% ISB File: DiwaaliKiRaat_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa}%
\film{Diwaali Ki Raat}%
\year{1956}%
\starring{Talat Mahmood, Roopmala, Shashikala}%
\singer{Talat, Madhubala Zaveri}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Madhukar Rajasthani}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @ hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Date: Nov 9, 2002
% Comments: GEETanjali Series
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

madhubaalaa:
kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa Takaraayii nazar sharamaa hii gaye

talat:
ik jhukatii nazar ko dekh sanam ham piye binaa laharaa hii gaye
kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa

talat:
zulfo.n kii ghaTaa_o.n me.n chhup kar jii bhar ke chalaa lo tiir\-e\-nazar
ulafat kii adaa ke diiwaane sau tiir jigar par khaa hii gaye
kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa

madhubaalaa:
tum raaz\-e\-muhabbat kyaa samajho tum ishq kii baate.n kyaa jaano
haaye, kachche dhaage se ba.Ndh kar sarakaar merii tum aa hii gaye
kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa

talat:
ai saaz-e-jawaanii chhe.D ko_ii ek giit suhaanaa pyaar bharaa
do pyaar bhare dil aaj mile ma.nzil ko apanii paa hii gaye

madhubaalaa:
ai raat yahii.n par ruk jaa tuu ai chaa.Nd sitaaro.n mat Dhalanaa
a.ndaaz\-e\-bayaa.N se zaahir hai ham un ke dil ko bhaa hii gaye

dono.n:
kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa Takaraayii nazar sharamaa hii gaye
kahane ko bahut kuchh kahanaa thaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye Kushii kaa samaa.N zindagii hai jawaa.N}%
\film{Diwaali Ki Raat}%
\year{1956}%
\starring{Talat Mahmood, Roopmala, Shashikala}%
\singer{Talat}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Naqsh Lyalpuri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12078 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ye Kushii kaa samaa.N
zindagii hai jawaa.N
aa nigaahe.n milaa ke to dekh
kah rahii hai fizaa
do gha.Dii musakaraa
dil kii duniyaa basaa ke to dekh

( mausam nayaa aa gayaa
le kar fasaane naye ) \-2
kahatii hai ye beKudii
gaa le taraane naye

( aa.Nho.n se mastii luTaa
dil ko machalanaa sikhaa ) \-2
dil kii Kushii ke liye
duniyaa ko tuu bhuul jaa

ye Kushii kaa samaa.N
zindagii hai jawaa.N
aa nigaahe.n milaa ke to dekh
kah rahii hai fizaa
do gha.Dii musakaraa
dil kii duniyaa basaa ke to dekh

( ulafat kii raaho.n me.n aa
daaman ko ra.ngii.n banaa ) \-2
dil ke jahaa.N ko badal
apanaa muqaddar jagaa

ye Kushii kaa samaa.N
zindagii hai jawaa.N
aa nigaahe.n milaa ke to dekh
kah rahii hai fizaa
do gha.Dii musakaraa
dil kii duniyaa basaa ke to dekh

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
