% ISB File: DoAankhenBaarahHaath_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_o\-aa_o honahaar o pyaare bachche ... tak\-tak dhum\-dhum}%
\film{Do Aankhen Baarah Haath}%
\year{1957}%
\starring{V Shantaram, Sandhya}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

la \:	aa_o aa_o honahaar o pyaare bachche
	pyaare bachche, umar ke kachche, baat ke sachche
	jiiwan kii ek baat butaa_uu.N \-2
	musiibato.n se Daro nahii.n
	buzadil ban ke maro nahii.n
	rote\-rote kyaa hai jiinaa
	naacho dukh me.n taan ke siinaa \-2

ko \:	tak tak dhum dhum \-20

la \:	raat a.ndhiyaarii ho, ghirii ghaTaaye.n kaarii ho.n
	raastaa sunasaan ho, aa.Ndhii aur tuufaan ho.n
	ma.nzil terii duur ho \-2
	paa.Nv tere majabuur ho.n
	to kyaa karoge
	ruk jaa_oge
ko \:	naa
la \:	to kyaa karoge

ko \:	tak tak dhum dhum \-20

la \:	o
	insaano.n ke duHkh halkaan, karake apanaa sab qurabaan
	bebas kaa ghar bas jaaye, apanaa ghar jo uja.D jaaye
	auro.n ko karake aabaad \-2
	huye agar jo tum barabaad
	to kyaa karoge
	ro_oge
ko \:	naa
la \:	to kyaa karoge

ko \:	tak tak dhum dhum \-20

la \:	o
	jag me.n ghor la.Daa_ii ho, vatan pe aafat aa_ii ho
	ghar me.n ghuse luTere ho.n, aazaadii ko ghere ho.n
	banduuko.n kii maar ho \-2
	ba.De\-ba.De laachaar ho.n
	to kyaa karoge
	Dar jaa_oge
ko \:	naa
la \:	to kyaa karoge

ko \:	tak tak dhum dhum \-20

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai maalik tere ba.nde ham}%
\film{Do Ankhen Baarah Hath}%
\year{1957}%
\starring{V. Shantaram, Sandhya}%
\singer{V Shantaram/ Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Prashant Kulkarni (praskulk@engin.umich.edu)
%          Raj Ganesan (cpd.tandem.com!raj)
%          Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU)
%          Navin Kabra (navin@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ai maalik tere ba.nde ham
aise ho hamaare karam
nekii par chale.n
aur badii se Tale.n
taaki ha.nsate huye nikale dam

jab zulmo.n kaa ho saamanaa
tab tuu hii hame.n thaamanaa
vo buraaI kare.n
ham bhalaaI bhare.n
nahii.n badale kii ho kaamanaa
ba.Dh uThe pyaar kaa har kadam
aur miTe bair kaa ye bharam
nekii par chale.n \threedots

ye a.ndheraa ghanaa chhaa rahaa
teraa inasaan ghabaraa rahaa
ho rahaa bekhabar
kuchh na aataa nazar
sukh kaa suuraj chhipaa jaa rahaa
hai terii roshanii me.n vo dam
jo amaavas ko kar de puunam
nekii par chale.n \threedots

ba.Daa kamazor hai aadamii
abhii laakho.n hai.n isame.n kamii.n
par tuu jo kha.Daa
hai dayaaluu ba.Daa
terii kR^ipaa se dharatii thamii
diyaa tuune jo hamako janam
tuu hii jhelegaa ham sabake Gam
nekii par chale.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho uma.D\-ghuma.D kar aa_ii re ghaTaa}%
\film{Do Aankhen Baarah Haath}%
\year{1957}%
\starring{V. Shantaram, Sandhya}%
\singer{Lata, Manna Dey}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10391 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ho uma.D\-ghuma.D kar aa_ii re ghaTaa \-2
kaare\-kaare badaraa kii chhaa_ii\-chhaa_ii re ghaTaa

jab sanan pavan ko lagaa tiir
baadal ko chiir nikalaa re niir
jhar\-jhar jhar\-jhar ab dhaar jhare
o dharatii jal se maa.Ng bhare
o uma.D\-ghuma.D kar \threedots

la \:	nanhii.n\-nanhii.n buu.Ndaniyo.n kii khanan\-khanan khan khanjarii
	bajaatii aa_ii bajaatii aa_ii dekho bhaa_ii barakhaa dulhaniyaa \-2
	chhuk\-chhuk chhuk\-chhuk sai.nyaa
	aaj Daaruu.N tore galavaa me.n bai.nyaa
	mai.n to naachuu.N tere sa.ng\-sa.ng sai.nyaa ho sai.nyaa ho sai.nyaa

