% ISB File: DoChor_1972.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chaahe raho duur chaahe raho paas}%
\film{Do Chor}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Tanuja, Shobhana Samarth, K N Singh, Asit Sen}%
\singer{Lata, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	chaahe raho duur chaahe raho paas
	sun lo magar ek baat
	ek Dor se ba.Ndhogii sanam kisii din hamaare saath
la:	chaahe raho duur chaahe raho paas
	sun lo magar ek baat
	tum is galii to mai.n us galii ke aa_uu.N kabhii na haath
	chaahe raho duur chaahe raho paas

la:	mere piichhe\-piichhe chale to ho baabuu
	par zaraa tirachhii hai chaal
	aashiq bananaa jaao kahii.n siikho tum abhii do\-chaar saal
	chaahat ke qaabil ban jaao phir mai.n karuu.Ngii
	phir mai.n karuu.Ngii baat

	chaahe raho duur chaahe raho paas
	sun lo magar ek baat
	tum is galii to mai.n us galii ke aa_uu.N kabhii na haath
ki:	chaahe raho duur chaahe raho paas

	o merii cha.nchal pawan basa.ntii karo nahii.n yuu.N beqaraar
	in baa.Nho.n me.n aanaa hai tumako aaKir jaan\-e\-bahaar
	dil thaame aaogii phir mai.n puuchhuu.Ngaa tumase
	puuchhuu.Ngaa tumase baat

	chaahe raho duur chaahe raho paas
	sun lo magar ek baat
	ek Dor se ba.Ndhogii sanam kisii din hamaare saath
la:	chaahe raho duur chaahe raho paas
	sun lo magar ek baat
	tum is galii to mai.n us galii ke aa_uu.N kabhii na haath
	chaahe raho duur chaahe raho paas

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaalii palak terii gorii khulane lagii hai tho.Dii\-tho.Dii}%
\film{Do Chor}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Tanuja, Shobhana Samarth, K N Singh, Asit Sen}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10768 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

	he he uu.N huu.N
ki \:	kaalii palak terii gorii khulane lagii hai tho.Dii\-tho.Dii
	ek choranii ek chor ke ghar karane chalii hai chorii
la \:	kaalii palak piyaa morii khulane lagii hai tho.Dii\-tho.Dii
	ek choranii ek chor ke ghar karane chalii hai chorii ho chorii
	kaalii palak piyaa \threedots

ki \:	aa_egii baa.Ndh ke paayal tuu ho.nTh dabaa_e badan ko churaa_e
	naazuk qamar se lagaa_e adaa kii kaTaarii zaalimaa.N
	pheregii dhiire\-dhiire tuu mere gale par ye baa.Nho.n ke Ka.nzar
	jaa_egii dil meraa lekar samajh ke anaa.Dii baalamaa
	roz raat ko yuu.N hii baa.Ndhegii laTo.n kii Dorii ho Dorii
	kaalii palak terii \threedots

la \:	na to mai.n Dor se baa.Ndhuu.n naa jaal bichhaa_uu.N na tiir chalaa_uu.N
	naazuk qamar se lagaa_uu.N chhurii na kaTaarii saajanaa
	o sajanaa mai.n to teraa dil luu.Ngii tujhase chhupaa ke nazar ko bachaa ke
	are yuu.N hii zaraa muskaraa ke kahuu.Ngii anaa.Dii saajanaa ho saajanaa
	roz raat ko tere ghar hogii terii chorii ho chorii
	kaalii palak terii \threedots

ki \:	achchhii hu_ii merii chorii ek dil khoyaa ek dil paayaa
	aise ko_ii paas aayaa ki aa gayaa luTane kaa mazaa
	ha.Ns ke lipaT ga_e dono.n bas ga_e dono.n hu_aa jab vaadaa pyaar kaa
do \:	roz raat ko mile.nge cha.ndaa aur chakorii o chakorii
ki \:	kaalii palak terii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii jaa.N merii jaa.N kahanaa maano}%
\film{Do Chor}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Tanuja, Shobhana Samarth, K N Singh, Asit Sen}%
\singer{Kishor}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10769 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

merii jaa.N merii jaa.N kahanaa maano \-2
ho dushman hai jahaa.N rut pahachaano
kaTegii na ye Dagar binaa ek hamasafar
phir kyo.n ba.nde ko apanaa hii jaano
merii jaa.N \threedots

ko_ii bhii gaa.Dii duniyaa me.n ek pahiye se nahii.n chalatii
chale nahii.n zindagii bin saathii ke
dekho tumhaarii paayal bhii ek ghu.Ngharuu se nahii.n bajatii
bajatii hai.n taaliyaa.N do haatho.n se
mere sa.ng aa jaa_o buraa mat maano
ho merii jaa.N \threedots

mai.n bhii nahii.n kuchh tumase kam tum jo nahii.n rukane vaale
Dha.ng mere haath me.n hai.n aur bhii
tumako ha.Nsaa ke chho.Duu.Ngaa to.D ke ho.nTho.n ke taale
samajh lo mai.n huu.N sanam dil kaa chor bhii
apane jaisaa mujhe bhii jaano
ho merii jaa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaarii ho ga_ii yaar se}%
\film{Do Chor}%
\year{1972}%
\starring{Dharmendra, Tanuja, Shobhana Samarth, K N Singh, Asit Sen}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Audio on: HMV
% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 5 May 2004
% Series: GEETanjali, THGHT
% Listen to the tune rendered by Surma Bhopali [Windows Media Audio
% format] at: http://www.geoahead.com/music/yaariho.html
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

( yaarii ho ga_ii ) 2
yaarii ho ga_ii yaar se lak tunu tunu
pyaar ko kaam kyaa jhuuThe sa.nsaar se
yaarii ho ga_ii \threedots

os me.n bhiige bhiige aakaash ke tale
jaane ham jal jaanaa lagakar yaar ke siine se
ho chuur thakan se hoke jab saa.ns naa chale
hamako jiivan mil jaataa hai jahar ke piine se
jiite hai pyaar se marate hai pyaar se
haa.N yaarii ho ga_ii \threedots

dharam sadaa apanaa to ha.Nsanaa bolanaa
lukanaa chhupanaa kyaa jaane ham ho.D me.n aa.Nchal kii
ho karam sadaa apanaa to khulake Dolanaa
laharaatii bai.nyaa.n hai.n aur ye taal hai paayal kii
guu.njatii har galii prem jha.nkaar se
haa.N yaarii ho ga_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
