khulii to dil chaahaa phir nii.nd mujhe aa jaaye
	bin dekhe ye haal hu_aa dekhuu.n to kyaa ho jaaye

	bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii duur kha.Dii sharamaaye
ko:	aay haay
u:	ek jhalak dikhalaay kabhii kabhii aa.Nchal me.n chhup jaaye
ko:	aay haay
	merii nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye
	bholii sii suurat
	aa.Nkho.n me.n mastii
	aay haay
la:	hu.n laa
	
u:	saavan kaa pahalaa baadal usakaa kaajal ban jaaye
	mauj uThe saagar me.n jaise aise kadam uThaaye
	rab ne jaane kis miTTii se usake a.ng banaaye
	chham se kaash kahii.n se mere saamane vo aa jaaye

ko:	bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii duur kha.Dii sharamaaye
la:	aay haay
ko:	ek jhalak dikhalaay kabhii kabhii aa.Nchal me.n chhup jaaye
la:	aay haay
u:	merii nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye
ko:	bholii sii suurat aa.Nkho.n me.n mastii duur kha.Dii sharamaaye
la:	aay haay
u:	aay haay

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaa.Nd ne kuchh kahaa ... pyaar kar o ho pyaar kar}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shahrukh Khan}%
\singer{Lata, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

u:	he he ho ho ho ho ho ho
la:	u hu.n laa laa laa laa laa
u:	chaa.Nd ne kuchh kahaa raat ne kuchh sunaa \-2
	tuu bhii sun beKabar pyaar kar o ho ho pyaar kar
la:	aa_ii hai chaa.Ndanii mujhase kahane yahii \-2
	merii galii mere ghar pyaar kar o ho ho pyaar kar
u:	chaa.Nd ne kuchh kahaa raat ne kuchh sunaa
	tuu bhii sun beKabar pyaar kar o ho ho pyaar kar
la:	laa laa
	
u:	kyaa kahuu.N kyaa pataa baat kyaa ho ga_ii
	dillagii ye mere saath kyaa ho ga_ii
	ik ishaaraa hai ye dil pukaaraa hai ye \-2
	isase churaa naa nazar
	pyaar kar o ho ho pyaar kar
la:	chaa.Nd ne kuchh kahaa raat ne kuchh sunaa
	tuu bhii sun beKabar pyaar kar o ho ho pyaar kar
u:	e he haa haa
ko:	tu ru ru
la:	o ho ho

	hai kaun kyaa Kabar ko_ii to hai magar
	sapano.n me.n hai kahii.n aataa nahii.n nazar
	mai.n yahaa.N vo vahaa.N aa rahii phir yahaa.N \-2
	aavaaz kisakii magar
u:	pyaar kar
la:	o ho ho pyaar kar
u:	chaa.Nd ne kuchh kahaa raat ne kuchh sunaa
	tuu bhii sun beKabar pyaar kar o ho ho pyaar kar
la:	laa laa
	
la:	jisape ham mar miTe usako pataa bhii nahii.n
	ho o o jisape ham mar miTe usako pataa bhii nahii.n
	kyaa gilaa ham kare.n vo bevafaa bhii nahii.n
	hamane jo sun liyaa usane kahaa bhii nahii.n
	ai dil zaraa soch kar
	pyaar kar o ho pyaar kar
u:	e he haa haa haa haa haa
ko:	laa laa
u:	chaa.Nd ne kuchh kahaa raat ne kuchh sunaa
	tuu bhii sun beKabar pyaar kar o ho ho pyaar kar
la:	aa_ii hai chaa.Ndanii mujhase kahane yahii \-2
	merii galii mere ghar pyaar kar o ho ho pyaar kar
u:	he he
la:	laa laa
u:	o ho
la:	u.n
ko:	pyaar kar o ho ho pyaar kar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chak dhuum dhuum ... gho.De jaisii chaal ... koii la.Dakii hai}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shahrukh Khan}%
\singer{Lata, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Jennifer Machado
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ko:	chak dhuum dhuum \-4
	
