% ISB File: Dil_1990.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ham pyaar karanevaale duniyaa se naa Daranevaale}%
\film{Dil}%
\year{1990}%
\starring{Aamir Khan, Madhuri Dixit and Anupam Kher}%
\singer{Anuradha Paudwal, Udit Narayan}%
\music{Anand-Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

u: (ham pyaar karanevaale 
duniyaa se naa Daranevaale ) \- 2
(yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge ) \- 2

a: ham pyaar karanevaale 
duniyaa se naa Daranevaale \- 2
(yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyaar me.n jiye.nge mar jaae.nge ) \- 2

u:  (roka sake jo dilavaalo.n ko
aisii koii jel nahii.n ) \- 2

a:  (dil kaa lagaanaa is duniyaa me.n 
logo.n, koii khel nahii.n ) \- 2

u:  baa.ndhaa hai kisane paagal havaa ko?
a:  rokaa hai kisane u.DatI ghaTaa ko?

dono: to.Dake pi.nja.Daa u.D jaae.nge
haatha nahii.n ham aae.nge

u:   yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge
a:   yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyaar me.n jiye.nge marajaae.nge

a: (lailaa nahii.n ham, majanuu nahii.n ham
julm aur sitam jo hasake sahe.n ) \- 2

u: (roke kiseke ham to ruke naa
apanaa milan to hoke rahe.n ) \- 2

a: pyaar kiyaa hai pyaar kare.nge
u: ham to zamaane se naa Dare.nge

dono: apanii mohabbat kii taakat se
duniyaa ko jhukaae.nge

a:   yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge
u:   yaar jalane vaalo.n ko jalae.nge
pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge

a: ham pyaar karanevaale 
u: duniyaa se naa Daranevaale
a: duniyaa se naa Daranevaale

dono: yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyaar me.n jiye.nge mar jaae.nge
yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge
pyAr me.n jiye.nge mara jaae.nge

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamane ghar chho.Daa hai rasmo.n ko to.Daa hai}%
\film{Dil}%
\year{1990}%
\starring{Aamir, Madhuri, Saeed Jafrey, Anupam Kher, Deven Verma, Shammi}%
\singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

hamane ghar chho.Daa hai rasmo.n ko to.Daa hai
duur kahii.n jaa_e.nge na_ii duniyaa basaa_e.nge

tere binaa jiinaa pa.De din vo kabhii bhii naa aa_e
ko_ii hamako judaa kar na paa_e
bas ik baar kiyaa hai maine tujhe pyaar kiyaa hai
ham terii baaho.n me.n jannat ko bhulaa_e.nge
hamane ghar chho.Daa hai \threedots

is pyaar kii dil kii zamii.n sapano.n kii uu.nchii diivaare.n
kahiyaa.n mohabbat kii khilane lagii.n aa_ii.n milan kii bahaare.n
janmo.n kii pyaas bujhaa de mujhako gale se lagaa le
pyaar ke is ma.ndir ko chaahat se sajaa_e.nge
hamane ghar chho.Daa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mujhe nii.nd na aae, chain na aae}%
\film{Dil}%
\year{1990}%
\starring{Aamir Khan, Madhuri Dixit}%
\singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal}%
\music{Anand-Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Sanjeev Ramabhadran <sanjeevr@phoenix.Princeton.EDU>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/30/1996

\printtitle
#indian

u: mujhe nii.nd na aae, mujhe chain na aae
   koii jaae zaraa Dhuu.NDh ke laae
   na jaane kahaa.N dil kho gayaa
   na jaane kahaa.N dil kho gayaa
a: mujhe nii.nd na aae, mujhe chain na aae
   koii jaae zaraa Dhuu.NDh ke laae
   na jaane kahaa.N dil kho gayaa
   na jaane kahaa.N dil kho gayaa

a: haalat kyaa hai kaise tujhe bataauu.N mai.n
   karavaT badal\-badal ke raat bitaauu.N mai.n
u: (puuchho zaraa puuchho kyaa haal hai
   haal meraa behaal hai)		\- 2
   koii samajh na paae kyaa rog sataae
   koii jaae zaraa Dhuu.NDh ke laae
   na jaane kahaa.N \threedots

u: jaan se bhii pyaaraa mujhako meraa dil hai
   usake binaa ek pal bhii jiinaa mushkil hai
a: (taubaa merii taubaa kyaa dard hai
   dard ba.Daa be\-dard hai)		\- 2
   kabhii mujhako ha.Nsaae, kabhii mujhako rulaae
   koii jaae zaraa Dhuu.NDh ke laae
   na jaane kahaa.N \threedots

#endindian
\endsong


% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o priyaa priyaa, kyo.n bhulaa diyaa}%
\film{Dil}%
\year{1990}%
\starring{Madhuri Dixit, Aamir Khan, Anupam Kher}%
\singer{}%
\music{Anand-Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: Dharmesh Patel <dxp8108@hertz.njit.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/24/1996
% Credits: Vishal Ailawadhi (vishal@ucla.edu)
%          Rajan Gautam (rdgautam@ix.netcom.com)
%          Vandana Venkatesan (vvenkate@pcocd2.intel.com)
% Comments: Direct Copy of Ilayaraja's "O priya priya" from Mani 
%           Rathnam's "Geetanjali"/"Idhayathai Thirudadhey"

\printtitle
#indian

purushh:
o priyaa priyaa, kyuu.N bhulaa diyaa
bevafaa yaa beraham, kyaa kahuu.N tujhe sanam
tuune dil to.Daa hai, bhuul kyaa hu_ii ye bataa jaa
o priyaa priyaa \threedots

strii:
o piiyaa piiyaa, mai.n terii piiyaa
aa.Nsuo.n ko pii ga_ii, jaane kaise jii ga_ii
kyaa hai merii majabuurii, kaise mai.n bataauu.N huaa kyaa

purushh:
o priyaa priyaa\threedots

(tuu bevafaa hai jo, mai.n jaan jaataa
 tujh se kabhii bhii, dil na lagaataa)	\-2
strii:
mujh pe yakii.n kar, yuu.N na ilzaam de
de ko_ii sazaa magar, bevafaa na naam de
purushh:
merii dilarubaa, tuune ki jafaa
par tujhe bhuulegii na merii vafaa
strii:
o piiyaa piiyaa\threedots

purushh:
jii chaahataa hai ki Kudako jalaa duu.N
maut ko apane dil se lagaa luu.N
strii:
aake zaraa dekh le, dil meraa chiir ke
ra.Ng mile.nge tujhe, terii tasviir ke
purushh:
mere saathiyaa, teraa ho bhalaa
ye hii mere TuuTe hue dil kii sazaa
strii:
o piiyaa piiyaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
