% ISB File: Dillagi_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaar din kii chaa.Ndanii thii phir a.ndherii raat hai}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12519 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( chaar din kii chaa.Ndanii thii phir a.ndherii raat hai
ham idhar hai.n wo udhar hai.n beqasii kaa saath hai ) \-2

kyaa Kabar thii unakaa daaman haath se chhuT jaayegaa
Gam ke haatho.n zi.ndagii kaa kaaravaa.N luT jaayegaa
dil lagaa kar Gam uThaaye.n kyaa anokhii baat hai

chaar din kii chaa.Ndanii thii phir a.ndherii raat hai
ham idhar hai.n wo udhar hai.n beqasii kaa saath hai

% the song at the site ends here. 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa kyaa jaane meraa afasaanaa}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12520 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( duniyaa kyaa jaane meraa afasaanaa
kyuu.N gaaye dil ulafat kaa taraanaa ) \-2
duniyaa kyaa jaane

ho o o
( nii.nd na aaye dil bas me.n nahii.n
tuu hai kahii.n to piyaa mai.n huu.N kahii.n ) \-2
o saajanawaa re
o baalamawaa re
chaa.Ndanii raate.n aur ye samaa.N
rut bhii anokhii mai.n bhii jawaa.N
mai.n bhii diiwaanii tuu bhii diiwaanaa
phir kaise biite mausam suhaanaa

ho o 
( raat kaTe na bin tere piyaa
aajaa akele nahii.n laage jiyaa ) \-2
o saajanawaa re
o baalamawaa re
jhilamil taare mast havaa
chhe.D de muralii aa ke zaraa
ho o
tere sa.ng gaa_uu.N mai.n kyaa gaanaa
sun\-sun ke jisako naache zamaanaa

duniyaa kyaa jaane meraa afasaanaa
kyuu.N gaaye dil ulafat kaa taraanaa
duniyaa kyaa jaane

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{is duniyaa me.n ai dilavaalo dil kaa lagaanaa khel nahii.n}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10621 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

is duniyaa me.n ai dilavaalo.n dil kaa lagaanaa khel nahii.n
ulfat karanaa khel hai lekin kar ke nibhaanaa khel nahii.n

jabase hu_e hai.n duur vo hamase ( Dhuu.NDh rahii hai unako nazar ) \-2
( haay re o bedard zamaane ) \-2 ye bhii nahii.n hai unako Kabar
aag lagii hai dil me.n kuchh aisii jisakaa bujhaanaa khel nahii.n
is duniyaa me.n \threedots

laakha sataa_e.N pyaar ke dushman ( bhuul sake.nge unako na ham ) \-2
( aur ba.Dhegii unakii mohabbat ) \-2 jitane bhii ho.nge zulm\-o\-sitam
kahade ko_ii naadaano.n se hamako miTaanaa khel nahii.n
is duniyaa me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le ke dil chupake se kiyaa majabuur haay}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12521 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

le ke dil chupake se kiyaa majabuur haay \-2
le ke dil chupake se
( kyaa mohabbat kaa hai yahii dastuur haay
kiyaa majabuur haay ) -2
le ke dil chupake se kiyaa majabuur haay
le ke dil chupake se

aa.Nkho.n me.n hii aa.Nkho.n me.n
haa.N aa.Nkho.n me.n
aa.Nkho.n me.n hii aa.Nkho.n me.n
jaane kyaa ghaat hu_ii \-2
( baato.n hii baato.n me.n jaane kyaa baat hu_ii
jaane kyaa baat hu_ii ) \-2
dil se jo dil kahe mujhe ma.nzuur haay
dil se jo dil kahe

kyaa mohabbat kaa hai yahii dastuur haay
kiyaa majabuur haay
le ke dil chupake se kiyaa majabuur haay
le ke dil chupake se

zi.ndagii tumase hai ho tumase hai
zi.ndagii tumase hai
mere tum dil me.n raho \-2
( roshanii tumase hai
merii duniyaa me.n raho
merii duniyaa me.n raho ) \-2
shamaa parawaane se rahe kyuu.N duur haay
shamaa parawaane se

kyaa mohabbat kaa hai yahii dastuur haay
kiyaa majabuur haay
le ke dil chupake se kiyaa majabuur haay
le ke dil chupake se