	( gho.De jaisii chaal, haathii jaisii dum
	o saavan raajaa, kahaa.N se aaye tum ) \-2
	
u:	koii la.Dakii hai jab vo ha.Nsatii hai
ko:	chak dhuum dhuum \-4
u:	koii la.Dakii hai jab vo ha.Nsatii hai
	baarish hotii hai chhanak chhanak chhum chhum
ko:	he koii la.Dakii hai jab vo ha.Nsatii hai
	baarish hotii hai chhanak chhanak chhum chhum
la:	koii la.Dakaa hai, jab vo gaataa hai
ko:	chak dhuum dhuum \-4
la:	are koii la.Dakaa hai, jab vo gaataa hai
	saavan aataa hai, ghuma.D ghuma.D ghum ghum
ko:	he koii la.Dakaa hai, jab vo gaataa hai
	saavan aataa hai, ghuma.D ghuma.D ghum ghum
ko:	chak dhuum dhuum \-4
	
u:	o ho ho ho e he he he
la:	baadal jhuke jhuke se hai.n
u:	raaste ruke ruke se hai.n
la:	kyaa terii marzii hai meghaa
	ghar hamako jaane na degaa
u:	aage hai barasaat, piichhe hai tuufaan
	mausam be_iimaan, kahaa.N chale ham\-tum
ko:	chak dhuum dhuum \-4
u:	koii la.Dakii hai jab vo ha.Nsatii hai
	baarish hotii hai chhanak chhanak chhum chhum
la:	koii la.Dakaa hai, jab vo gaataa hai
	saavan aataa hai, ghuma.D ghuma.D ghum ghum
ko:	chak dhuum dhuum \-4
	
u:	o ho ho ho e he he he
la:	ambar jhukaa jhukaa saa hai
u:	sab kuchh rukaa rukaa saa hai
la:	chhaayaa samaa.N kitanaa pyaaraa
u:	saavan kaa samajho ishaaraa
ko:	aise mausam me.n tum bhii kuchh kaho
	tum bhii kuchh karo, kha.Dii ho kyo.n gumasum
la:	chhak duum duum \-4
ko:	( gho.De jaisii chaal, haathii jaisii dum
	o saavan raajaa, kahaa.N se aaye tum ) \-2
	chhak duum duum \-4

u:	koii la.Dakii hai jab vo ha.Nsatii hai
	baarish hotii hai chhanak chhanak chhum chhum
la:	koii la.Dakaa hai, jab vo gaataa hai
	saavan aataa hai, ghuma.D ghuma.D ghum ghum
ko:	chak dhuum dhuum \-4
u:	o ho ho ho e he he he
la:	o aa aa aa hu.m laa laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil to paagal hai dil diivaanaa hai}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shahrukh Khan}%
\singer{Lata, Udit Narayan}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil to paagal hai dil diivaanaa hai 
pahalii pahalii baar milaataa hai yahii siine me.n phir aag lagaataa hai
dhiire dhiire pyaar sikhaataa hai yahii ha.Nsaataa hai yahii yahii rulaataa hai
dil to paagal hai \threedots

saarii saarii raat jagaataa hai yahii a.Nkhiyo.n se nii.nd churaataa hai
sachche jhuuThe khvaab dikhaataa hai yahii ha.Nsaataa hai yahii yahii rulaataa hai
dil to paagal hai \threedots

is dil kii baato.n me.n jo aate hai.n vo bhii diivaane ho jaate hai.n
ma.nzil to raahii Dhuu.nDh lete hai.n raste magar kho jaate hai.n
dil to paagal hai \threedots

suurat se mai.n naa pahachaanuu.Ngii naam se bhii naa usako jaanuu.Ngii
dekhuu.Ngii kuchh naa mai.n sochuu.Ngii dil jo kahegaa vahii maanuu.Ngii
dil to paagal hai \threedots

dil kaa kahanaa ham sab maane.n dil naa kisii kii maane
jaan dii hamane jaan ga_e sab ek vo hii na jaane
dil to paagal hai \threedots

