% ISB File: DinDahaade_1990.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kaam jahaa.n me.n kyaa\-kyaa hote din\-dahaa.De}%
\film{Din Dahaade}%
\year{1990}%
\starring{Sunil Puri, Kamran Rizvi, Shriprada, Kunika, Paramveer, Neeraj}%
\singer{Kumar Sanu, Chorus}%
\music{Jeetu Tapan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku \:	kaam jahaa.n me.n kyaa\-kyaa hote \-2
ko \:	din\-dahaa.De \3
ku \:	khel tamaashe kyaa kyaa hote \-4
ko \:	aa aa aa
	din\-dahaa.De \3

ku \:	kaisaa naazuk daur hai dekho \-2
	paharedaar bhii chor hai dekho \-2
	ujale ujale bheSh me.n bande
	ghuu.NghaT kholo to ye na.nge
	husn yahaa.N par luTate rahate \-3
ko \:	aa aa aa
	din\-dahaa.De \3

ku \:	uu.Nche uu.Nche mahalo.n vaale \-2
	kitane niiche girate jaa_e.n
	baagaDor hai haath me.n inake
	jisako chaahe use nachaa_e.n
	chiikh kisii kii sunii na jaa_e \-3
ko \:	aa aa aa
	din\-dahaa.De \3

ku \:	kul dharatii shamashaan banii hai \-2
	zulmo.n kaa tuufaan banii hai
	gaa.ndhii tilak javaahar bhagat si.nh
	kab tak ye sab kaTate rahe.nge
	iisaa suulii cha.Dhaa_e jaate \-3
ko \:	aa aa aa
	din\-dahaa.De \3

ku \:	tuu chup kyo.n hai uupar vaale
	are tuu kyo.n chup hai uupar vaale
	ab ye duniyaa kaun sambhaale
	ek pal tuu dharatii pe aa jaa
	chakr sudarshan yahaa.N chalaa jaa
	barbaadii ke saavan dekhe \-3
ko \:	aa aa aa
	din\-dahaa.De \3
	kaam jahaa.n me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{la.Dii la.Dii jab se nazar tohase la.Dii}%
\film{Din Dahaade}%
\year{1990}%
\starring{Sunil Puri, Kamran Rizvi, Shriprada, Kunika, Paramveer, Neeraj}%
\singer{Kumar Sanu, Asha}%
\music{Jeetu Tapan}%
\lyrics{Surendra Sathi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku \:	la.Dii la.Dii la.Dii la.Dii
	jab se nazar tohase la.Dii
aa \:	la.Dii la.Dii la.Dii la.Dii
	jab se nazar tohase la.Dii
	soNiyaa.n dil meraa
	tujhako pukaare hai gha.Dii gha.Dii
ku \:	ho soNiye dil meraa
	tujhako pukaare hai gha.Dii gha.Dii
aa \:	la.Dii la.Dii \threedots

	haay re ye kaisaa nashaa hai bin pi_e cha.Dhane lagaa \-2
ku \:	diivaanaa saa hone lagaa huu.N
	pyaar me.n tere khone lagaa huu.N
aa \:	dekhatii huu.N tujhe rah jaatii huu.N mai.n kha.Dii kii kha.Dii \-2
ku \:	haay la.Dii la.Dii \threedots

ku \:	( jaagii hai.n dil me.n uma.nge.n
	uThane lagii hai.n tara.nge.n ) \-2
aa \:	baalii umar me.n jiyaa moraa Dole pal\-pal chhin\-chhin piyaa\-piyaa bole
	de ga_ii roshanii dil ko tere pyaar kii phulajha.Dii \-2
ku \:	haa.N la.Dii la.Dii \threedots

aa \:	( is dil kii dha.Dakan me.n tuu hai
	saa.Nso.n kii saragam me.n tuu hai ) \-2
ku \:	haay mazaa aa gayaa tujhame.n samaa ke
	rab paa liyaa khud ko bhulaa ke
aa \:	pyaar kii ye nazar lagatii hai har ek du_aa se ba.Dii
ku \:	pyaar kii ye nazar lagatii hai har ek du_aa se ba.Dii
	haay la.Dii la.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