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii pyaarii pata.ng chalii baadal ke sa.ng}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiyya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu,}%
\singer{Umadevi, Shamshad, Chorus}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12167 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sha \:	( merii pyaarii pata.ng
	chalii baadal ke sa.ng ) \-2
	zaraa dhiire\-dhiire ho zaraa haule\-haule
	de Dhiil de Dhiil o rii sakhii
ko \:	haay wo kaaTaa wo kaaTaa wo kaaTaa
	dekho jii dekho jii
	merii pyaarii pata.ng
	chalii baadal ke sa.ng

u \:	( mere dil me.n uma.ng
	bharaa ulfat kaa ra.ng ) \-2
	zaraa dhiire\-dhiire ho zaraa haule\-haule
	de Dhiil de Dhiil o rii sakhii
ko \:	haay wo kaaTaa wo kaaTaa wo kaaTaa
	dekho jii dekho jii
	mere dil me.n uma.ng
	bharaa ulfat kaa ra.ng

sha \:	( mast jawaanii dekh pukaare.n
	do nainaa matawaale
ko \:	do nainaa matawaale ) \-2
sha \:	( hai ko_ii aisaa dilawaalaa jo
	hamase pe.nch la.Daa le
ko \:	hamase pe.nch la.Daa le ) \-2
sha \:	dekho pata.ng morii
	ga.ngaa ke paar chalii
ko \:	ga.ngaa ke paar chalii
sha \:	le ke sandesaa moraa
	saajan ke dwaar chalii
ko \:	saajan ke dwaar chalii
sha \:	( pa.nchhii se chhiin liyaa
	u.Dane kaa Dha.ng ) \-2

ko \:	zaraa dhiire\-dhiire ho zaraa haule\-haule
	de Dhiil de Dhiil ho rii sakhii
	haay wo kaaTaa wo kaaTaa wo kaaTaa
	dekho jii dekho jii
	merii pyaarii pata.ng
	chalii baadal ke sa.ng

u \:	( do naino.n ke pe.nch la.De
	ek jiitaa aur ek haaraa
ko \:	ek jiitaa ek haaraa ) \-2
u \:	( pyaar ne jis dam lii a.nga.Daa_ii
	dil ne kahaa wo maaraa
ko \:	dil ne kahaa wo maaraa ) \-2
u \:	kaisaa ye pe.nch pa.Daa
	maa.Njhe kii dhaar ga_ii
ko \:	maa.Njhe kii dhaar ga_ii
u \:	aise me.n aa jaa more
	saajan mai.n haar ga_ii
ko \:	saajan mai.n haar ga_ii
u \:	TuuTe na Dor kahii.n
	kahii.n chhuuTe na sa.ng

ko \:	zaraa dhiire\-dhiire ho zaraa haule\-haule
	de Dhiil de Dhiil ho rii sakhii
	haay wo kaaTaa wo kaaTaa wo kaaTaa
	dekho jii dekho jii
	mere dil me.n uma.ng
	bharaa ulfat kaa ra.ng

	de Dhiil de Dhiil
	de Dhiil de Dhiil
	wo kaaTaa wo kaaTaa
	wo maaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muraliivaale muralii bajaa}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu,
Chanda Bai}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: Aashish Thakker
% Transliterator: Aashish Thakker
% Date:17 August 2001

\printtitle
#indian

muraliivaale muralii bajaa
sun sun muralii ko naache jiyaa

reh reh ke aaj meraa Dole hai man 
jaane naa priit mere bhole sajan
kaise chhupaa_uu.N haay dil kii lagan 
mausam pyaaraa ThaNDii havaa
dil mil jaaye.n vo jaaduu jagaa
muraliivaale \threedots

muralii se terii jiyaa laagaa balam
aa.Nkho.n me.n tuu hai nahii.n ab koii Gam
o ba.nsii vaale tujhe merii qasam
aaj sunaa de vo dhun zaraa
rum jhum saavan kii barase ghaTaa
muraliivaale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{niraalaa mohabbat kaa dastuur dekhaa}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiyya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu,}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12040 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( ho niraalaa mohabbat kaa dastuur dekhaa
dastuur dekhaa
vafaa karane waalo.n ko majabuur dekhaa
haay majabuur dekhaa ) \-2

muhobbat ke maaro.n kii haalat naa puuchho \-2
haalat naa puuchho
o judaa_ii se sadamo.n se dil chuur dekhaa
dil chuur dekhaa

vafaa karane waalo.n ko majabuur dekhaa
haay majabuur dekhaa
ho niraalaa mohabbat kaa dastuur dekhaa
dastuur dekhaa
vafaa karane waalo.n ko majabuur dekhaa
haay majabuur dekhaa

kahe.n haay kis dil se kyaa ham pe Guzarii \-2
kyaa ham pe Guzarii
o tujhe apanii duniyaa se jab duur dekhaa
jab duur dekhaa

vafaa karane waalo.n ko majabuur dekhaa
haay majabuur dekhaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa Kayaal dil se bhulaayaa na jaayegaa}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12637 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