rahane do chho.Do ye kahaaniyaa.N diivaanepan kii sab nishaaniyaa.N
logo.n kii saarii pareshaaniyaa.N is dil kii hai.n ye meharabaaniyaa.N
dil to paagal hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa ... o Dholanaa}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karishma Kapoor}%
\singer{Lata , Udit Narayan, Chorus}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Anant Mathur
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ko:	
u:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
la:	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa

u:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
la:	la la la la
u:	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa

la:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa
u:	mar jaanaa thaa ye bhed nahii.n thaa kholanaa
	o Dholanaa
la:	o Dholanaa
u:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
la:	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa

ko:	aa.a
u:	do chaar kadam pe tum the, do chaar kadam pe ham the \-2
la:	do chaar kadam ye lekin sau miilo.n se kyaa kam the
u:	phir usape kadam\-kadam pe dil kaa Dolanaa
	haay Dolanaa
la:	o Dholanaa
u:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
la:	aa aa 
u:	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa
la:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa
	
la:	lo jiit gaye tum hamase, ham haar gaye is dil se \-2
u:	aayaa hai aaj labo.n pe ye pyaar ba.Dii mushkil se
la:	is pyaar me.n hamako paagal naa kar chho.Danaa
	naa chho.Danaa
	o Dholanaa
u:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
la:	laa laa 
u:	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa
la:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa
u:	mar jaanaa thaa ye bhed nahii.n thaa kholanaa
	o Dholanaa
la:	o Dholanaa
do:	kab tak chup baiThe.n ab to kuchh hai bolanaa
	kuchh tum bolo kuchh ham bole.n, o Dholanaa
ko:	aa.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mil jaate hai.n jo bane ik duuje ke vaaste}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Karishma Kapoor, Madhuri Dixit, Shahrukh Khan}%
\singer{Lata, Hariharan}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kitane duur duur ho.n ham dono.n ke raaste
mil jaate hai.n jo bane ik duuje ke vaaste
aa aa jaise dil hai dha.Dakan hai ik duuje ke vaaste
jaise aa.Nkh hai darpaN hai ik duuje ke vaaste
jaise barakhaa saavan hai ik duuje ke vaaste
ik sajanii ik saajan hai ik duuje ke vaaste
aa aa aa

us rab ne jab dil di_e dil ke do Tuka.De kiye
dono.n pe ik naam likhaa ik raadhaa ik shyaam likhaa
ab ye dil dha.Dakate hai.n milate aur bichha.Date hai.n
ik duuje ke vaaste \threedots

ham dono.n ik jaan hai.n do dil ik aramaan hai.n
lekin ab is mo.D par dekhe.n daaman chho.Dakar
vaqt kaa hai ye faisalaa ham tum ho jaa_e.N judaa
maa.nge.n khushiyo.n kii du_aa
ik duuje ke vaaste \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhako huii na Kabar ... dil le ga_ii le ga_ii}%
\film{Dil To Paagal Hai}%
\year{1997}%
\starring{Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Karishma Kapoor}%
\singer{Lata, Udit Narayan}%
\music{Uttam Singh}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tuuruu ruutuu tuuruu ruu ruu

mujhako huii na khabar
chorii chorii chhup chhup kar
kab pyaar kii pahalii nazar, haay!
le gayii le gayii, dil le gayii le gayii

pyaar kii pahalii pahalii is aa.Nkh michaulii me.n
bin soche jaa baiThii mai.n naino.n kii Dolii me.n
abhii lagataa hai mujhako Darr
chorii chorii chhup chhup kar
kab pyaar kii pahalii nazar, haay!
le gayii le gayii, dil le gayii le gayii

bikharii bikharii zulfe.n, ye bahakii bahakii chaal
haal ye meraa dekhe.nge, puuchhe.nge log savaal
ab jaa_uu.N mai.n kause ghar
chorii chorii chhup chhup kar
kab pyaar kii pahalii nazar, haay!
le gayii le gayii, dil le gayii le gayii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
