% ISB File: DilliKaaThug_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##C A T CAT CAT## maane billii}%
\film{Dilli Kaa Thug}%
\year{1958}%
\starring{Kishore, Nutan, Smriti Bishwas, Madan Puri, Iftikhar}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11654 [V S Rawat], Surma Bhopali

\printtitle
#indian

##C A T cat, cat## maane billii
##R A T rat, rat## maane chuuhaa
are dil hai tere pa.nje me.n to kyaa hu_aa
##C A T cat,## \threedots

##M A D mad, mad## maane paagal
##B O Y boy, boy## maane la.Dakaa
are matalab isakaa tum kaho to kyaa hu_aa
##C A T cat,## \threedots

arii baavarii tuu ban jaa merii zaraa sun mai.n kyaa kahataa huu.N
tujhe hai Kabar o jaan\-e\-jigar tuu hai kaun aur mai.n kyaa huu.N
##G O A T goat, goat## maane bakarii
##L I O N lion, lion## maane sher
are dil hai tere pa.nje me.n to kyaa karuu.N
##C A T cat,## \threedots

lage taakane kabhii aapane shiishaa le ke mu.Nh dekhaa bhii
tum hii ik nahii.n jahaa.N me.n hasiin hogaa ko_ii ham saa bhii
##N O S E nose, nose## maane naak
##C R O W crow, crow## maane kauvaa
are matalab isakaa tum kaho to kyaa hu_aa
##C A T cat,## \threedots

milaa le nazar o jaan\-e\-jigar teraa kyaa karegii duniyaa
jahaa.N se Daro ye sochaa karo hame.n kyaa kahegii duniyaa
##B A D bad, bad## maane buraa
##B U T but, but## maane lekin
are dil hai tere pa.nje me.n to kyaa hu_aa
##C A T cat,## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham to mohabbat karegaa, duniyaa se nahii.n Daregaa}%
\film{Dilli Ka Thug}%
\year{1958}%
\starring{Kishore, Nutan}%
\singer{Kishore}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Kannan Muthukaruppan (mkannan@plane.cs.berkeley.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ki:	( ham to mohabbat karegaa
	duniyaa se nahii.n Daregaa
	chaahe ye zamaanaa kahe hamako diivaanaa ) \-2
	ajii ham to mohabbat karegaa

	( chupake se aap to dil le ke chale jaate.n hai
	piichhe piichhe diivaane phir bhii chale aate.n hai.n ) \- 2
nu:	merii juutii se!!
ki:	juutaa paalish karegaa, 
	aa haa juutaa paalish karegaa
	lekin tum par maregaa
	chaahe ye zamaanaa kahe hamako diivaanaa ajii
	ham to mohabbat karegaa

	( Thokar se aur bhii aramaa.n ye javaa.n hote hai.n
	duniyaa me.n ham jaise aashiqa bhii kahaa.N hote.n hai.n ) \- 2
nuu:	are vaah re majanuu.N
ki:	lailaa lailaa karegaa,
	lailaa oy lailaa 	
	lailaa lailaa karegaa
        ThaNDii aahe.n bharegaa,
	chaahe ye zamaanaa kahe hamako diivaanaa ajii
	ham to mohabbat karegaa

	aa haa ho ho hii hii haa haa haa haa
	( duur ho ho ke ajii yuu.N na sataao hamako
	ham jiye.n kaise bhalaa ye to bataao hamako ) \- 2
nuu:	Duub maro
kis:	Duubegaa nahii.n taregaa,
	Duubegaa nahii.n taregaa,
	pyaar se ham nahii.n Daregaa,
	chaahe ye zamaanaa kahe hamako diivaanaa ajii
	ham to mohabbat karegaa
	duniyaa se nahii.n Daregaa
	chaahe ye zamaanaa kahe hamako diivaanaa ajii
	ham to mohabbat karegaa

	Da Da Da Da DaDaDa
	ham to mohabbat karegaa
	Da Da Da Da DaDaDa \threedots %(fade)

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o baabuu o laalaa, mausam dekho chalaa}%
\film{Dilli Ka Thug}%
\year{1958}%
\starring{Smriti Biswas, Nutan, Kishore}%
\singer{Geeta}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Nita, Afzal Khan

\printtitle
#indian

o baabuu o laalaa, 
mausam dekho chalaa
sun le dil kyaa bolaa, 
hai koii pyaar karane vaalaa
o baabuu o laalaa   \threedots

khoyii khoyii rut hai
kuchh bahakii kuchh bahakaa_ii
mahafil kii mahafil hai
tanhaayii kii tanhaayii
aajaa miTaa de.n faasalaa
o baabuu o laalaa   \threedots

sun jaa kyaa kahatii hai.n
ye bhiigii bhiigii raate.n
saathii ban jaa meraa
kar le.n do miiThii baate.n
mujhase nigaahe.n to milaa
o baabuu o laalaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye raate.n ye mausam nadii kaa kinaaraa}%
\film{Dilli Ka Thug}%
\year{1958}%
\starring{Kishore, Nutan}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Majrooh}%

% Credits: Ravi Subbarao (subbarao@nmsu.edu)
%          (R2RN@VM1.CC.UAKRON.EDU)
%          Anoop K Verma 
%          Arun Verma (verma@cs.cornell.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ki: ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa
aa: kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar, kabhii ham judaa
(dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa

aa: ye kyaa baat hai aaj kii chaa.ndanii me.n    \- 2
ke ham kho gaye pyaar kii raaginii me.n
ki: ye baaho.n me.n baahe.n, ye bahakii nigaahe.n
lo aane lagaa zi.ndagii kaa mazaa
(dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa

ki: sitaaro.n kii mahafil ne karake ishaaraa    \- 2
kahaa ab to saaraa jahaa.N hai tumhaaraa
aa: muhabbat javaa.N ho, khulaa aasamaa.N ho
kare koI dil aarazuu aur kyaa
(dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa

aa: qasam hai tumhe tum agar mujhase ruuThe   \- 2
ki: rahe saa.ns jab tak, ye ba.ndhan na TuuTe
aa: tumhe.n dil diyaa hai, ye vaadaa kiyaa hai
sanam mai.n tumhaarii rahuu.Ngii sadaa
ki: ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa
(dono): kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar,
kabhii ham judaa
(dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