( teraa Kayaal dil se bhulaayaa na jaayegaa
ulfat kii zi.ndagii ko miTaayaa na jaayegaa ) \-2

( majabuuriyo.n ne chhin lii mujhase agar zabaa.N
mujhase agar zabaa.N ) \-2
aa.Nsuu kahe.nge
( aa.Nsuu kahe.nge dil ke uja.Dane kii daastaa.N
uja.Dane kii daastaa.N ) \-2
aa.Nkho.n se haal dil kaa chhupaayaa na jaayegaa

ulfat kii zi.ndagii ko miTaayaa na jaayegaa
teraa Kayaal dil se bhulaayaa na jaayegaa
ulfat kii zi.ndagii ko miTaayaa na jaayegaa

( luuTo na duniyaa waalo mere dil kii tum Kushii
mere dil kii tum Kushii ) \-2
achchhii nahii.n hai haay
( achchhii nahii.n hai haay Gariibo.n se dillagii
Gariibo.n se dillagii ) \-2
ye ghar uja.D gayaa to basaayaa na jaayegaa

ulfat kii zi.ndagii ko miTaayaa na jaayegaa
teraa Kayaal dil se bhulaayaa na jaayegaa
ulfat kii zi.ndagii ko miTaayaa na jaayegaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere kuuche me.n aramaano.n kii duniyaa}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Rafi}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10622 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

tere kuuche me.n aramaano.n kii duniyaa le ke aayaa huu.N
tujhii par jaan dene kii tamannaa le ke aayaa huu.N
tere kuuche me.n \threedots

jigar me.n dard dil me.n Tiis aur aa.Nkh me.n do aa.Nsuu \-2
zaraa tuu dekh le aa kar mai.n kyaa\-kyaa le ke aayaa huu.N
tere kuuche me.n \threedots

vo afasaanaa mohabbat kaa kabhii jo tuune chhe.Daa thaa \-2
vo afasaanaa ho.nTho.n par adhuuraa le ke aayaa huu.N
tere kuuche me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu meraa chaa.Nd mai.n terii chaa.Ndanii}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Suraiyya, Shyam}%
\singer{Suraiyya, Shyam}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tuu meraa chaa.Nd mai.n terii chaa.Ndanii
mai.n teraa raag tuu merii raaginii
o, nahii.n dil ka lagaanaa koii dillagi, koii dillagi

saath hii jiinaa saath hii maranaa
ulfat kii hai riit, haa.N, ulfat kii hai riit
pyaar kii muralii haradam gaaye terii lagan ke giit
mai.n teraa raag tuu merii raaginii
tuu meraa chaa.Nd mai.n terii chaa.Ndanii
o, nahii.n dil ka lagaanaa   \threedots

bhuul na jaanaa rut ye suhaanii
ye din aur ye raat, haa.N, ye din aur ye raat
jab tak chamake chaa.Nd sitaare, dekho chhuuTe na saath
tuu meraa chaa.Nd mai.n terii chaa.Ndanii
mai.n teraa raag tuu merii raaginii
o, nahii.n dil ka lagaanaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaalim zamaanaa mujhako tumase chhu.Daa rahaa hai}%
\film{Dillagi}%
\year{1949}%
\starring{Shyam, Suraiya, Sharada, Amar, Shyam Kumar, Amir Banu}%
\singer{Suraiya, Shyam}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12638 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

shyaa \:	zaalim zamaanaa mujhako tumase chhu.Daa rahaa hai
	e zaalim zamaanaa mujhako tumase chhu.Daa rahaa hai
	a.njaam zi.ndagii kaa
	a.njaam zi.ndagii kaa nazadiik aa rahaa hai
	zaalim zamaanaa mujhako tumase chhu.Daa rahaa hai

su \:	biite dino.n ke nagame.n dil aaj gaa rahaa hai
	duniyaa me.n jaise apanii
	duniyaa me.n jaise apanii ko_ii bulaa rahaa hai
	biite dino.n ke nagame.n dil aaj gaa rahaa hai

shyaa \:	tujhako qasam hai aakar suurat zaraa dikhaa jaa
	suurat zaraa dikhaa jaa
	diiwaanaa dekh teraa duniyaa se jaa rahaa hai

su \:	barabaadiyo.n kaa apanii shiqawaa nahii.n kisii se
	shiqawaa nahii.n kisii se
	meraa nasiib mujhako ye din dikhaa rahaa hai
	e biite dino.n ke nagame.n dil aaj gaa rahaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