	ho saavan kaa sandesaa lekar nikalii jogan ghar se
	jo ko_ii isake pyaar ko tarase vahii.n navelii barase
	kaare\-kaare baadaravaa kii jhanan\-jhanan jhan jhaa.Njharii
	bajaatii aa_ii hai dekho bhaa_ii barakhaa dulhaniyaa \-2
	ho uma.D\-ghuma.D kar \threedots

	miiThii-miiThii mast pavan kii sanan\-sanan san baa.Nsurii
	bajaatii aa_ii dekho bhaa_ii barakhaa dulhaniyaa
	ho uma.D\-ghuma.D kar \threedots

	harii\-harii chunarii saaje kaliyo.n kaa ka.Nganaa baaje
	dekh ke apanii barakhaa raanii kii miiThii muskaan re
	saavan ke duulhe kii chamak uThii shaan re
	gorii\-gorii bijuriyaa kii chamak\-chamak cham akhaNDii
	chamakaatii aa_ii dekho bhaa_ii barakhaa dulhaniyaa
	ho uma.D\-ghuma.D kar \threedots

	ra.ng\-bira.ngii jholii bharake bharan\-bharan bhaNDaar re
	luTaatii aa_ii dekho bhaa_ii barakhaa dulhaniyaa
	ho uma.D\-ghuma.D kar \threedots

	dharatii ne gaTharii kholii
	bharii\-bharii apanii jholii anamolii bhaiyaa
	khelo\-khelo Kushiyo.n kii holii ho holii ho holii
	dhan\-dhan hamarii dharatii
	sabake jiivan ke ye adhuure sapane puure karatii
	dekho\-dekho ghar\-ghar hamaare lahar\-lahar aanand kii
	laharaatii aa_ii dekho bhaa_ii barakhaa dulhaniyaa
	ho uma.D\-ghuma.D kar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n gaa_uu.N tuu chup ho jaa}%
\film{Do Aankhen Baarah Haath}%
\year{1957}%
\starring{V. Shantaram, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

o
( mai.n gaa_uu.N tuu chup ho jaa
mai.n jaaguu.N re tuu so jaa ) \-2

dharatii kii kaayaa so_ii
ambar kii maayaa so_ii
jhil mil taaro.n ke niiche
sapano.n kii chhaayaa so_ii
mai.n Dhuu.NDhuu.N
ho mai.n Dhuu.NDhuu.N re tuu kho jaa
mai.n jaaguu.N re tuu so jaa

jaane hawaa_ii kahaa.N kho_ii
saagar kii bhii lahare.n so_ii.n
duniyaa kaa sab dukha.Daa bhar ke \-2
terii do a.nkhiyaa.N re kyuu.N ro_ii.n
aa.Nsuu ke
ho aa.Nsuu ke shabanam dho jaa
mai.n jaaguu.N re tuu so jaa

aa.Nsuu tere mujhako de de
badale me.n merii ha.Nsii le le
teraa to man sukh se khele
meraa hR^iday teraa dukh jhele
naye biije
naye biij Kushii ke bo jaa
mai.n jaaguu.N re tuu so jaa
mai.n gaa_uu.N tuu chup ho jaa
mai.n jaaguu.N re tuu so jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sayyaa.N jhuuTho.n kaa ba.Daa sarataaj nikalaa}%
\film{Do Ankhen Baarah Hath}%
\year{1957}%
\starring{V. Shantaram, Sandhya}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Surajit Bose

\printtitle
#indian

sai.nyaa jhuuTho.n kaa ba.Daa sarataaj nikalaa 
mujhe chho.D chalaa, mukh mo.D chalaa 
dil to.D chalaa ba.Daa dhokhebaaj nikalaa 
sai.nyaa jhuuTho.n kaa \threedots 

chal diyaa zulmii mujhase bahaanaa banaa 
mere nanhe se dil ko nishaanaa banaa 
ba.Daa tiikhaa vo tiirandaaj nikalaa 
mujhe chho.D chalaa \threedots 
sai.nyaa jhuuTho.n kaa \threedots 

mai.nne ik din zaraa sii jo kii masakharii 
chal diyaa nazare.n ghumaake vo gusse bharii 
meraa chhailaa ba.Daa naaraaj nikalaa 
mujhe chho.D chalaa \threedots 
sai.nyaa jhuuTho.n kaa \threedots 

paradesii kii priit ba.Dii hotii burii
jaise miiThii zahar bharii ho tiikhii chhurii
mai.n to bholii sii vo chaalabaaj nikalaa
mujhe chho.D chalaa \threedots 
sai.nyaa jhuuTho.n kaa \threedots

kuchh dino.n se piyaa ham se naa bolataa
na hamaaraa ghuu.NghaTavaa kaa paT kholataa
is gup\-chup kaa
is gup\-chup kaa bhed dekho aaj nikalaa
mujhe chho.D chalaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
